Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Erectile dysfunction ka masla kafi aam hai agar koi fard 4, 5 baar mubashrat mein nakaam ho jaey to isey fori kisi mahir e nafsiyat sey raabta karna chahiyie.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Types Of Erectile Dysfunction - Male Impotence - Namardi Ki Aqsaam  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
49939
 
Types Of Erectile Dysfunction - Male Impotence

Types Of Erectile Dysfunction

Namardi Ki Mazeed Aqsaam:

   Juzwi Namardi (Partial Impotency): Iss mein insan ko tanau (erection) hota hai magar iss mein zyada sakhti nahi hoti jiski wajha sey insan dakhool (penetration) mein nakam rehta hai.  

 Mukammal Namardi (Complete Impotency): Iss mein insan ko mamoli sa bhi tanau (erection) nahi hota. 

   Aarzi Namardi (Temporary Impotency): Iss mein insan ko kabhi tanau (erection) hota hai aur kabhi nahi hota. Biwi ka sath hoga magar kisi dusri aurat ka sath na hoga. Mera aik maroof client apni biwi ka sath bilkul normal hota tha magar kisi dusri aurat ka sath na-mard. Essi tarhan mera aik aur client biwi ka samnai mushtzani (masturbation) karta to bilkul normal hota magar intercoursre ki koshish karta to iss kay penis ka tanau (erection) khatam hojata.

   Mustaqil Namardi (Permanent Impotency): Iss mein insan ko kabhi bhi tanau (erection) nahi hota.

    Namardi ka masla kafi aam hai magar premature ejaculation sey kam hai. Ek survey sey maloom hua hai kay America mein 10% log kabhi na kabhi iss masley ka shikar ho jatey hain. Agar koi shakhs 4 sey 5 baar mubashrat (Intercourse) mein nakam hojaey to iss sey foran kisi mahir e nafsiyat sey rabta karna chahiyie. Der ki sorat mein maslai ko hal karna mushkil hojata hai. Jawani mein yeh masla taqreeban 100% nafsiyati hota hai. Jis insan ko kisi bhi waqt tanau (erection) hota hai woh bilkul normal hota hai. Agar insan ko shadeed beemari nahi to har mard ko raat sotey hoey 4 to 5 time tanau (erection) hota hai. Jo kay kuch minutes sey lay kar half hour tak rahta hai. Magar aksar logon ko iss ka ilm aur ahsas nahi hota.

 

 
Types Of Erectile Dysfunction - Male Impotence - Namardi Ki Aqsaam
 
<< Next       Prev >>
111112113114115116117118119120121
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012