Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Surat e inzal (Premature Ejaculation) ki ek ahem wajah stress aur tension hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Premature Ejaculation Psychological Causes - Surat e Inzal Ki Nafsiyati Wajoohat 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
55395
 
Premature Ejaculation Psychological Causes

    5.  Kuch mard shadi sey pehley bazari aurton sey apni jinsi khwahish puri kartey hain. Yeh aurtein zyada customer bhugtanay kay liye fard ko jald inzal kar deti hain. 2 or 4 times iss tarhan honay sey fard nafsiyat kay ek ahem rule conditioning ki wajah sey iss masley ka shikar ho jata hai.

    6.  Master And Johnson ki research sey maloom hota hai kay aisey afraad kay shuru kay jinsi amal jaldi mein kiye gaey hotey hain. Fard ko khauf hota hai kay koi dekh naa ley, woh pakra naa jaey. Iss soorat mein jinsi amal kay jald khatam honay mein hi iss ka bhala hota hai Chunancha woh jald inzal ho jata hai. Iss tarhan 2 or 4 bar inzal honay kay baad phir jald inzal hona iss ki aadat ban jati hai.

    7.  Surat e inzal (Premature Ejaculation) ki ek ahem wajah stress aur tension hai. Gharelu aur karobari pareshanion ki wajah sey fard jald inzal ho jata hai.

    8.  Pakistani society mein Surat e inzal (Premature Ejaculation) ki ek bohut bari wajah jagah aur waqt ki qillat hoti hai. Humarey yahan 90% logon ko jinsi amal kay liye alaehda room nahi miltey jis ki wajah sey woh amooman bachun waley room mein hi yeh fareeza ada kartey hain. Iss soorat mein mard ko khauf hota hai kay koi bacha jag naa jaey Chunancha iss ki khwahish hoti hai ka kisi bachey kay jagnay sey pehley woh jinsi amal ko mukammal karley. Iss tarhan woh jald farigh ho jata hai. 2 or 4 bar iss tarhan honay kay baad Surat e inzal iss ki adat ban jati hai.

 
Premature Ejaculation Psychological Causes
 
<< Next       Prev >>
229230231232233234235236237238239
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012