Iss tariqey ki madad sey aap bohut si aisi cheezein bhi kar sakein gi jo shayad sari umar karney ki jurrat na kar sakein, hichkichahat ya sharmindagi ki wajah sey.
-
Apney kandhey aur pistaano'n per chocolate ya koi aur khaney ki cheez lagaein phir mian sey kahein kay woh chaatey, iss tarah mian ki kamar kay nichley hissey (yeh hissa jinsi tor per hassas hai) per laga ker chaatein donon kay liye nihayat lutf angaez hai.
-
Agar aap rozana kegel exercises ki madad sey apney PC muscles ki 50 bar mushq karein to chund hafton mein aap ki faraj kay dahaney kay muscles per control hasil ho jaey ga to phir mubashrat kay doran apney PC muscles ki madad sey apni faraj kay munh kay muscles ko bhee'nchein, phir chor dein phir bhee'nchein aur dheela chor dein iss sey donon ko bey panaah lutf hasil hoga aur aap aasani kay sath orgasm hasil kar leingi.
-
Mubashrat mein dakhool kay ba'ad mian kay khusyon ko pakrein, cheirein pyar sey maslein ooper ko uthaein zakar ki jar ko mushta'il karein uski maq'ad kay charon taraf ungli sey massage karein ya maq'ad aur khusyon kay darmyan waley hissey ko mushta'il karein, masaj karein, dabaein, khawand kay liye sab kuch bohut lutf deney wala hai dhayan karein kay maq'ad kay ird gird massage karney sey mard jald manzil ho jata hai.
|