s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:8th Jan 2009, 10:40pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Koi Faqeer Aur Ghani Esa Nahi Jiss Ko Qayamt Me Ye Tamanna Na Ho Ke Donya Me Oss Ko Baqadr-e-Qowat Yani Guzarey Ke Laiq Dia Jata
~:(Hazrat Mohammad S.A.W):~
|
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:8th Jan 2009, 10:44pm |
|
|
aqwal e zareen Nimaz ki qaza hae lekin khidmat ki koi qaza nahi |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:8th Jan 2009, 10:49pm |
|
|
Aqwaal e Zareen Allah k nazdeek tum me sab se barra shareef wahi hai Jo tum me sab se ziyada parheez-gaar hai
~:(Quraan Hakeem):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:8th Jan 2009, 10:54pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Khod ko mazloom ki badd-dua se bachao Is lie ke woh Khuda se sirf apna haq mangta hai Aur Khuda haq-daar ko apna haq mangney se nahi rokta (yani ose oska haq zaror deta hai)
~:(Hazrat Mohammad S.A.W):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:12th Jan 2009, 8:33pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Behtar Wo Hai Ke Deer Me Khafa Ho Aur Jaldi Maan Jae Badtar Wo Hai Jo Ghussa Ho Aur Deer Me Razi Ho
~:(Hazrat Mohammad S.A.W):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:12th Jan 2009, 8:42pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Allah Taala ke nazdeek Do qatroon se ziyada koi qatra pasand nahi Aik aansu ka qatrah jo Allah ke khof se nikla ho Dosra khoon ka qatrah jo Allah ke raste nikla ho
~:(Hazrat Mohammad S.A.W):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:12th Jan 2009, 8:46pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Jo Shakhs talash e ilam me nikla wo apni wapsi tak Gu-yaa Allah Taala ki raah me chalta raha
~:(Hazrat Mohammad S.A.W):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:12th Jan 2009, 8:49pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Jis par naseehat aser na kre Woh Jane k mera dil emaan se khali hai
~:(Hazrat Abu Bakar Sadeeq R.A):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:12th Jan 2009, 9:02pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Logoo! Khuda Taala se shram kro, Wallah! Main jab kabhi medaan me qaza-e-hajat ke lie jata hon To Khuda Taala se shrma ker sirr neeche ker leta hon
Lihaza apne aamaal-o-afaal me Khuda Taala ko hazer-o-nazer Samjh ker darte aur shram krte raho
~:(Hazrat Abu Bakar Sadeeq R.A):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:19th Jan 2009, 1:24pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Sab se behtar woh shaks hai jo aisay logon se acha sulok karay jin se ussay koi UMEED na ho SUBHAN ALLAH
~:(Hazarat Imam Hussain (A.S) ):~
|
Andleeb |
Group: Members Joined: 22nd Jan, 2009 Topic: 1 Post: 66 Age:
24
|
|
Posted on:28th Jan 2009, 4:34pm |
|
|
Aqwal e zareen Salaam to all
mujhey yeh to nahi pata k yeh kiskaa farmaan hai lakin jinhoney b farmaya hai thorey say alfaaz main bohat bari baat kehgaye k:
"Gunah ko uskay lutf ki wajasay naa kero qk lutf to khatam hojayegaa or sirf Gunah reh jayega or Naiki ko uski mushaqqat ki wajasay naa choro qk Mushaqqat to khatam hojayegee lakin naiki reh jayegee .
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:15th Feb 2009, 8:08pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Ager koi naiki kisi waja se reh jae to is ko hasil kerne ki koshish kro Aur ager ise pa lo to aagey barhne ki koshish kro
~:(Hazrat Abu Bakar Sadeeq R.A):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:15th Feb 2009, 8:19pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Dunya Ki That Baatt Se Apni Nazer Hatatey Raho Aur Dunya Ki Mohabbat Dil Me Na Aaney Do Khaberdaar Kahein Esa Na Ho Ke Dunya Tumko Halak Ker De Jiss Tarha Pichchli Qumoon Ko Halak Kia
~:(Hazrat Abu Bakar Sadeeq R.A):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:15th Feb 2009, 8:26pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Jo Shakhas Tere Sath Narmi Ka Bartau Kerta Hai Woh Dar-haqeeqat Tere Haq Me Nihayat Ghalati Kerta Hai
~:(Hazrat Ali R.A):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:15th Feb 2009, 8:31pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Woh Jiss Ke Dil Me Burai Hai, Bhalai Na Paey Ga Aur Jiss Ki Zuban Me Nuktah Cheni Hai,Afatt Me Girrey Ga
~:(Hazrat Sulaimaan A.M):~
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:15th Feb 2009, 8:42pm |
|
|
Aqwaal e Zareen Jo Shakhas Kehta Hai Ke Main Khuda-Wand-E-Tala'a Se Muhabbat Kerta hon Aur Apne Bhai Se Nafrt Kerta Hoon Toh Jhoota Hai, Makkar Hai, Kiyo Ke Jab Woh Ankhon Se Nazer Aney Wale Insan Se Bura Salook Kerta Hai Toh Na-Deed Khuda Ki Mohabbat Kis Tarha Ker Sakta Hai? Asal Me Makhlooq Ki Mohabbat Hi Khuda Ki Mohabbat Hai
~:(Hazrat Iesa A.M):~
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:16th Feb 2009, 3:34am |
|
|
Aqwaalay Miss Zareen - agar aap k father poor haiN to iss maiN aap ka koi qasoor nahi....... lekin agar aap k father-in-law bhi poor haiN to yeh saraa sar aap ka hi qasoor hai.... lol |
Bhimji |
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1837 Age:
30
|
|
Posted on:16th Feb 2009, 3:58am |
|
|
Bill Gates says Agar aap poor peda huay ho tou aap ka koi qasoor nahin lekin agar aap normal life jee kar poor hi mar jaatey ho tou iss main aap ka hi qasoor hai.. |
its-pk |
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 18 Post: 181 Age:
24
|
|
Posted on:10th Apr 2009, 10:37am |
|
|
Re. (Aqwaal-:E:-Zareen) 18 Golden Words of Hazrat Ali (R.A) 3 Chizon ka ahtraam karo : Ustad Waaldain Buzurg
3 Chizon ko saath rakho : Sachaai Emaan Naiki
3 Chizon ko yaad rakho: Ahsaan Nasehat Maut
3 Chizon kay liye laro: Watan Izat Haq
3 Chizon pay qaabu rakho: Zubaan Ghussa Nafs
3 Chizon say bacho: Buraai Chughli Hasad
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:10th Apr 2009, 5:17pm |
|
|
Aqwaal e Zareen
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye". ~:(Hazrat Ali R.A):~
|
|