Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Afterplay - Baad az Mubashrat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
130462
 
Afterplay

Baad az Mubashrat

AfterPlay

    Allah kay nabi ney mubashrat kay foran ba'ad alaehda honay sey mana farmaya hai mojooda mahireen ney bhi afterplay ko bohut ehmiyat di hai, taqreeban tamam mahireen kay nazdeek yeh na sirf bohut ahem bul kay nihayat zaroori hai aur yeh orgasm sey bhi behter hai khusoosan khawateen kay liye. Le'haza orgasm kay foran ba'ad mian sey alaehda na ho jaei'n aur bister sey bahir na nikal jaei'n bul kay uss kay jism kay sath jism mila kar leti rahei'n uss kay jism per hath phaerei'n, choomei'n, uss kay sath baghalgeer hun aur usko bhee'nchein waghaera. Mian ko bataei'n kay woh kis qadar taaqatwar hai aur aap ney uss kay qurb aur mubashrat sey kis qadar lutf uthaya, usey bataei'n kay woh ek shaandaar mohabbat karney wala (lover) hai yani uski ta'areef karein usey bataein aaj kay jinsi amal (love making) mein aap ko sab sey acha kya laga taa kay woh aaenda bhi aap ko isi tarah khushi aur lazzat dey.

    Safaee waghaera kay ba'ad us kay seeney ya baazu per ser rakh kar so jaein, ikatthey soney ka ek yeh fa'eda bhi hai kay mian ko raat kay waqt phir tanau (erection) ho sakta hai to iss surat mein ek baar phir jinsi amal (love making) sey lutf uthaya ja sakta hai. Mubashrat kay kuch der ba'ad donon ikatthey naha bhi saktey hain mian kay jism per sabun lagaein, usey mulei'n, maqsad mael utarna nahin bul kay lutf hai . Us kay jism per massage karein aur phir uss kay jism ko khushk karein shaadi kay ibtidaee saalo'n mein nahatey huey aap kay jism kay lums sey khawand ko phir tana'u aa sakta hai nahatey waqt mubashrat ka lutf bohut munfarid hai.

 

 
Afterplay - Baad az Mubashrat
 
<< Next       Prev >>
8384858687888990919293
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012