Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Personalities Believing In Saying Ya Rasool Allah (Sallallaho Alahe Wasallam)

Religion and Culture   >>   Maslak and Firqa
 
 
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:5th May 2010, 7:21pm
 

Personalities Believing In Saying Ya Rasool Allah (Sallallaho Alahe Wasallam)

Personalities who believed in saying Ya RasoolALLAH

Here is list of a few personalities who believed in seeking help from the Ambiyā and Awliya by addressing them with the Harf of Nidā (i.e. Ya).

1. Sayyiduna 'Uthman bin Hanif Sahābi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
2. Rais al-Mufassirin Sayyiduna 'Abdullah ibn 'Abbās Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
3. Sayyiduna Bilāl bin Hārith Munzani Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
4. Imām al-Bukhāri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
5. Imām Muslim Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
6. Imām Tabrāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
7. Imām Tirmidi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
8. Imām Nisā'i Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
9. Imām Bay'haqi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
10. Imām Hāfiz al-Jalil 'Āllama Imām Nawawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
11. 'Ārife-Billah Imām Taqi al-Din 'Ali Subki Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
12. Imām 'Abd al-Azim Munzari Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
13. Khatimul-Muhadditin Imām Ahmad Qastalāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
14. Imām Shahāb al-Din Khafāji Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
15. Sayyidi 'Abd al-Rahmān Huzaili Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
16. Shaykh al-Islām, Shahāb al-Din Ramli al-Ansāri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
17. 'Allama Khair al-Din Ramli Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
18. Sayyidi Jamāl bin 'Abdullah bin 'Umar Makki Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
19. Imām 'Abd al-Rahmān Ibn Jowzi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
20. Ghawth al A'zam, Sayyid 'Abd al-Qādir Jilāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
21. Imām Jalal al-Din Suyooti Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
22. Imām Abul-Hasan, Nūr al-Din Shatnoofi Shafa'i Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
23. Imām 'Abdullah bin Asad Yafa'i Makki Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
24. Imām Mulla 'Ali Qāri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
25. Shaykh Abul-Ma'āli Muhammad Muslimi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
26. Tāj al-'Ārifin, Sayyidi 'Abd al-Razzāq Jilani Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
27. Shaykh 'Abd al-Haqq Muhaddith Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
28. Sayyidi Qutb Abu-Swaleh Nasr Jilani Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
29. Imām Shams al Din Zah'bi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
30. Imām Muhammad bin Muhammad al-Hizri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
31. Imām 'Ārife-Billah 'Abdul-Wah'hāb Sha'rāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
32. Sayyidi 'Arif Muhammad Ghamzi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
33. Sayyidi Shams al-Din Muhmmad Hanafi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
34. Sayyidi Ahmad Kabhr al-Awliya Badawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
35. Sayyidi Muhammad bin Ahmad Farghal Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
36. Sayyidi Madin bin Ahmad Ashmooni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
37. Sayyidi Moosa Abu-'Imrān Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
38. Imām Nūr al-Din 'Abd al-Rahmān Jāmi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
39. Arife Billāh, Mawlana Jalal al-Din Roomi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
40. Shah Wali'Allāh Muhaddith Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
41. Imām 'Allama Ziyād Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
42. Shah 'Abd al-Rahim Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
43. Imām 'Allama Ajhoori Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
44. Imām 'Allama Sayyid Ibn-'Ābidin Shāmi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
45. Ārife-Billāh Sayyidi Ahmad bin 'Alwān Yamāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
46. Sha 'Abd al-Aziz Muhaddith Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho


myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 130  Post: 7702  Age:  55  
Posted on:6th May 2010, 4:27am
 

baat lufz \"Yaa\" ki nahi

oss "concept" ki hai jis k tehat koi Yaa Rasool Allah / Yaa Ali  / Yaa falaaN peer etc etc kahta hai.

agar koi yeh "nidaiyyah kalmah" kahtay howay yeh "imaan" rakhta hai k dunyaa say pardah kar jaanay wali yeh mohtaram shakhsiyaat... "har waqt, har jagah... haazir o naazir rahti haiN ... takay sadaa denay walay ki saadaa barahay raast sun kar oski madad kar sakay"........ yeh yaa issi qism ka koi bhi concept, kissi bhi mohtaram shakhseyaat say qaaim rakhnaa SHIRK hai, SHIRK hai, SHIRK hai... khaah koi maanay yaa nah maanay.

agar koi above concept k beghair "marhoomeen" k liyeh yeh nidaiyyah jumlah use karta hai to koi harj nahi... lekin aisaa kahnaa koi farz /zaroori nahi aur aisa kahnay ko farz samajhna bhi ghalat hai

Moderator Note: App apnay maslak ki Ttableegh karain ,Magar dosroon per shirk ka fatway jari na karain .shukeria 

ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:6th May 2010, 5:30am
 

myrizvi bhai

dunya se parda farma jana kya hota hae ???? kya fot hona aor parda farmana in dono main kuch farq hae ??? jub Allah k payaray Rasool Hazrat Muhammad (PBUH) ki wafat hoi aor Sahabah Karam (R.A) ka gham k maray bura haal tha to Syedena Sidiq e Akbar (R.A) ne sub ko jama kar ko jo khutba diya tha us main Aap (R.a) ne lafz parda use nahi kiya tha lafz "mot" he use kiya tha " jo Hazrat Muhamnmad (PBUH) ki ibadat karta tha woh jaan le k Aap (PBUH) pe mot aa gai hae " aap arbaic k woh alfaaz jo hazrat Abu Bakar (R.A) ne use kiyay thay un ka lafzi tarjuma dekh lain kahin bhi "parda farmanay" ka ziker nahi hae. kya saray Nabi aor saray buzurag insan he nahi thay ,insan ki tarah he paidsa howay aor insan ki tarah he wafat payee. Nabi ko insan/bashar kehna nabi ki toheen nahi hae balke ye insan pe Allah ta'ala ka khas karm hae k usay muqam e nubuwwat ataa farmaya.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 130  Post: 7702  Age:  55  
Posted on:6th May 2010, 8:03am
 

babar bhai

apnay bajaa farmayaa... asal lufz to maut hi hai... lekin urdu maiN maut k kaii botaabaadelaat bhi haiN jaisay "inteqaal karna" (iss dunyaa say oss dunyaa ko muntaqil karjanaa)... issi taarh urdu maiN buzurgoun k liyeh "dunyaa say pardah karnaa" bhi likha aur bola jata hai... yaani iss dunya say "rukhsat hogayee"....... i know k kuch log "pardah farmaanay" k doosray meaning bhi letay haiN... but meri muraad yehi thee k woh wafaat paa gayeN haiN.
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:7th May 2010, 6:55pm
 

Mohtaram Rizvi sahab

Mere entehaahe challange afta Rizvi sahab main ne yeh thread aqaid per behes karne k leye nahi balke jen personality ko har muslim maanta hai unn k aqaid mein se 1 aqeeda rakhen waloo ka naam lekha hai naa k behes shuru kaarne k leye k q kaha jai !!!

UNDERSTANd

NEXT YEH K

app previous thread mein apna aqeeeda sabit karne mein nakaam ho chuke hai waha jaa kar behes karna munasib hogaa k wo thread uss maqsad k leye hai jese app yaha apply kar rahe hai

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:7th May 2010, 6:56pm
 

wah mod

ajj tu mod ke bhi zaban mein etne hemmat agaye k kese wahabi ko fatwee ulte sedhe fatwee jaare karne se rookee.
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:7th May 2010, 6:58pm
 

etne hemmat hai tu

etne hemmat hai tu phele hazir nazir wale thread mein jaa kar un hadeeso per un uss per amal karne waloo per unn buzurgaan e deen per shirk k fatwee jaare karee jan ka AHlesunnat wala aqeeda tha phir hamare baree aigee phele unn se tu nemaat leee.
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:17th May 2010, 7:31pm
 

Jannat

Hum Rasoolulllah ke Jannat RasoolAllah ke... (Sual-lal-laho-Alahe-Wasallam)
For More Detail Click On Page No: 1
 
 
 
Pakistani Singer In Malaysia  How To Get Visa For Japan  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014