s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:5th Aug 2009, 1:32am |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen:::
1.Dunya ko jeetna chahtey ho to awaz me narmi paida kero.
2.Rothne walay ko itna nahi rothna chahye ke manane wala khud he rooth jaye
3.Takleef dukh se nahi dukh dene walay se hoti hai.
4.Ager dukhon ka darya uboor karna hai to ansuon ko jazb kerne ka tareeqa seekho
5.Ksi ko paane ki tamanna mat kero balkey is qabil ho jao ke log apko paane ki tamanna karein.
6.Aqalmand jub khamosh hota hai to Fikr kerta hai.Jub bolta hai to Zikr kerta hai.aur jub dekhta hai to Ibrat hasil kerta hai.
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:5th Aug 2009, 1:38am |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen::: PIYAR aur BARISH aik se hote hain.
Wo hamesha yadgaar hote hein.
Fark sirf itna hai ke BARISH sath reh ker Tun (jism) bhigoti hai.
Aur,
PIYAR door reh ker ankhain bhigota hai...!
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:16th Aug 2009, 9:40pm |
|
|
Dosti Dosti 5 moteyon ki
aik khobsoorat mala hai.
1>mohabbat
2>Qurbani
3>Wafadari
4>Suchai
5>Aitmad
Agr is mala Se aik b moti
tot jaye
to
sari maala bikhr jati hai.
|
Raja Taqi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1940 Age:
47
|
|
Posted on:17th Aug 2009, 12:07am |
|
|
s4u very nice....laiken yahan sub ult he..
1..kissi ko phone kero to wo phon nahi uthaye ga
2..kissi se baat kerna chaho to wo baat nahi kery ga
3.kissi se wafa kero to wo be-wafaee kery ga
4.kissi se such bolo to wo jhoot boly ga
5.kissi per itmad kero to wo itmad ko torry ga... |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:17th Aug 2009, 12:32am |
|
|
Raja bhai sahi kaha.
|
Raja Taqi |
Group: Members Joined: 17th Sep, 2010 Topic: 29 Post: 1940 Age:
47
|
|
Posted on:18th Aug 2009, 2:00am |
|
|
s4u 1-jo tu nahi janta wo kissi se poch le kiyoon ke ye tery liye behtar he warna kharab ho ga..
2-uqalmandoon k nazdeek apnoon se wafa na kerny wala Dosti k qabal nahi
3-jo nasiyat nahi sunta wo mulamat sunany ka showq rukhta he..
4-jo baat dushman se poshida rukhna chahty ho wo dost se bi poshida rukho ho sukta he wo hi aik din tumra dushman ho jaye
5-musaib se mutt gabhrao kiyoonke sitary andhairy mein hi chumkty hein |
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1169 Age:
37
|
|
Posted on:18th Aug 2009, 2:18am |
|
|
Aik Qoal Kamyabi kay kahee baap hotay hain oar Nakami hemesha yateem hoti hai. |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:22nd Jun 2010, 9:31pm |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen::: Hukumran jab apni jan ki hifazat mein magan ho jate hain to wo Mulk aur Qaum ki aabru ki hifazat k qabil nahi rehte.
`Sultan Salah-ud-din Ayyubi`
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:22nd Jun 2010, 9:35pm |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen::: "Dosti onse karo j nibhana jante hon,
"Nafrat on se karo jo bhulna jante hon,
"Aur Ghussa on se kro jo manana jante hon.
~:(HAZRAT ALI R.A):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:22nd Jun 2010, 9:39pm |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen:::
Rishton ki khobsurti aik dosre ki bat bardasht karne me hai,Be-aib insan talash mat kro,warna akele reh jao ge..~:(Hazrat Ali R.A):~.
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:22nd Jun 2010, 9:45pm |
|
|
Kisi ne Buzurg se pocha
Insan me kitne 'Aeib" hote hain?
Jawab farmya: 'Aeib' Be-shumar hain,lekin 1 khobi sab pe parda dalti hai,
"Zubaan pe qabu"
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:22nd Jun 2010, 9:53pm |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen:::
Aansoun ka Aankh se jari na hona dil ki sakhti ki wja se hai,
Dil ki sakhti Gunnahon ki kasrat ki waja se hai,
Gunnahon ki kasrat Mout ko bhula dene ki waja se hai,
Mout se ghaflat lambi omeedoun ki waja se hai,
Lambi omeedein dunya se mohabbat ki waja se hain,
Dunya ki mohabbat har gunnah ki jarr hai.
~:(Hazrat Ali R.A):~
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:22nd Jun 2010, 11:25pm |
|
|
Hard Times Hard times are like a washing machine. They twist and turn knock us around. But in the end we come out cleaner, brighter better than before. |
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3217 Age:
36
|
|
Posted on:23rd Jun 2010, 10:42am |
|
|
oho This is not related to any washing machine it happens due to quality washing powder ...i think so...:-))) |
KHOKHAR786 |
Group: Members Joined: 25th Jan, 2010 Topic: 30 Post: 122 Age:
28
|
|
Posted on:26th Jun 2010, 8:54am |
|
|
s4u mashallah nice topic , nice collection
allaha taala hm ko amal ki taufeeq dey |
reply |
Group: Members Joined: 21st Jul, 2010 Topic: 10 Post: 63 Age:
22
|
|
Posted on:26th Jul 2010, 8:45am |
|
|
Akwal-e zareen Akwale zareen
Kisi insaan pe tab tak bharosa mat kro jab tak ussa gussa na dekhlo |
reply |
Group: Members Joined: 21st Jul, 2010 Topic: 10 Post: 63 Age:
22
|
|
Posted on:26th Jul 2010, 11:09pm |
|
|
Ghurur Wo gunah jiska tumhe ranj ho, Allah ke nazdeeq us neki se behtar hai jisspe tumhe ghurur paida ho |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:26th Aug 2010, 12:27am |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen::: Duniya ki Muhabbat se ALLAH nahi milta..,
~ Lekin Yaad Rahe~
ALLAH ki Muhabbat se Duniya Äur JANAAT dono mil jati hain...
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:26th Aug 2010, 12:30am |
|
|
KHOKHAR786 thanks 4 liking
reply aap ne bhi buhot achi sharing ki.keep sharing
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:6th Oct 2010, 12:12am |
|
|
:::Aqwaal-E-Zareen::: * Ager ap k pas apne lie hi waqt nahi hai to aap zindagi ko nahi balke zindagi ap ko guzar rahi hai
* khosh hali me sab dost hote hain,badhali me un ki azmaesh hoti hai.
* dhuk her shakhs ka srif apna hota hai aur khoshi me sab shareek hote hain.
* Insan ka apna ghar hi us ka Qilla hota hai.
|
|