Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Maximum Sexual Pleasure - Bharpoor Jinsi Lutf  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
29690
 
Maximum Sexual Pleasure

 kay jinsi jazbaat sard parr jatey hain aap khawand ko yeh ta'assur dein kay aap ko uss key sath sex bohut pasand hai yeh ta'assur kabhi na dein kay aap kay liye sex nafrat angaez aur makrooh hai.

    Humarey haan amooman biwi khawand ko iss tarah sex deti hai jaisey bohut bara ehsaan kar rahi ho aur khud usey sex ki zaroorat  nahin bar bar ki research sey sabit ho chuka hai kay aurat ko bhi mard ki tarah sex ki zaroorat hai farq sirf yeh hai kay mard sex kay liye foran tayyar ho jata hai jab kay aurat ko kam az kam aadha ghanta chahiyie. Mukhtalif tehqeeqaat sey yeh baat bhi saamney aaee hai kay shaadi kay masail mein sab sey bari wajah sex hai yani jab mard ko hasb e zaroorat sex nahin milti to uss kay dil mein biwi kay liye mohabbat kay jazbaat khatam ho jatey hain aur ghar mein laraee jhagrey shuru ho jatey hain. Sex sey muraad humesha mubashrat nahin hai bulkay jinsi taskeen kay mutabadil tariqey (sexual satisfaction alternatives) bhi istaemaal kiye ja saktey hain jinsi mahireen ka kahayl hai kay agar aap khawand ko zyada sex deingi to woh aap ko zyada mohabbat dey ga. Mardon mein shaadi kay ba'ad najaez ta'alluqaat ki bari wajah ghar mein jinsi naa aasoodgi hai ba'az auqaat jorey ko ta'alluqaat ki kharabi ka masla hota hai iss surat mein masley per tawajjuh markooz karney ki bajaey sex per zyada tawajjuh di jaey to bharpoor jinsi lutf ki wajah sey masley ko hal karna aasaan ho jata hai.

 

  1. Islam mein khawand ko ghar ka sarbaraah muqarrar kya gaya hai jo biwi ki hifazat aur kifalat ka zimm e daar hai woh apney khandaan ko har sahoolat faraham karney kay liye bharpoor koshish karta hai iss kay  liye din raat ek kar deta hai le'haza khandaan kay har fard ki zimm e daari hai kay woh usey sarbaraah jaisa ahetraam dey.
 
 
<< Next       Prev >>
228229230231232233234235236237238
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012