Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Take Care Of Yourself  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
57888
 
Take Care Of Yourself
  • Gundey aur purani tarz kay kaprey pehenney wali
  • Faraj ki na pasandeeda buu wali
  • Moti khawateen
  • Makeup ki wajah sey kharab jild wali
  • Jinn kay jism sey gundi buu aati hai
  • Zaroorat sey zyada makeup karney wali

Iss ka hal yeh hai kay apna khayal rakhein warzish aap ki looks ko zyada sexy bana degi.

  1. Kuch aurtein aisi hoti hain jin ko apna jism pasand nahin hota yeh iss ka izhar bhi karti hain iss tarah apni tazleel khud karti hain khawand ko bar bar batati hain kay woh kis qadar badsurat hain, unn kay baal achey nahin unn kay pistaan chotey hain waghaera unka ravayya bhi mard kay jazbaat ko sard kar deta hai haala'n kay agar aurat khawand ko bharpoor sex dey kabhi inkaar na karey to mard kay nazdeek inn cheezon ki zyada ahmiyat nahin hoti magar aisi aurtein bata bata kae khawand ko conscious kar deti hain. 

    Iska hal yeh hai kay aap apney jism sey mohabbat karna seekhein 20 aisi cheezon ki fehrist banaein jo aap ko apney jism kay hawaley sey pasand hain maslan naak, aankhein waghaera mian sey bhi poochein kay usey aap kay jism ka kya pasand hai pareshan na hun koi bhi insaan mukammal nahin. Apni tazleel na karein, agar aap ko apni koi cheez pasand nahin usko badlein ya phir uska zikr na karein jab khawand kahey kay aap khoobsurat lagti hain to uska shukriya ada karein.

 
 
<< Next       Prev >>
126127128129130131132133134135136
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012