abdul khaliq khan |
Group: Members Joined: 19th Jan, 2012 Topic: 1 Post: 8 Age:
26
|
|
Posted on:28th Jan 2012, 9:44pm |
|
|
Ghar walay 2nd Shadi nahi krne datay. Salam to all meri problem yh he k meri family mujhe 2nd marraige nahi krne dati why?ap mein se jo log es mushkil ko samjhte hein es ka solve bataien. |
hasna |
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 39 Post: 1749 Age:
25
|
|
Posted on:28th Jan 2012, 11:07pm |
|
|
2nd shadi ap dosri shadi kio krna chahty hein??? pehli bivi me koi khami hai kia? ya wo apko hush nahi rkhti? ap detail me btaye phir apko jawab bhi detail me dia jayega.
abhi 2nd shadi apki zarorat hai mjbori ya sirf shok???? |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 103 Post: 5464 Age:
53
|
|
Posted on:28th Jan 2012, 11:25pm |
|
|
dr. zakir naik says agar dunya maiN kuch logaik say zayad shadi nah karain to dunyaa ki saari females modest zindagi nahi guzaar sakteeN... lehaza baaz mardoun ka aik say zeyadah shadiyaN karna, khood females k haq maiN behtar hai, khaah aisay mard shauqia doosri teesri shadi karaiN, zarooratan karain yaa majboori maiN karaiN.
aik general survey k motabiq dunya mainaustan 51% females aur 49% male hain yaani 2% females zeyadah haiN...7 billion (700 kaRor) ki iss abaadi main 2% (=14 kaRor) "ezafi khawateen" ko legal husband sirf ossi soorat main mil saktay hain jab kamaz kam 14 kaRoR mar do shadiyaaN karaiN yaa more than 10 karoR mard 2,3,4 shadiyaaN karaiN. agar mardoun nay aisaa nahi kia (shadi karkay aurtoun ko apni biwi banaa kar onki boarding, lodging caring etc) ki zimmah daariyaaN nah othaayeen to yeh females "public property" / gardishi girl friends bannay par "majboor" hongi.... aissi soortouN maiN nuqsaan aurtoun ka hi hogaa k onka koi qanooni sarparast nah hoga jabkay onsay faidah othanay walay bahoot hongay...doosri taraf mardouN ka "faidah hi faidah" hoga k just girl friends banaa kar onsay mazay liyeh aur chor diyeh.
|
tote_sapne |
Group: Members Joined: 02nd Nov, 2011 Topic: 4 Post: 812 Age:
26
|
|
Posted on:29th Jan 2012, 2:14am |
|
|
dr. zakir naik ... edited... Mod Note: mind your language pls
|
H.A.S |
Group: Members Joined: 16th Dec, 2011 Topic: 3 Post: 355 Age:
18
|
|
Posted on:29th Jan 2012, 5:47am |
|
|

Respect the senior members. Do not talk against Islamic Scholars
Moderator
|
H.A.S |
Group: Members Joined: 16th Dec, 2011 Topic: 3 Post: 355 Age:
18
|
|
Posted on:29th Jan 2012, 7:25am |
|
|
Myrizvi janab.. edited
Don't Divert Topic. Stay on topic.
Moderator
|
abdul khaliq khan |
Group: Members Joined: 19th Jan, 2012 Topic: 1 Post: 8 Age:
26
|
|
Posted on:29th Jan 2012, 11:13pm |
|
|
Thanks; Janab myrizvi thanks meri khawhish thi k ap mujhe es ka ans dain.ap ne mere knowledge mein ezafa keya he thanks. |
abdul khaliq khan |
Group: Members Joined: 19th Jan, 2012 Topic: 1 Post: 8 Age:
26
|
|
Posted on:29th Jan 2012, 11:36pm |
|
|
Hasna Sis ap ne pocha k phli bv mein koi kami he ya woh kush nahi rakhti. Woh kush bhi rakhti he aur kami bhi ksi cheez mein nahi he. Baqi ap ne pocha k shadi apki majbori he zarorat he ya phr shock? 2nd Shadi meri majbori bhi he zarort bhi aur shok bhi tha aur he. |
|