Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

  Uterus Infection
Endometriosis | Dysfunctional Uterine Bleeding | Ovarian Cysts | Uterus Prolapses
Diseases Of The Oral Cavity And Pharynx
Diseases Of The Oral Cavity And Pharynx | Muhn Aur Galay Kay Amraz
Uterine fibroids
Uterine Fibroids | Cancer Of The Endometrium | Cancer Of Cervix
Sexually Transmitted Diseases
Sexually Transmitted Diseases In Urdu And Roman Hindi
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 
Discussion on Peer E Kamil (Original Topic)

Religion and Culture
 
Aks-E-mehr Group: Members  Joined: 03rd Nov, 2011  Topic: 3  Post: 37  Age:  26  
Posted on:29th Dec 2011, 4:08am
 
PEER E KAMIL ..EK SHAHKAR TEHRER

AS SALAM OALIKUM

Meri Zindagi to firaaq hai, wo azal se dil main makeeN sahi
Wo nigaah-E-shauq se door haiN, rag-E-jaaN se laakh QareeN sahi

HamaiN jaan deni hai aik din, wo kisi tarah wo kaheeN sahi
HamaiN aap khainchiye daar par, jo nahiN koi to hameeN sahi

Sar-E-toor ho, sar-E-hashr ho, hamain intezaar qabool hai
Wo kabhi mileN,wo kahin mileN,wo kabhi sahi, wo kaheeN sahi

Na ho un pe kuchh mera bass nahiN, ke ye aashqi hai hawas nahiN
MaiN unhi ka tha, main unhi ka huN, wo mere nahiN, to nahiN sahi

Mujhe bhaiThne ki jagah milay, meri aarzoo ka bharam rahay
Teri anjuman meN agar nahiN, teri anjuman ke qareeN sahi

Tera dar to hum ko na mil saka, teri rahguzar ki zameeN sahi
HamaiN sajda karne se kaam hai, jo wahaN nahiN to yaheeN sahi

Meri Zindagi ka naseeb hai, nahiN door mujh se qareeb hai
Mujhe uska Gham to naseeb hai, wo agar nahiN to naheeN sahi

Jo ho faislaa woh sunaaiye, use hashr par na uthaaiye
Jo karaiNge aap sitam wahaN, wo abhi sahi, wo yaheeN sahi

UnheN dekhne ki jo lou lagi, to 'Naseer' dekh hi laiNge hum
Wo hazaar aaNkh se door hoN, wo hazaar pardah nasheeN sahi

ye wo ghazal hai jisay sun kar salar sikander ko ehsas howa kay wo amama hashim mubeen ki muhabat main giraftar hai ......... or 150+ I.Q level ka shaks is qadar bay bas or lachar hai kay wo kuchg b nahi kar sakta yahan tak kay us se nafrat ki koshish kay bawajob nafrat tak nahi kar sakta:)

is ghzal kay layrics bht behtren or heart touching hain ye parhnay main jitni dilkash hai sunay main is se kahen ziada pur asar hai :)

AKS-E-MEHAR

Roshni_83 Group: Members  Joined: 25th Dec, 2011  Topic: 0  Post: 14  Age:  29  
Posted on:26th Jan 2012, 5:09pm
 
Ahmadiyyat is the Renaissance or Revival of Islam

Assalam o Alaikum to All,

Dekein sab se pehle jab tak hamari buniadi batein (basic truths) darust nehin hein koi bhi disccussion karna bey-mynein (useless) he. TenioN (branches) ko siraf pakarne se ya daikny se koiy baat nehi bane gi jab tak hum uski baikh (source) tak nehi pohanchte.

First of all, Wafat-e-Massih ka hal (solution) (1.) Koran se aur (2.) Ahadith se sabat karna ho ga.

Pirr Khatm-e-Nabuwwat ko lena ho ga k aia uska ma’enee (signifaction), (1.) Koran se kia sabat he aur (2.) Ahadith-e-Nabwia se kia sabat he.

Pirr aane wala Massih aur Mehdi Maud uski bai‘sat (advent) ki kia alamtein (Signs – earthly & heavenly) ho geeN jis se uski Sadaqat sabat ho. Koran aur Ahadith is k barey mein ki kehtein hein?

Uper jo mein ne 3 headings diye hein je apas mein aik-dusre-se-asarandaz hein (intervoven) hein.

Ye discussion ka jo answers hein is video mein agar aap shuru sa akhar ta baghaur matalea karein ge to (in-sha’Allah) aap ko aap k tamam sawalon ka tassil bakghsh jawab miley ga.

First be honest and just being a Mutaqi (first criterion of a Muslim in the Holy Quran - "hudan lil Mutaqeen") agar aap loog Ghulam Ahmad ko Imam Mehdi nehi manta to na mane lekin jo Zahoor-e-Imamuzaman (Reformer of the Letter Days) ki alamatein jo hein wa tamam prui ho chuki hui hein jis tara Din char aiye aur pirr Suraj ka inkar karna sarasar hamaqaqt ho gee agar hum ne anko par patiaN lagaee hon aur kehein k nehin abhi raat he. From hear-say swaee tutiputi batein aur unhi par inhesar karne se kuch hasal nehi ho ga.

Ye video is topic k hawale se mujhe nehait hi mozun lagi hai. Jis mein akhree zamane ki paishgoian batain gein hein aur unka pura hona...

--

--

Roshni_83 Group: Members  Joined: 25th Dec, 2011  Topic: 0  Post: 14  Age:  29  
Posted on:26th Jan 2012, 5:18pm
 
Ahmadiyyat is the Renaissance or Revival of Islam

Here you go..

alislam.org/v/c-15.html

alislam.org/urdu/zb/view.php?k=12

myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 103  Post: 5466  Age:  53  
Posted on:26th Jan 2012, 10:32pm
 
Khatm-e-Nabuwwat

1. mirza ghulam ahmed qaadyan k dawaa e nabwat say qabal 1300 saal tak poori ummat iss baat par 100% muttafiq thi k hazrat Muhammad saw last nabi and rasool haiN...iss dauraan bhi kai logouN nay nabwat ka jhooTa dawaa kia, magar ummat nay onhaiN jhooTa hi maanaa

2. mirza k jhootay dawa e nabwat k baad amali sooratay haal kuch youN hai k ... ummatay muslimah ki bhari aksariyat onhaiN jhoota nabi maanti hai aur onkay followers ko KAAFIR (non-muslim) maanti hai

3. issi tarah mirza k followers (ahmadi) ... mirza ko nabi nah mannay walay poori ummatay muslimah ko KAAFIR (non-muslim) maanti hai

yeh zameeni haqaaiq haiN. inhaiN jhuTlaya nahi jasaktaa...aur jo jhuTlaanay ki koshihs karta hai woh monaafeqat ka mozaahera karta hai... ahmadi is not like other masalak / firqah in islam.
Roshni_83 Group: Members  Joined: 25th Dec, 2011  Topic: 0  Post: 14  Age:  29  
Posted on:27th Jan 2012, 4:04pm
 
Khatam un Nabiyeen = The Best of all prophetes and the Seal of all Prophtes of ALL time.

@ Myrizvi

aoa

As for your point 1) Adna si tehqeeq k baad ahl-e-basirat par yeh roshan ho jata hai k yeh ilazam mehez boda aur beybuniad he. Haqiqat yeh hai, k Jama’at Ahmadiyya Muslema Aiyat e Khatam un Nabiyeen ki wohi Teshrih karti he jo guzashta Solahaey Ummat aur Ulema e Rabbani kartey chaley aey hein aur un k maslak se hut kar koy new maslak ekhtiar nehi kiya geya. New maslak to khud Mukhalefin e Ahmadiyyat nai adopt kia hai, jo Jama’at par yeh ilzam lagate hein.

2) Aksariat mein lazam nehi hota k jis taraf kasrat ho wohi teehk aur sehi hoti he. Agar Hazrat Mohammad Mustafa SAW ne koi baat kehi hai aur puri dunia us baat k khilaf jane ko kaeh rehi ho, to puri dunia ko bhi agar chorna pare to yeh hume qabool ho ga bajaey is baat k, k hum Mohammad_SAW ki baat k against jaein.

Islam ko na manne wale bhi abhi aksariat mein hein aur uski mukhalfat mein bhi pesh pesh hein, is ka matlab nehi k (na-auzubillah na-auzubillah.. God forbid) Mohammad SAW aik jhoote Nabi hein.

Yeh Hadith az-khud wazeh kar deti hai k Mohammad_SAW apni Ummat mein 72 firqoN ko aik taraf kartein hein aur unke barein mein farmatein hein k „KULU HUM FIN-NAARE“, ya’ani k 72 firqe jo hain unki sarisht nari ho gi, that is k wo aag mein pare hon gai (to be in restlessness) aur siraf aik ko oun sab se alag aur juda kartein hain aur farmatein hein k yeh aik Jamaat ho gi, „MA ANA ALAIHI WA-ASHABI“, that is k woh mere aur mere Sahaba ke naqsh-e-qadam par ho gi.

Yeh bhi Jama’at Ahmadiyya k haq mein paishgoee puri houee k jab 72 firqon ne mutefaqa taur par ailan kia, k woh sab 72 aik hain jamaat ke Mukhalfat mein, halankay wo apas mein buttay houay hain, jis par Quran bhi shahid e nataq tehar raha hai, k „QULUBUN SHATTA“, aur unhon nai wohi kam kar dikaya jo k Mukhalfin e Islam ne shuru mein Mohammad SAW aur unkai Sahaba Karam k sath kiye gae.

Jistara wo saray Qabail e Makka appas mein sadion k jaggray aur ranjashain hon k bawjood Mukhalfat e Mohammad SAW mein sab ikata ho gai.

Masal k taur par Muselmanon par Hajj band k gaiee. Muselman Kalma shahad parne par un par tara tara k zulam keeay jaatay. Unko unki Eibadat se roka jata. Unko apne watan se nikalne par majboor kia gea etc.etc.

Aaap loog beshak fakhar karo k aap sab 72 firqay mil kar Ghulam Ahmad (as) ki Mukhalfat mein koi kasar nehi choro gai, lekin mujay siraf is baat ki parwa hai k Nabi Kareem SAW ne jo Hudaiat dee thi k 72 ko aag lagi ho gi swae aik k jo aik Jama’at ho gi.

i.e.

72 versus 1.

Follow the 1-ONE said Mohammad_SAW.

Follow 72 say your Ulemas and yourselves behind those.

Or, which course whould you follow the 1-ONE or the 72.

Yeh Hadith jis k barain mein mein ne uper lika hai uskai asal alfaz yeh hain.

Holy Prophet_SAW said: Albata zaroor mairee Ummat par woh Zamna jaissa k Bani Israel par aiya tha yeh oun k qadam baqadam chalain gai… aur Bani Israel k 72 firqay ho gae thai aur meri Ummat k 73 firqay ho jayain gai. Sawai aik k baqi sab jahanumi hon gay. Sohaba (r) nay arz ki k woh najat yafta koun hon gai tau Rasul e Karim SAW nai farmaia! Woh jo us tareeq par ho ga jo mere Sohaba (r) ka tareeq hai.. (Tirmizi, Kitab ul Iman chapter 18; vol 5 page 26)

i.e.

Musa (as) as Share'ee Nabi ................... after 1400 years advent of Eissa (as) as Ummati Nabi (subordinate to Musa_as and Thora)

Now look the fulfillment of the similiarty in above prophecy in resemblance of persons, in time etc. bewteen the Ummat e Muswi and the Ummat e Mohammadia.

Mohammad(saw) as Share'ee Nabi ---------------------> after 1400 years Advent of Ahmad (as) as Ummati Nabi (subordinate to Quran & Mohammad_saw)

3) Hum Kabhi kissi kalma-go Muselman ko Kafar nehi kehte jab hum unka zikr karte hein ja unse makhatab hotein hein.

O Yes, Mohammad_SAW ne farmaiya tha k jab tum Mehdi ko pao to ous ki bait karo khwah tumhein baraf k paharon par se ghutnoN k bal jana pare kiun k wo Mehdi Allah ka Khalifa hai.

(Sunan Ibn Maja, Kitab ul Fitan vol 2 page 1367)

Aur jab yeh takeed farmaey to pirr yeh bhi kaha k „MAN KAFARA BA’ADA ZALIKA HOMUL FASEQOON“. K jo ous k ba’ad kufr kare ga, ja’ani ouska inkar karey ga to wo fasak tehre ga.

Aap is ka khud hi Jawab dai saktein hein k agar Mirza Sabhib ko nehi mante aur jab woh Mehdi aey ga (jis ney aap k matabaq abhi aana hai) to jo uska ankar karney wala ho ga wo aap k nazdeek Mohamad_saw k matabaq uska inkar karney wala kia tehre ga??????

Jinhon ne Mirza Ghulam Ahmad (as) ki Takzeeb aur oun k khilaf Kufr k fatwey lagey to 8 or thereabout saal k ba’ad yeh unkey kufar k fatawat sun kar unko Mohammd_SAW ki Hadith yaad dalai k jo kisi kalma-go ko Kafar kehne mein pehel karta he to wo Kufr us par Khud hi laut jaata hai.

Ahmadiyyat ki siraf defensive position he na k offensive in this regard.

Bazurgane Ummat k kafi hawalai samnay rakai ja saktai hain jinhon ne mukhtalif andaz mein apni tasaneef mein mehfooz kar chorraa tha. Aur yeh tamam nashanaat ain apne waqt par bari hi shaan k sath pooray houay. Al-hamdolillah.

Aaap logon ka problem yeh hai k aap aaj kal k Ulema k peechay lagay huay ho, jin k baray mein Mohammad SAW ne khud farmaia k Ulema us waqt k aasmaan k neechay badd tareen makhlooq ho gai aur woh Imam Mehdi k shadeed dushman hon gai.

Bajay is k k Imam-e-waqt ki loog perwi karein aur ouski Jama’at mein dakhal hon..

100 saal se Zaid arsai mein itna kuch ho gea hai uski aanai ki alamat puri ho chuki hui hain aur jab se Ghulam Ahmad (as) nai Dawa kia hai, Kassrat e zalazal aur tabahien aur khoon rezian aur holnakia aur Muselmanon par jo Tanuzzul ki halat hai yeh is baat ki taraf ashara kar rehi hain k aik Iman ki taraf bulane wala aya ain Allah aur uske rasul Mohammad_saw k matabaq.. Lekin Jama’at Mukhalfat k bawjood phail (spreading and prospering) ho raihi hai. Agar yeh Ilahi Jamaat na hoti to Mirza Ghulam Ahmad kai Dawai Nabuwwat se kab se nisto nabud ho chuki hoti...

Think about it and pray that Allah guide you to the straith path (Sirat al Mustaqim).

Watch above links before giving comments.

First make thorough research then bring your arguments. Do not rely on hear-say.

Look things with your own eyes and not with those of others.

Wassalam.

myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 103  Post: 5466  Age:  53  
Posted on:27th Jan 2012, 9:58pm
 
Khaatam un Nabiyeen = laa nabiyya baadi

1. Quran ki ayat khatamunn nabiyyen ki tashreeh khud nabi kareem saw nay yeh kah kar di hai k => laa nabiyya baadi (meray baad koi nabi nahi). issi tashreeh ko ummat e muslimah nay aj tak muttafiqqah taur par tasleem kia hai.

2. Islam maiN quran o ahaadees ki tash.reeh maiN "ittefaqay roy" / "aksariyati roy" ki baRi ahmiat hai.... lekin yeh aksariyat roy within "concerned and authorized persons" hai nah k "open world" maiN

jaisay AIDS k marz ki "wajoohaat aur elaaj" k baray maiN sirf wohi "aksariyati roy" tasleem ki jaayegi jo "qualified and authorized medical persons" maiN say aksar log klahengay naa k poori k logouN maiN say 'aksar log" kahengay.

islam k kissi bhi maslay maiN "ikhtelaaf" ki soorat maiN mosalmanoun k awwaloon ta aakharoon (from dauray sahabah till now) mostanad olemaa ki "aksariyat" ko authority manaa jayega...nah k aam mosalmaanoun yaa aam insaanoun ki aksariyat ki bata maani jayegi.

3. "ahmadi is non-muslim" ... iss par to awwaloon taa aakharoon muslim scholars (ulemaa) ki aksariyat saath saath aam mosalmaanoun ki aksariyat bhi believe karti hai. khud ko mosalmaan kahnay ka dawaa karnay waloun maiN ahmadi is less than one percent. baqi 99% log khud ko muslims aur ahmadis ko non-muslim kahtay haiN.

4. khud ahmadis ka "believe" bhi iski "tasdeeq" karta hai. yeh less than 1% log sirf khud ko muslim aur baqyah 99% ko non-muslim qarar detay haiN. (ahmadi awaam amaoman iss baat ka etraaf nahi kartay...magar ahmadi literature aur ahmadi leaders iski tasdeeq kartay hain k sirf wohi muslim haiN baqi sab non-muslim........ logically bhi onki baat "durust" hai k AGAR mirza sacha nabi hai to jo ossay nah maanay woh muslim kaisay hosakta hai... LEKIN chouNkay 99% moslaman (of this sadi) and 1005 of 1-13th centuries hazrat muhammad saw ko last nabi maantay aa.ay hain lehaza insab k nazdeeq ahmadi non-muslim haiN

5. hazrat Muhammad saw nay bhi mirza Ghulam ahmed qaadyaan ki nabwat ko jhoota qarar day chukay haiN yeh kah kar k laa. nabiyyah baadi (meray baad koi nabi nahi) ... jabkay hazrat muhammad saw say qabal tamaam sabeqah ambeyaa AS nay next nabi ki peshan.goyee ki thi. taurat, zaboor, injeel samait hindu, sikh mazaahab ki books maiN bhi hazrat muhammad saw ki as Nabi saw aamad ki peshangoyee maujood hai, kiyouNkay aap saw aik sachay Nbai thay...magar quran maiN mirza ki nabwat ki koi peshan.goyee nahi hai. it means k woh aik jhooTa nabi tha.

Allah ham sab ko apni aakherat sanwaarnay, aur last n final nabi saw ko maanay aur aap k baad tamaam jhootay Nabi ki takzeeb ki taufeeq dsay aameen
Roshni_83 Group: Members  Joined: 25th Dec, 2011  Topic: 0  Post: 14  Age:  29  
Posted on:28th Jan 2012, 1:40pm
 
Khatam is timeless, Meaning End in time is No Fazilat.. End of the Status as Share'e prophet is Fazilat indeed.

Yeh hadith „LAA NABIYYA BAADI“ ko hum bhi quote kartai hein but sawal paida hota hai k in what context? Yes, Ous context mein jis mein Rasulullah SAW ne yeh baat farmaee. Jab tak woh pura hawala (complete scenario) humare samne na raka jaye hum koi aissi baat apni taraf se Mohammad saw ki taraf mansoob nehi kar saktay.

Masal k taur par Quran mein jaisse lika hai k „LA TAQRABUS SALAT“, k Namaz k nazdeek mat jau. Kia is ka matlab hum yeh lein gai k humey Namaz parni nehi chahiyaey?? Jab hum puri abarat ko parein to humey samaj aa jaeye gee k yeh aik mashroot baat hai (CONDITIONAL TO A SPECIFIC SITUATION), k in such and such situation we are not allowed to go near prayer, like women are exempted from prayer during menstruation etc.

Is hadith ko quran aur dusri ahadith k hawalay se bhi dekna ho ga ta k baat puri hum par kule ta k us mein koi shak o shaeybay ki gunjaesh na rehai.

Now we have to take the word of Hazrat Ayesha(r), the Holy consort oft he Holy ProphetSAW, fearing that Muslims in time to come should miss the meaning of the Holy Prophet’s Sayings on the Subject of prophethood, warned people, saying:

„QULU INNAHU KHATAM UL ANBIAEE WALA TAQULU LA NABIYYA BA’ADAHU.“

Yeh kaho k Mohammad_saw Khatam ul Anbia hain lekin yeh mat kaho k oun k ba’ad koi Nabi nehin aye ga.

(Takmala Majma-ul Bahar, p. 15)

I shall now deal with this Hadith of the Holy Prophet Muhammad SAW on this subject. The Holy ProphetSAW said to Ali Ibn Abi Talib:

"You are to me as Aaron was to Moses, except that *Laa Nabiyya Ba'adi".
(Abu Dawood, Tirmidhi, Mishkat)

The last words are translated as: there is no prophet after me. On the basis of these words it is contended that if it were really possible for anyone to become a prophet, no one could have been more deserving than Hadhrat Alira, who was not only a near relation of but succeeded the Holy ProphetSAW as the 4th Khalifa. The words were uttered when the Holy Prophet SAW was going to Tabook and appointed Hadhrat Ali(r) as the Ameer at Medina after him. Hadhrat Ali (r) was desirous of participating in the battle and did not wish to stay behind. The Holy ProphetSAW, therefore, reminded Hadhrat Ali(r) of the importance of his work by referring to Hadhrat Aaron(as) who was appointed Ameer of the Israelites when Moses(as) went to Mount Sinai. Hadhrat Aaron(as) was the brother of Hadhrat Moses(as) and a prophet of God. Hadhrat Ali(r) was a cousin but not a prophet. The Holy ProphetSAW could not be blunt but he must not be misunderstood in such matters. Therefore, he added that he was not leaving a prophet behind him. The word Ba'ad means behind. (see Lane's Lexicon Book I, p. 225)

The context shows that the idea was to tell Alira that he was being left behind like Hadhrat Aaronas but he was not a prophet. The words cannot refer to any remote future. They were used and meant for that particular occasion. The word Ba'ad is often used in this sense. In verse 7:149 of the Quran this word is translated by Pickhall as `after I had left you'. The word Ba'ad is also used in the sense of Ma'a, i.e., with. (Lane's Lexicon Book I, p. 225) In this sense the sentence La Nabiyya Ba'adee would mean that there was no prophet with him.

In one of his sayings the Holy ProphetSAW calls his uncle, Hadhrat Abbasra, Khatamul Muhajireen (see Kanzul Ommal, Vol. VI, p. 178). But it does not mean that Abbas was the last Muhajir (refugee) of the whole Muslim world.

Similarly, Hadhrat Alira is called Khatamul Auliya (see Tafsir Safi under the Quranic verse 33:41). Ibn Khaldun says this phrase is understood to mean that Ali was a perfect saint and not the last (see Muqaddama, Vol. II pp. 165-167).

An Arab poet, Hasan bin Wahab, called Abu Tamam (the compiler of Himasa) Khatamush-Shu'ara (see Wafiyatul A'ayan Li Ibn Khallikan, Vol. I, p. 123, Cairo). Obviously Abu Tamam was not the last poet. The word Khatam, therefore, used in such phrases means the best and not the last.

The context of a verse is a most important factor in determining its true meaning. If we look into the context of the words we are further assured of the same meaning.

Baat yeh k hum bhi Mirza Ghulam Ahmad se pehle jitne bhi Aulia aur Bazurgane Ummat guzreh hain jin ki rastbazi k hum bhi mantein hain hum bhi unko manten hein lekin hum aaj kal kay Ulema ki tara nehi Quran aur Ahadith ki baatein misquote karte, jis tara aik choti si masal uper mein nay di hai just for hints.

Aur is sadi mein sab se ziada Islam ko samajne waley Mirza Ghulam Ahmad(as) hain, jinhein hum Massih aur Imam Mehdi mantein hain, LAL MEHDI ILA ESSA (koi Mehdi nehi swaey Essa k) kay mataq…

Lekin agar ghaur aur basirat aur Taqwah se Ahmadiyyat, that is the Revival of ISLAM in its pristine form, ka matalae kia jaey to aap ko pata lag jaiey ga k woh wohi Islam paish karti hai jo Mohammad saw 1400 saal pehle le kar aye thai siraf waqat k guzarne k sath, Islam rafta rafta Tanazul ka shakar hota chala gea aur yeh silsila agay chalta huwa 14wieN sadi k sar par ain MohammadSAW k irshad k matabaq apni Inteha ko pohncha. Imam Mehdi ka Nazool huwa aur unhoN nay Allah taala se Ilaham pa kar Ummat e Muslema ki Rehnamai (Divine Guidance) bataur Hakam o Adal farmai.

Yeh silsala 100 saal se zaid phal phool raha hai aur iski shakhein puri dunia mein phail rehi hain. Mirza Ghulam Ahmad(as) farmatein hein k ab se le kar 3 sadien (three centuries from now) abhi guzri nehin hon gee k Jama’at ISLAM-Ahmadiyyat puri duni mein ghalab aa jaiy gee.

Allah ta’ala Sura Bani Isra’il mein farmata hai k „WAMA KUNNA MOAZZEBINA HATTAA NABA’ATHA RASOOLAN.“

اور ہم ہرگز عذاب نہیں دیتے یہاں تک کہ کوئی رسول بھیج دیں (اور حجت تمام کردیں)۔

That is, … and We never punish until We have sent a Messenger.. (17:16)

Mirzah Ghulam Ahmad k dawaey Massihiat wa Mehdiwiat k ba’ad within 100 years mein kassrat sai Jangain, Zalazal, Earth Quqes, Sunami, Noah like flood in Pakistan, puri dunia mein bechainee.

Yeh Aiat e Karima is baat ki gawah tehar rehi hai k Mirza Ghulam Ahmad aik satche MohammadSAW k Ghulam e Sadaq aur Aap ki Faize Nabuwwat.

Sab se bari baat yeh hai ke QURAN yeh Alan kar raha hai k Allah aur uske Rasul, yani MohammadSAW ki ita’at karny sy Muselmano ko chaar (4) rutboN ka Wa’ada dya gya hai, on the CONDITION ke Allah aur Rasul ky perwi ky jayey aur is tara bracket kar dia gea:

Koran declares catagorically: And whoso obeys Allah and this Messenger of His shall be among those on whom Allah has bestowed His blessings, namely, the Prophets, the Truthful, the Martyrs, and the Righteous. And excellent companions are these.

[4:70] اور جو بھی اللہ کی اور اِس رسول کی اطاعت کرے تو یہی وہ لوگ ہیں جو اُن لوگوں کے ساتھ ہوں گے جن پر اللہ نے انعام کیا ہے (یعنی) نبیوں میں سے، صدیقوں میں سے، شہیدوں میں سے اور صالحین میں سے۔ اور یہ بہت ہی اچھے ساتھی ہیں۔

i.e.,

OBEDIENCE to Allah+Rasul = (1. Nabuwwat, 2. Sadiqqiat, 3. Shadat, 4. Saleyhiat).

There is no excuse that Sadiqqiat, Shahadat, Saleyhiat Yest but NO Nabuwwat, No abrogation (Mansookh of Quran) pls. Quran goes till Qiamat..

Wasslam.

Roshni_83 Group: Members  Joined: 25th Dec, 2011  Topic: 0  Post: 14  Age:  29  
Posted on:28th Jan 2012, 1:46pm
 
Khatam un Nabiyyeen is timeless...

[4:70] And whoso obeys Allah and this Messenger of His shall be among those on whom Allah has bestowed His blessings, namely, the Prophets, the Truthful, the Martyrs, and the Righteous. And excellent companions are these.

[4:70] اور جو بھی اللہ کی اور اِس رسول کی اطاعت کرے تو یہی وہ لوگ ہیں جو اُن لوگوں کے ساتھ ہوں گے جن پر اللہ نے انعام کیا ہے (یعنی) نبیوں میں سے، صدیقوں میں سے، شہیدوں میں سے اور صالحین میں سے۔ اور یہ بہت ہی اچھے ساتھی ہیں۔

i.e.

OBEDIENCE to Allah+Rasul = (1. Nabuwwat, 2. Sadiqqiat, 3. Shadat, 4. Saleyhiat).

There is no excuse that Sadiqqiat, Shahadat, Saleyhiat Yest but NO Nabuwwat, No abrogation (Mansookh of Quran) pls. Quran goes till Qiamat..

Wasslam.

Roshni_83 Group: Members  Joined: 25th Dec, 2011  Topic: 0  Post: 14  Age:  29  
Posted on:28th Jan 2012, 5:49pm
 
Seal of Prophet watch answer through video

Further to above...

youtube.com/watch?v=mVqo8IYz_qU&feature=related

rahehuda.mta.tv/

mta.tv

alislam.org

OBEDIENCE to Allah+Rasul_SAW = Bestowal of 4 INA’AMAAT (1. Nabuwwat, 2. Sadiqqiat, 3. Shadat, 4. Saleyhiat)

Mufti Group: Members  Joined: 10th Oct, 2011  Topic: 4  Post: 495  Age:  38  
Posted on:31st Jan 2012, 4:24pm
 
Roshni_76

Yeh bhi Jama’at Ahmadiyya k haq mein paishgoee puri houee k jab 72 firqon ne mutefaqa taur par ailan kia, k woh sab 72 aik hain jamaat ke Mukhalfat mein, halankay wo apas mein buttay houay hain, jis par Quran bhi shahid e nataq tehar raha hai, 

Aqeeda mein ikhtelaf sahi lakin aap ka yeh point acha laga :P

1 2 3>>
 
Gall Bladder | Pitta
Gall Bladder | Pitta
Stomach Problems And Treatment
Stomach Problems And Treatment
Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
Cirrhosis Of Liver | Jigar Ka Sukarna In Urdu
HIV And Aids Causes And Treatment
HIV And Aids Causes And Treatment In Urdu

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.

© Copyright 2003-2017 www.forum.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us