paroot
|
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 3:01pm |
|
|
Request To Moderators By Paroot (Regarding Title Of Threads)
Mere threads k title Mod change karte rehte hai ess tarha unhoo ne laelmee mein mistake kar dee hai enn thread jes k link neche hai ess mein poora Durood Shareef lekha tha jese short kar k (S.A.W.W) lekh deya gaya hai jaab k ess lekhna najaiz hai... Barahe karam enn threads k title ko edit kar k fooran sahi kya jai aur poora Durood shareef lekha jai chahe title bara ho jai... Najaiz kaam se bachna thread ka title bara hone k muqablee mein bahut sakhta hai yeh har koi janta hai so jalde se ess per action lejea... forum.noorclinic.com/thread.php?topic=18863 forum.noorclinic.com/thread.php?topic=18685
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3436 Age:
37
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 3:22pm |
|
|
proot dear agar (s.a.w.w) likhna najaiez hey to phir urdu main likhy jany waly ism-e-Muhammad(s.a.a.w) pr sirf lafz "suwad" hi dal diya jata hey uss barey main kia kehna hey aap ka..???
yeh tareeqa to aur b ikhtesaar ka amal hey??? kia yeh b najaiez hey??? |
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 7:06pm |
|
|
Title size
Title size 40 character se ziadah nahi hona chahiye. agar kisi thread ka title 40 character se ziadah ho tu ose lazmi edit ker ke chota kerna chahiye.
Paroot sahib agar aap chahte hai keh aap ke thread ka title edit na ho tu phir aap ko mashwara hai keh Title size and style ka khayal rakhe. kio keh tamam thread ke title ko SEO ke mutabiq change ker dia jaata hai.
|
paroot
|
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:30th Mar 2010, 6:26pm |
|
|
diplomat jee ha urdu english kese bhi zaban mein short lekhna najaiz hai !!! |
ch Babar
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1873 Age:
40
|
|
Posted on:31st Mar 2010, 12:36pm |
|
|
isay kya kahain gay
aor jo Nabi Pak (PBUH) ka ziker kartay howay sath durood he na likhay usay phir durood ka munkir he kahain gay. ye neechat alfaaz paroot k hain isee forum pe kahe gay hain main yahan copy kar raha hon. Islam ne app ko yeh sekhaya aur islam sirf 150 saal phele wajood mein ane wala firqa ajj sahi reh gaya hai tu Nabi ko kya kahenge sahab k baree mein kya kahengee taabe'en ko kya kahenge Imamoo ko kya kahengee Fuqaha ko kya kahenge Auliya ko kya kaheenge http://www.forum.noorclinic.com/thread.php?topic=18892 Posted on:28th Mar 2010, 7:52pm.In Reply / Post No.11 kya eik muslman apnay Nabi Pak (PBUH) ka ziker is tarah karta hae , kya eik "Sunni" Sahaba Karam (R.A) ka name is tarah beghair protocol k leta hae?????aisay shakhas ki zuban se phir doosron pe fatway achay nahi lagtay .
|
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:31st Mar 2010, 3:22pm |
|
|
Ehteram zaroori hai re: "kya eik "Sunni" Sahaba Karam (R.A) ka name is tarah beghair protocol k
leta hae?"
Nabi Pak (PBUH) aur Sahaba (RA) ka naam ehteram se lena chahiye.
|
paroot
|
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:31st Mar 2010, 6:37pm |
|
|
Baat ko goomana tu koi choudry sahab se seekhe Main ne kaha k short cut durood ess tarha lekhna jes tarah lekha jata hai esse ulama mana farmatee hai... or yeh sahi hukum irshad farmaya hamare leye
app mere koi post talash kar k bata dee jes mein main ne short tareeqa apnaya ho esse post jo mod ne ya kese ne edit na kya ho jesa k mere title mein edit kar de jate hai main ne ajj tak koi short durood nahi lekha
har baar durood lekhna kaha farz hai app mujhe ess ka hawala dee deee phir baat karte hai...
main ne tazeem se nahi leya yeh app ne mere dil ka post martam kab kar leya waqt bata deee.\
apne dimag se shariat chalane ke kes ne app ko ijazat de dee uss ka naam bata deee.
baat ho rahe the short lekhne par aur jaha main ne durood he na lekha ho wo issue bana deya app ne har baar durood lekhna afzal hai farz nahi leken har bar ya 1 bar bhi short lekhna jahalat aur najaiz hai aur essa kar k samajhna k hum ne faqat ess short lekhne ko ehteraam samaj leya
tazeem tu yeh hai k dil se unn k ahkaamat ke peraave ke jai unn ke taleemat ka mutabiq apna aqeeda hona chahe wo he sahi hota hai
apne taraf se hukum nahi lagana chahe...
|
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:1st Apr 2010, 4:49pm |
|
|
Title aur SEO
re: " jesa k mere title mein edit kar de jate hai "
Title ko Seo ke lehaz se edit kia jaata hai. agar aap chahte hai keh aap ke thread ka title edit na ho tu phir apna Title SEO ke mutabiq banaye. yani os mai woh keyword istemal kare jo ke log Search engine mai likh ker search kerte hai. agar aap ko SEO nahi aata tu phir aap ko mashwara hai keh koi bhi title likhne se qabal Seo in urdu seekhe.
|
ch Babar
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2007 Topic: 32 Post: 1873 Age:
40
|
|
Posted on:2nd Apr 2010, 7:42am |
|
|
ghalti pe datay rehna koi bhi muslman chahay woh kisi bhi firqay se taulaq rakhta ho Allah k Rasool (PBUH) pe durood zaroor bejhta hae aor is ka munkir koi bhi nahi hae. agar koi is qadar "ghussay" ki halit main reply karta hae k usay Islam ki muqaddas Hastyon k names k sath tazeemi alfaaz likhna bhi yaad nahi rehtay to usay phir apnay is amal pe sharmindgi ka izhar kartay howay mazrat kar leni chahye na k is pe taveelain pesh karni shuru kar de . |
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:2nd Aug 2011, 11:48pm |
|
|
How To Write Title And Subtitle Of A Thread?
alirajput aap ka dil chah raha hai tu aap new thread start ker saktay hai. mai waha reply karoo ga ke nahi iss ka koi wada nahi. waise Title ke baaray mai yeh thread mojood hai: mojooda thread se related jo baatain kerni hai aap yahi per karain. aap kia poochna chahtay hai. poochain jis member ko bhi jawab maloom ho ga woh jawab de de ga.
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|