Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

This Society Is Becoming A Sexualized Society With Time

Religion and Culture   >>   Cultural Issus and Religion
 
 
zidi Group: Members  Joined: 13th Sep, 2008  Topic: 1  Post: 1  Age:  29  
Posted on:13th Sep 2008, 9:01pm
 

This Society Is Becoming A Sexualized Society With Time

As SalaM 0 AlaikuM

i m new member of this site....mujhe ye jan k buhat dukh hua k zyada tar larkyan gunah k azab se zyada mazay or lazat ko importance dene lag gayi hain phir jab hawas ki aag bujh jati hai to phir un ko pachtawa hota hai k kuch pal k mazay k liye unho ne apni zindagi azab kar li.

main koi mufti nahi hoon magar mujhe aaj kal k musalman par afsos hai jab ALLAH ne sab kuch halal kia hai to apna moo kala karwane ki kya zaroorat hai aik na aik din to yeh sab kuch milna hai phir kyu apni izat apna sab kuch gher mard k hawale kar di jati hai.bazar ki orat paise k liye apna sab kuch gher mard k hawale kar deti hai or jab koi ghar ki larki mazay k liye apna sab kuch gher mard k hawale kar deti hai to wo bazaru orat se b zyada badchalan hoti hai.

orat apni izat ka khyal na karay to wo badchalan hoti hai or jo mard behak jaye wo mard nahi namard hota hai jis ko apne jazbat pe kaboo nahi wo mard b nahi ye sach hai is liye karwa zaroor ho ga.sudhar jao warna izatdar or pak daman log kitabo main hi reh jayain gay....

agar kisi ko meri baat buri lagi to lagay maine sahi baat ki hai sach chup sakta hai magar mar nahi sakta...agar aap meri baat se mutafiq hain to plz mera sath dain..ALLAH har orat ko izat de or har orat ko apni izat ki hifazat karne ki tofeeq ata karay...AMEEN

take care all of u

ALLAH HAFIZ




Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:14th Sep 2008, 9:52am
 

re: fahashi

hamare maashre mai jinsi be-rah-ravi ki kayee wajoohat hai:

sab se bari wajah yeh hai keh nojawano ki shaadi waqt per nahi ho rahi hai. generally larki ki shaadi 22 aur larka ki shaadi 25 se qabal ho jaani chahiye. jab keh beshumar larkia aur larke jin ki age 22/25 se ziadah hai aur on ki shaadi nahi huyee.

shaadi shuda logo mai jinsi be rah rawi ki wajah ye hai keh woh rozgar ki wajah se doosre mulk aur city mai bivi ke beghair rehte hai, jis ki wajah se aksar mard aur aurtai apni jinsi aag ko thanda kerne ke liye illegal tareeqa ikhtiar kerte hai.

kafi had tak role media ka bhi hai, pehle fahash filmo tak rasayee har aik ke liye aasan nahi tha, lekin ab internet ki wajah se iss tak rasayee bahut aasan ho gia hai, nez pehle sirf aik PTV tha jab ke ab beshumar channel aa gaye hai aur aksar channel fahashi ko farogh de rahe hai.
SOFI Group: Members  Joined: 09th Jun, 2008  Topic: 10  Post: 441  Age:  30  
Posted on:14th Sep 2008, 10:19am
 

To all

Janaba kafe ache bata ke hai ap na par jazbat ma akar ke hai waysa ap ka kahna sahe hai aur mara kahna ya hai ka thale aek haat sa nahe bachte do haat hona parhta hai osko leya jaha ap larkeyo ko galat kah raha hai ostarah larko par bhe mai ongle othata hoo ap na jitne bata ke hai woh sahe hai ap ya mat kaheya ka ya keyo horaha hai ap ya dakeya ya kaysa horaha hai tab jaka ap ko samaj ma aeega keyo ka hamara gharo sa Deen chalagaya hai Namaz ke kame hai Namaz tamam boraeyo ko rokte hai agar ham Namaz pabande sa parhta to ham kabhe boraeyo ma nahe hota jaysa bejle wale taar par rabar chara hota hai jab ham osko haat laga ta hai to woh ham par asar nahe karta ose tarah Namaz hamare zendage ma rabar ka kam karte hai tamam boraeyo ko rokte hai larkeyo ma parda khatam hona larkeyo aur larkoo ke doste waysa mara pas genana ka leya kafe cheza hai par itna kafe hai.

Islam aur dosra mazhaboo ma farakh hai jo aj ham na khatam kar deya hai on ka yaha Parda ke keo ahmeyat nahe hamara pas bhe khatam hogae hai on ka pas larka aur lrkeyo ke doste aam hai hamara pas bhe wahe hai on ka pas aurat aur marad aek saat hai hamara pas bhe wahe horaha hai ka aurat ko bhe marad ka shana ba shana chalna chaheya Aurat ghar ke zenat hai agar zenat ko bahar laenga to woh kharab hoge na to kharab horahe hai hamra pas bohat se cheeza jaez nahe jo ham na karle hai sab sa pahla mashra ko sodaroo pher ya sab khatam hoga ya namomken hai keyo ka aj agar kese ko roko borae sa to woh khod ap par tanqeed karanga ka ham ko sab pata hai ap apne fekar kara ap khamosh raheya kher bohat cheza hai waqt aur ap logoo ke boreyat ko dakh kar apne tahree kahatam karta hoo.

nikama Group: Members  Joined: 15th Oct, 2007  Topic: 47  Post: 1808  Age:  35  
Posted on:14th Sep 2008, 12:47pm
 

yaaaa

 anoother new good post by ziddy ..well rewplied by all... umm

 yaaaaaar jeee, loook i can understand why there is a prb in our muslimin pak... i know there is... but hul hai na..solution hai..hur insaan ,hur aadmdi ..hur musliman aurat murad..hareeeb say hareeeeeee b aur koi kur sakta hai..koi koi mushkil nahee , only only simply .. read quraan  read quraan baraaa baaar baaaar baaaar, with translation , read in details, read again keeep it reading and and and acting exactly what quraan says ,, thats it ..thats alll.... and i cant see any one single not to read read & act accrording to quaraan paak..just for get every thing and petrform quraaan pak practcally.. thats it ,we all need ..nothing much... 

but kiya ho sakta hai , if we dont want listen ........ enjoyyyyyyy 

Annie Group: Members  Joined: 19th May, 2008  Topic: 0  Post: 233  Age:  28  
Posted on:14th Sep 2008, 12:57pm
 

Mr Zidi

You are right..

@Mr Nikama.  What do you write? Please write your ideas in sequence. Generally, your posts are not easily understandable.
nikama Group: Members  Joined: 15th Oct, 2007  Topic: 47  Post: 1808  Age:  35  
Posted on:14th Sep 2008, 1:04pm
 

annieeeq

 intna bhee musshkil nahee likhta ... its my way reading and righting...   u pls read it once again for me very calmly , u will get my message...thank uu... hows austrial any way..



NOTE: DONT DIVERT



Annie Group: Members  Joined: 19th May, 2008  Topic: 0  Post: 233  Age:  28  
Posted on:14th Sep 2008, 1:24pm
 

Sorry

sorry for topic diversion but please Mr Nikama, if you write in urdu, that will be more easy for members to understand. You all posts in english are quite difficult to understand. Dont mind but it is true.



NOTE: DONT DIVERT



nikama Group: Members  Joined: 15th Oct, 2007  Topic: 47  Post: 1808  Age:  35  
Posted on:14th Sep 2008, 6:01pm
 

ummm

   sorryyyy  modtr for intrption....

  anniee , sorry and thanks really... main nay aisa socha hee nahee kay meray engl main likhnay say members ko pershani ho gee, i just do as its very easy for me to read and write in englis..  bura na manaa pls... bus wu zara urdu main typing kerna meray liyee buhat mushkil hota hai , thats i write in eng.. i will try my best to write in urdu now.... shukriaaaaaaaa buhat buhat  aaap ka

rajmallik Group: Members  Joined: 04th Jun, 2008  Topic: 23  Post: 750  Age:  28  
Posted on:14th Sep 2008, 6:18pm
 

noot

not agreed
For More Detail Click On Page No: 1
 
 
 
Pakistani Student In Michigan University Usa  How to find job with no work experience  Bangladeshi Community Celebrating Canada Day In Toronto

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014