Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Khawateen Ki Jismaani Saakht  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
91202
 
Khawateen Ki Jismaani Saakht

 Haala'n kay biwi paak daaman hoti hai iss ka bara saada aur aasaan hull hai aap mubaashirat kay waqt ek common pin ya sui apney paas rakhein mubaashirat kay waqt uss sui ko apni ungli per maarein to uss sey khoon kay chund qatrey nikleingey uss khoon ko bister per laga dein khawand mutmain ho jaey ga.

    Jismaani saakht ki wajah sey ba'az khawateen ki faraj tung (tight) hoti hai aur ba'az ki qadrey dheeli (loose) jis mein dakhool aasaan hota hai aisi surat mein ba'az auqaat mard ko biwi ki paak daamini per shakk ho jata hai ba'az auqaat nobat talaaq tak pohonch jati hai. Iss pareshaani sey bachney kay liye mubaashirat sey pehley apni faraj ko phitkiri miley pani sey dho lein faraj tung ho jaegi ya phir PC muscles ki mushq sey dakhool kay waqt faraj kay mu'nh kay muscles ko bhee'nch lein to dakhool qadrey mushkil hoga. Iss tarah khawand kisi qism kay wahem mein na parey ga. PC muscles ki mushq ka zikr aagey aaey ga, kuch arsey pehley mujhey ek naujawaan ney shaadi kay doosrey din bohut pareshani kay aalam mein phone kya kay pehli mubaashirat mein faraj ka mu'nh tung na tha jis ki wajah sey dakhool bohut aasaan tha usko shakk tha kay kahiin uski biwi budkaar na ho aur pehley hi mubaashirat ka tajurba na kar chuki ho jab uss sey aurat kay jism ki saakht ki wazahat ki gaee to woh mutmain ho gaya ab hansi khushi zindagi basar kar raha hai.

 
Khawateen Ki Jismaani Saakht
 
<< Next       Prev >>
8283848586878889909192
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012