mes. Kal fursat nahi mili to kya karoge,
itni mohlat n mili to kya karoge,
roz kehte ho kal padhaoge NAMAZ,
kal agar saans na rahi to kya karoge.
Rasam se SUNNAT achi,
neend se NAMAAZ achi,
gunah se Neki achi,
bazaar se MASJID achi,
fuzool baton se QURAN SHARIF ki tilawat achi,
hibat se ZIKAR acha.
NAMAAZ jo hum pe farz hai,
FAJAR bistar mein,
ZOHAR naukri mein,
ASAR chai mein,
MAGRIB raaste mein,
ISHAA TV mein,
JUMAA ghaflat mein,
EID bazaaro mein,
na DAROOD na QURAN yeh kaisa hai MUSALMAAN,
phir kehte ho ki ALLAH nahi hai hum par meharbaan,
Is msg ko itna failado jitna ALLAH aur ALLAH ke RASOOL se pyar karte ho.
“EK AJEEB HAQIQAT”
100 Rupe ka note bahut zyada lagta hai jb “MASJID” me duya jaye,
Magar Music CDs kharidne ke liye bahut chote lagta hai.
3 mint ki namaz padhni bahut mushkil hai,
magar 3 ghante ki film dekhna bahut aasan.
One Day circket ke liye log pagal ho rahe hate hain,
magar jab JUME ka “KHUTBA” Thoda lamba ho jaye to log tang aa jate hain
is msg ko forward karma bahut mushkil hota hai,
jab ke fizul jokes ko forward karna hamara farz ban jata hai. |