Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Sex kay maedaan mein aurtein amooman male sensitivity (mard ki hassasiyat) sey poori tarah waqif nahin hotiin.
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Male Sensitivity In Sex - Sex Mein Mard Ki Hassasiyat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
44729
 
Male Sensitivity In Sex

 Nahana, kaprey badalna, makeup karna, kamra tayyar karna ya makeup ko utaarna, nahaney kay ba'ad baalon ko khushk karna, saheli ko phone karna, saheli kay phone ki tawaqqa hona waghera iss doran mard kay jazbaat thandey ho chukey hotey hain.

   Ba'az auqaat mard tension sey nijat paaney kay liye fori sex chahta hai iss surat mein woh mazeed tense ho jata hai adam berjustugi mard ko isliye bujha deti hain kyun kay

  1. Yeh sex ko ek ahem project bana deti hain iss wajah sey mard per kaarkardagi ka daba'u sawar ho jata hai.
  2. Mard mehsoos karta hai kay usey control kya ja raha hai.
  3. Woh samajhta hai kay aurat ko haqeeqatan sex pasand nahin.
  1. Aurton kay gundey kaprey bhi mardon kay jazbaat ko off kardetey hain khusoosan underwear aur bra waghaera le'haza khawateen ko humesha saaf suthrey libaas mein rehna chahiyie taa'kay woh purkashish lagein iss silsiley mein mian biwi ek doosrey sey poochein kay kya cheezein uss kay jazbaat ko sard kardeti hain aur kya cheezein jazbaat ko ubharti hain aur phir unn per amal karein.
  2. Aurtein amooman sex kay maedaan mein mard ki hassasiyat (male sensitivity) sey poori tarah waqif nahin hotiin phir woh la'shaoori tor per aisey fiqrey keh deti hain jo mian kay jazbaat ko foran bujha detey hain maslan sex kay doran iss tarh kay fiqrey:

    • Aap sahi tor per nahin kar rahey_
    • Mujhey yeh na pasand hai_
 
Male Sensitivity In Sex - Sex Mein Mard Ki Hassasiyat
 
<< Next       Prev >>
129130131132133134135136137138139
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012