|
|
Home | Sex Education in Urdu for Women | Sexual Feelings Of Men - Mard Kay Jinsi Jazbaat 4 |
|
List in Urdu >> Page 1 |
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 |
|
Total views since 15 October 2009: 63154 |
|
|
Sexual Feelings Of Men |
-
Sex kay doran radd e amal ka izhaar karein.
-
Khawand ko bataein kay woh jo kuch kar raha hai bohut lutf angaez hai.
-
Usey bataein kay aap kon si cheez zyada hasil karna pasand kareingi.
-
Yeh bhi bataein kay aap uss kay sath kya karna pasand kareingi.
-
Khawand ko bataein kay woh aap ko acha lagta hai aur kyun.
-
Woh aurtein bhi mard kay jazbaat ko off kar deti hain jo bister mein bohut zyada baatein karti hain yeh zinda laash kay bilkul ulat hoti hain yeh bhi mard kay jazbaat ko sard kardeti hain. Aisi aurtein amooman sex kay doran running commentary karti hain kay unko kya acha lag raha hai, yeh cheezein bhi mard ko bore kardeti hain agar aap ko shakk hai kay aap zyada bolti hain to khawand sey poochney mein harj nahin. Ya agli baar jinsi amal kay doran bilkul khamosh rahein agarcha yeh mushkil hoga iss kay liye apni saari tawajja jinsi lutf aur ehsaasaat per markooz karein iss mushq sey aap apney aap ko control kar sakein gi.
-
Aisi khawateen bhi khawand kay jazbaat ko off kardeti hain jo apna khayal nahin rakhtiiin maslan:
|
|
|
|
|
<< Next
Prev >>
|
|
|
 |
Tell a Friend |
|
|
|
|
|
|
|
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site. |
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012 |
|