Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Happy Home Life - Khushgawar Gharelu Zindagi  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
43495
 
Happy Home Life

Chapter – 9

Khushgawar Gharelu Zindagi

Happy Home Life

    Dunya mein koi bhi aisa misaali ghar mojood nahin jis mein koi oonch neech aur tu takaar na ho, bulkay wahan da'emi sukoon ho jis ghar mein koi masla nahin, tu takar nahin wahan koi fard kuch chupa raha hai ta'hum khushgawar gharelu zindagi khud ba khud nahin ho jati iss kay liye baqaeda shaoori koshish aur planning karni hogi. Khud ba khud to kharabi bhi nahin hoti, iss kay liye bhi kuch karna parta hai. Gharelu zindagi ki khushgawari ka ta'alluq donon mian biwi kay sath hai ek fard ki koshish sey kuch zyada tabdeeli nahin aati kyun kay kitaab khawateen kay liye likhi gaee hai le'haza iss mein inn baton ka zikr kya gaya hai jin per amal kar kay biwi gharelu zindagi ko khushgawar bananey kay liye ahem kirdaar ada kar sakti hai. Khushgawar gharelu zindagi kay chund usool hain agar inn per amal kya jaey to ghar jannat ka namoona ban sakta hai inn mein sey chund darj zael hain:

  1. Tehqeeq sey ma'aloom hua hai kay mard sex aur aurat romance ki bhooki hoti hai mard aurat ko uss waqt zyada mohabbat deta hai jab usey sex milti hai le'haza zyada sey zyada mohabbat hasil karney kay liye mian ko zyada sey zyada sex dein kabhi inkaar na karein. Jinsi inkaar mard ki khuddaari kay liye bohut bari chot aur sadma hai jab mard ko jinsi tor per mustarid kar diya jata hai to woh samajhta hai kay usey shakhsi tor per mustarid kardiya gaya jab khawand ko bar bar mustarid kar diya jata hai to uss
 
Happy Home Life - Khushgawar Gharelu Zindagi
 
<< Next       Prev >>
227228229230231232233234235236237
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012