leo lx ap to abhi 9th mai ho politics mai janay k liye apko parhna paray ga.ap ko problem kya hai ye k apko politician banna hai but samajh nahi paa rahay k kaisay bano?ya ye k apko banna hai lekin dost log kahtay hain ye achi cheez nahi banda jaldi marta hai? ya ye k ap banna nahi chahtay ho darpok ho lekin aye din khabron ki waja say apko lagta hai apko politician ban k sab kuch theek karna hai? ya sirf ap apni emaandaari show karnay k liye politician baana hai? ya pir ye problem hai k ap par koi bharosa nahi karta aur ap politician ban kar dikhana chahtay ho k apki soch sahi hai? ap ne ye b bola k ap apni friend ko pyar kartay ho wo achi batain bolti hai apko guide karti hai aur usay lagta hai k apko politics mai nahi jana chahiye to ap double minded ho gaye ho k apko politician banna chahiye k nahi? in may say kya problem hai apko???????
|