Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Premature Ejaculation Cure - Surat e Inzal Ka Elaj  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
57534
 
Premature Ejaculation Cure - Surat e Inzal Ka Elaj

    3.  Peeshab ki nali mein sozish bhi, jis ki wajah sey fard jaldi jaldi peeshab ki khwahish mehsoos karta hai ek wajah ho sakti hai.

    4.  Baaz auqat zakar khusoosan iss ka agla hissa zyada hassas ho jata hai jis ki wajah sey fard jald inzal ho jata hai kuch mahireen ka khayal hai kay Premature Ejaculation ki ahem wajah yehi hai.

    5.  Zakar agar chikna hoga khusoosan iss ki topi to fard jaldi inzal ho jata hai.

    6.  Agar 2 inzalon kay darmiyan lamba waqfa ho to fard jaldi inzal ho jata hai. Agar aap 15 din kay baad mubaashirat (intercourse)  kartey hain to nisbatan jald inzal hoga.

    7.  Premature Ejaculation ki wajah kamzor pubococcygeal muscles bhi hain. Kamzor PC muscles ki wajah sey fard kay peeshab kay qatrey bhi nikaltey hain aur woh inzaal bhi jald ho jata hai.

    8.  Backbone mein kisi kharabi ki wajah sey bhi yeh masla paeda ho sakta hai.

    9.  Agar fard ko peeshab per achanak control khatam ho jaey to bhi wajah jismani ho sakti hai. Iss soorat mein amooman prostate ka masla hota hai.

 

Premature Ejaculation Cure - Surat e Inzal Ka Elaj

 

    Iss book kay muta'alley kay baad aap ko kisi had tak andaza hogaya hoga kay aap ka masla nafsiyati hai ya jismani. Agar aap kay khayal mein masley ki wajah jismani hai to sab sey pehley kisi achey doctor urologist sey raabta karein. woh aap ko mukammal tor per check aur elaj karein.

 

 
Premature Ejaculation Cure - Surat e Inzal Ka Elaj
 
<< Next       Prev >>
231232233234235236237238239240241
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012