Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Retarded Ejaculation - Aduminzal  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
40821
 
Retarded Ejaculation
  • Agar aap ki madad sey mian iss masley per qaboo na paa sakey to bhi mayoos honay ki zaroorat nahin bul kay kisi aisey mahir e nafsiyat sey elaj karaein jo iss elaj  mein mahir hai aisi surat mein masley ki wajah amooman nafsiyati hoti hai.

Aduminzal

(Retarded Ejaculation)

    Mareez 'A' ko ajeeb masla tha woh biwi  kay sath mubashrat kay doran uski faraj mein manzil na hota jab uska nafsiyati tajziya kya gaya to ma'aloom hua kay uski biwi uss kay sath wafadaar nahin thi uss kay kisi doosrey mard kay sath jinsi ta'alluqaat they mian ko iss cheez ka ilm na tha ek din mian ghar aaya to uss ney apni biwi ko kisi ghaer mard sey mubashrat kartey paya jab khawand ghar mein dakhil hua usi waqt uski biwi ka aashiq manzil hua iss sadmey ki wajah sey iss kay ba'ad woh kabhi biwi kay sath mubashrat mein manzil na hua.

    Aduminzal (retarded ejaculation) ka masla agarcha bohut kam hai magar kuch log iss ka shikar hain iss mein mard biwi ki faraj kay ander manzil nahin hota inn mein sey bohut sey log doosrey fard ki mush tzani sey inzal hasil kar letey hain kuch doosrey oral sex sey, merey ek mareez ko ahetlaam hota tha yani sotey mein uska inzaal ho jata magar mubashrat mein woh manzil na hota.

    Iss masley ki kaee wajoohaat hain iss ki aksar wajoohaat nafsiyati hoti hain maslan sex ko bura samajhna, biwi kay haamla

 
Retarded Ejaculation - Aduminzal
 
<< Next       Prev >>
226224225227228229230231232233234
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012