-
Ooee…yeh mujey takleef deta hai_
-
Mujhey iss tarah na chuein_
-
Iss sey gudgudee hoti hai_
-
Iss tarah nahin_
-
Abhi nahin_
-
Yahan nahin_
-
Aap kya kar rahey hain_
Le'haza aisey fiqro'n kay istemaal mein ahtiyat bartein.
-
Humarey haan aksar aurtein sex mein fa'aal ( sexually active) kirdaar ada nahin kartiin iss ki bari wajah yeh hai kay aurton ki aksaryat sex sey lutf andoz nahin hoti aur na hi orgasm hasil karti hain aur taweel foreplay kay ba'ad agar aurat orgasm hasil na karey to usey shadeed mehroomi ka ehsaas hota hai phir woh aaenda mazeed frustration sey bachney kay liye mukhtalif bahaney karti hai maslan
-
Abhi nahin meine khana pakana hai_
-
Abhi nahin meine phone karna hai_
-
Mein nahin karsakti meine shopping karni hai_
|