Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Junhi zakar faraj mein daakhil ho jaey mian biwi donon per ghusl wajib hai chahey inzal na hua ho.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Ghusl e Janabat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
140383
 
Ghusl e Janabat

    22.  Jaiysey hi aapka zakar biwi ki faraj mein dakhil ho ghussul wajib hojata hai chahey ap discharge ho yeh nahi.(Tirmizi)

    23.  Mubashrat (intercourse)  kay baad ghusl e janabat wajib hai. Ghusl sonay sey pehley afzal hai. Wazoo yeh tayamu'nhm bhi kara ja sakta hai. Yeh sonay sey pehley organ ko saf karliye jaey aur ghussul subha ko karliye jaey. Allah kay naabhi Hazrat Muhammad(P.B.U.H) kabhi kabhi paani use karey bagbaal sojaatey aur subha fajer sey pehley ghussul farmaatey. (Bukhari, Muslim, Ma'uta Imam Muhammsd, Nissey)

 Albatta agar aap mubashrat (intercourse)  kay baad aur ghussul sey pehley kuch khanaa penaa chahey to wazoo karna afzal hai. (Bukhari, Muslim)

    24.  Agar ap doosri baar mubashrat (intercourse)  karna chahey to organ dhunay kay baad wazoo karliye jaey yeh kamsey kam organ ko hi dho liye jaeyi. Yeh sab kuch Hazrat Muhammad(P.B.U.H) sey sabit hai. (Muslim, Mota Imam Malik)

    25.  Mubashrat (intercourse)  mein discharge kay waqt mard ki sari mani (semen) khali nahi hoti bul kay kuch mani (semen) pashab ki naali mein rah jaati hai. Isey pisshab ki naali mein infection ho sakta hai. Lehaza mubashrat (intercourse)  kay baad pisshab karna sehat kay usulon kay mutabiq ek faidey mand cheez hai.

 

    26.  Aam raton ki tarhan ap ramzan ki raton mein bhi mubashrat (intercourse) sey lutf andooz ho saktai hai. Quran mein irshad hai "Tumharey liye rozon kay samanay mein rat ko apni biwiyon kay pas janaa halal kardiya . Jo lutf Allah nay tumharey liye jaeyz kardiya ussey hasil karo." (Al-Baqra 187)

 
Ghusl e Janabat
 
<< Next       Prev >>
5354555657585960616263
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012