*Star*
|
Group: Members Joined: 20th Jul, 2008 Topic: 5 Post: 133 Age:
31
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 6:47pm |
|
|
What Is The Ruling On Raising Dogs In The House?
jesa kay hum bachpan say yeh baat suntay aye hain ke ghar mai kuta rakhne say rehmat kay farishtey nai atay.lekin mai nay aaj tak yeh kahein koi daleel nehin phari.koi Hadees nehin phari. kya ghar mai Kuta rakh saktay hain ke nai? jawab wohi day jis ko jawab ata hai aur proper jawab day Quran ya hadees ka hawala day kar.
|
Sooth
|
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1937 Age:
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 7:10pm |
|
|
Re: muslim ke liay ye permissible nahi ke wo ghar me dog rakhay unless uss dog ke rakhnay ka purpose hunting ya guarding ho.
Hazrat Abu Hurayrah (Ra) bayaan kertay han ke Nabi(SAW) ne fermaya:
"jo ghar me kutta rakhta hai aur wo kutta farming,hunting,lvestocks ko aik jagga jamma kernay ya gurading ke liay na ho tu uss ki her din aik naiki kam ho jati hai.
Nabi(SAW) ne fermaya:
"jis ghar me tasweer ya kutta ho uss me ferishtay nahi dakhil hotay".
hadees ye show kerti hai ke hunting,farming,guarding aur livestock ikhatha kernay ke liay dog rakhna permissible hai. |
Veer
|
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4723 Age:
31
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 7:14pm |
|
|
miss Sooth Miss Sooth aap Religion ke topic mein discussion na kare.Moderators ke liye Allowed nehin hai. |
khayali
|
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1432 Age:
26
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 7:19pm |
|
|
VEER BRO. Kia is say MOD. ka roza tu nahi tootta??????? |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 8:10pm |
|
|
i am agreed with Sooth..
Dog sirf Hifazat ki surat me rakhna jaiz hai jaise Gaun me logon ne rakhe hote hain.
Aur ye bat bhi sahi hai ,ke aisi tasveer se ya moortiyan ghar me rakhne se Rehmat ke Farishte nahi ate us Ghar me. |
Kali Zuban
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1792 Age:
29
|
|
Posted on:17th Sep 2008, 9:51pm |
|
|
re: moderator moderator tamam topic mai hissa le sakta hai, woh religious topic per bhi apne mazhab aur maslak ke mutabiq jawab de sakta hai. woh political topic per bhi apni party ke haq mai reply ker sakta hai. lekin kisi se mazhabi/siasi ikhtelaf par bahas nahi ker sakta.
moderator ko yeh bhi zeb nahi deta keh choti choti baat per new thread start kare.
|
*Star*
|
Group: Members Joined: 20th Jul, 2008 Topic: 5 Post: 133 Age:
31
|
|
Posted on:18th Sep 2008, 8:14pm |
|
|
sooth aap ne yeh Ahadess batayi
"jis ghar me tasweer ya kutta ho uss me ferishtay nahi dakhil hotay".
jab ke main ne esi Ahadees kabhi read nehin ki..main ne almost bhut si Ahadees phadi mager mujhe esi koi Ahadees nehin meli jis ki waja se main ne yahan pocha.aap mujhe es Ahadees ka koi reference de gi?ke aap na yeh kahan se phadi aur os ka link day de to much batter. |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4259 Age:
29
|
|
Posted on:19th Sep 2008, 1:13am |
|
|
rE: Star
"Angels (of Mercy) do not enter a house wherein there is a dog or a picture of a living creature (a human being or an animal)."
Hadith - Bukhari 4:448, Narrated Abu Talha
|
Red Chilli
|
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4962 Age:
|
|
Posted on:19th Sep 2008, 2:00am |
|
|
Agreed to Hitman & Sooth ......................
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|