Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Foreplay mein humesha biwi ki pasand napasand ka khayal rakhein. Foreplay taweel ho.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Foreplay Time - Taweel Foreplay  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
155419
 
Foreplay Time - Taweel Foreplay
  • Foreplay mein hamesha biwi ki pasand aur napasand ka khayal rakhain. Biwi sey kisi waqt pehley hi puchleyn kay kiya pasand hai kiya naaapasand.
  • Isi tarhan agar biwi aik khas tarhan ka stimulation pasand karti hai to foran koi aur tareqa ekhtiyar naa kareyn isey hi jari rakhain.
  • Bohut si aurton ko iss baat sey shadeed naafrat hai kay inkay jazbaat ko urooj tak phochnay sey pehley foreplay  band kar diya jaey. Lehaza foreplay taweel ho.
  • Taweel foreplay mein aap ka tanau kaee bar kam ya khatam ho jaey ga. Yani foreplay kay doran tanaao mein kami baishi hoti rehti hai. Yeh aik normal aur mufeed amal hai. Isey parisshan honay ki zaroorat nahi. Agar yeh tanaao aik jaeysa hi rahey to Zakar aur testis mein shadeed dard honay lagta hai. Lehaza foreplay kay doran tanauo mein kami beshi sey pareshan na hun.
  • Isi tarhan taweel foreplay mein apkay zakar sey ratobat kharij hosakti hai. Jis sey apkay kaprai geeley hojaein gey. Yeh bhi koi kharabi yeh pareshani ki baat nahi. Yeh bhi aik fitri cheez hai. Iss kay elaj ki zaroorat nahi. Aurat ki faraj aur zakar ki yeh chiknahat dakhool mein aasani paida karti hai. Lehaza pursukoon rahein.
  • Aurat kay liye taweel foreplay aur jinsi arousal bohut lutf angaez hota hai magar isskay baad agar aurat orgasm hasil naa karey to kuch khawateen kay liye yeh cheez takleefdeh hoti hai.                   
 
Foreplay Time - Taweel Foreplay
 
<< Next       Prev >>
5859606162636465666768
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012