AppkaDost
|
Group: Members Joined: 18th Jul, 2009 Topic: 24 Post: 281 Age:
37
|
|
Posted on:9th Jun 2010, 7:56pm |
|
|
Revival of MMA
Sunna hai MMA dobara wajood mein aarahee hai? App ki iss baray mein kia rai hai?Iss ki kamyabi kay kitnay chance hain?Kia iss baar iss ki qeadat molana fazalur rehman karain gay?
|
imperial
|
Group: Members Joined: 26th May, 2007 Topic: 2 Post: 62 Age:
40
|
|
Posted on:10th Jun 2010, 10:48pm |
|
|
as salam mma nay last time b islam k naam par vote lay kar musharaf ko support kia aur ainda b yahi karaingay.. |
EF Doosra
|
Group: Joined: 01st Jan, 1970 Topic: 6 Post: 366 Age:
|
|
Posted on:27th Jul 2010, 9:55am |
|
|
Revival of MMA mera khayaal hY k aglaa election maiN wo siasi jamaatiaN jo MMA maiN theiN wo aglaa election MMA k plateform sY laRaingee kyuN k alaidaa laR kar deeni siasi jamaataiN koi baRee kamyaabi hasil nahee kar sakee haiN isi liaY MMA ki bahaali ki koshishaiN kee jaa rahee hyN.
aur is baar bhi is ki qiyaadat Maulana Fazal-Ur-Rehman hee karaingY. |
Stalker
|
Group: Members Joined: 21st Dec, 2009 Topic: 14 Post: 356 Age:
34
|
|
Posted on:27th Jul 2010, 1:05pm |
|
|
islaami mumlikat meiN hukoomat aik aalim e deen ka haq hai... islami mumlikat ko aik aalim e deen hee behtar tariqey se chala sakta hai lekin agar wo aalim e deen mukhlis ho to , aalim e deen se behtar koi aur nahiN
jese iraan meiN president k ooper supreme leader yani ayatullah Khamenei heiN aur president se ziada mumlikat k ikhteyaarat unn k pas heiN ..president unn ki mushawirat k baghair kuch nahiN kar sakta ,
islaam meiN nizaam e khilafat qayem tha , banu umayya aur banu abbas se pehle khilafaat unn ko sonpi gayi ya khilafat o imamat unn ka haqq tha jo uss zamane meiN sab se baRey deen k aalim thay.
lehaaza hamarey mulk meiN bhi tamam nizaam aik aalim e deen k paas hona chahye , wo aalim e deen koi b ho sakta hai shia ya sunni kyuN k shia sunni ikhtelaafaat fiqh par heiN , social usool islaam k havale se taqreeban same heiN ,
hukoomat aik aise aalim e deen (jo k aadil ho aur mukhlis ho aur sectism se bala tarr ho kar pakistani qom ki sochey) k paas ho to pakistaan raah e nijaat hasil kar saktaa hai.
|
Stalker
|
Group: Members Joined: 21st Dec, 2009 Topic: 14 Post: 356 Age:
34
|
|
Posted on:27th Jul 2010, 1:06pm |

Posted on:27th Jul 2010, 1:14pm |
|
|
Stalker lehaaza hamarey mulk meiN bhi tamam nizaam aik aalim e deen k paas hona chahye , wo aalim e deen koi b ho sakta hai shia ya sunni kyuN k shia sunni ikhtelaafaat fiqh par heiN , social usool islaam k havale se taqreeban same heiN.
agar hamaraY mulk maiN tamam nizaam aik aalim-e-deen k pass hona chahiaY tou us aalim-e-deen ko sunni honaa chahiaY kyuN k Pakistan aik sunni muslim majority country hY.
|
Stalker
|
Group: Members Joined: 21st Dec, 2009 Topic: 14 Post: 356 Age:
34
|
|
Posted on:27th Jul 2010, 1:15pm |
|
|
EF Doosra haan beshak wo aalim e deen sunni ho lekin islaami usool ka paband ho aur social muamlaat meiN sunni shia ki tafreeq na karey.
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|