Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Sexual Feelings Of Men - Mard Kay Jinsi Jazbaat 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
69776
 
Sexual Feelings Of Men

Iss masley ka hal yeh hai kay aap pehel bhi karein aur khawand ko ta'assur dein kay jis tarah khawand ko aap ki zaroorat hai isi tarah aap ko bhi khawand ki zaroorat hai.

  1. Woh aurtein jo apney orgasm ka zimmey daar mard ko thehrati hain ba'az aurton ko orgasm kay husool mein diqqat paesh aati hai, le'haza khawand ko bataein kay aap kya chahti hain aap ki zaroorat kya hai.

  2. Woh aurtein jo sex kay doran hukum chalati hain yeh karo woh na karo jab khawateen zaroorat sey zyada hidayetein deti hain to mard samajhta hai kay haalaat per uska control nahin yun uss kay jazbaat sard ho jatey hain. Iss ka hal yeh hai kay jinsi amal sey pehley aam haalaat mein khawand ko bataein kay aap ko kya pasand hai aur kya na pasand phir uss per aetmaad karein apney khawand ko moqa dein kay woh aap kay jism ko achi tarah samajh ley aur yeh bhi seekh ley kay aapki khwahish kay mutabiq kis tarah mohabbat karni hai.
  3. Woh aurtein jo sex kay doran bilkul radd e amal ka izhar nahin kartiin, yeh laash jaisi hoti hain aur mard kay jazbaat ko off kardeti hain mard na pasand kartey hain kay aurat yeh ta'assur dey kay woh sex sey lutf andoz nahin ho rahi mardon kay jazbaat sard honay ki yeh bohut bari wajah hai. Jab aap bister per laetey koi harkat nahin kartiin aur lutf ki koi aawaz nahin nikaltiin pasand ka koi fiqra nahin boltiin to iss sey mard kay jazbaat thandey parr jatey hain.

    Iss ka hal yeh kay:

 
 
<< Next       Prev >>
124125126127128129130131132133134
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012