Kia Tabiat Kharab Hone Par roza Tora Jasakta Hai? Dear viewers, mere barro / doctors ka mashwara tha ke maiN roza na rakhooN, ap ne health situation ki wajah se, lekiN mere insist/aggressive attitude par unonaye ek ijazat di ke maiN roza rakho lekiN iss niyat se ke agar dard barr jaye, ya pani ki zaroorat parre jho ke bohot zaroori he mere jisam aur survival ke liye toh roza khola ja saky lekin begyr uske kafara ke.
MaiN aap logoon ki raye jana chahta tha, ke kia aisa he? ke roza thorna nahiN hota balke kholna hota he zaroorat par, aur uska kafara na hon? Aur, ye ke maiN abhi bhi kaafi jismani taqleef maiN hoon, lekiN ye bardaasht haiN paiproo ka darad (lungs paiN) lekiN agar bardasht khatam hon jaaye ya pir saas ka masla sharu hon jaaye then i have no choice.... Please apni raye sahani farmaye. |