Sami144 |
Group: Members Joined: 10th Jun, 2008 Topic: 13 Post: 546 Age:
37
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 10:53am |
|
|
what is Important?? my future or Family?
Dear All Members??? MAIN AAP SE EK problem Share karna chahta hon. main pichhle 4 sal se Dubai main hon. main apni sari kmae apne Parants ko bejta raha hon our wo bari safae se our himat se khate chale ae hain. ab 4 sal k bad jab main pakistan gya to Balance Money 000 thi. ab meri shadi b ho gae hay to main ye chahta hon keh main kuch raqam apne aur Bewi bachon k ley bacha kar rakh lon. kya esa karna mera HAQ ho ga ya khudgarzi???????????? mere Dreams main ye cheezen hain, 1-Shehar main Home. 2-apni Car. 3-Children ki City main Education. es main pehli 2 cheezen to 1 sal main ho jaen gi our 3rd waqat k sath sath dekha jae ga.. please btaen aap es bare main kya mashwara dete hain.
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4638 Age:
37
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 11:17pm |
|
|
sami apka Bilkul haq banta hai ke ap apni family aur bachon ki achi education ka sochain.unki achi parwarish ka sochain,unhe kabil insan banayen aur unke mustakbil ke lye money bhi save karain.
Is me Khudgharzi ki koi aisi bat nahi hai....
ap ko ab shadi ho jane ke bad chahye,apne parents ka ek makhsoos kharch rakhain aur unhe diya karain.baki ap apni wife ko dain.ya bank me save karain jo ap behtar samajhte hain- |
its-pk |
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 18 Post: 181 Age:
24
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 12:47pm |
|
|
Re. Sami144 (what is Important?? my future or Family?) Sami144 ! future toh important hai lakin Parants ko nahi bhol na chaheya . kyun kay aghar app kay Parants na hotay toh app bhi nahi hootay .
app kay dreams toh bhout achay hai , dream dekhna achi baat hai , jab ek insaan dream dekhta hai toh tabhi woh ushay poora kar paata hai .
app apnay Parants ko makhsoos kharch day . saray pasaay nahi daay . kyun kay ab app ke shaadi hoo chukee hai . and app apnay Children kay achay future kay baray main souchaay. and app pasay save karay bank etc per apnay liya aur apnay wife and Children kay liya .
|
nikama |
Group: Members Joined: 15th Oct, 2007 Topic: 47 Post: 1808 Age:
34
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 12:53pm |
|
|
hmm yaar jee , tu balance rakhoo ....simple in saying but touch to get..
but i know buhat mushkal kaam hai...One advise, bivi bachhon kay chuker main kabhee maan baab ka haq na marna...baqi ju dil hai kerooo.... |
its-pk |
Group: Members Joined: 13th May, 2008 Topic: 18 Post: 181 Age:
24
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 1:02pm |
|
|
Re. Sami144 (what is Important?? my future or Family?) Sami144 !
Balance Money 000 , yeh wali baat main nay bhout suni hai aur dekhee bhi hai , humaray ghar kay pass hi ek asi family thi ek wife jin ka husband kafi arsay say pakistan say bhahir thay and un kay bachay bhi thay . bivi and bachay pakistan main thay and husband pakistan say bhair , husband har month koob pasay bejwata tha . is tarh jab un ka beta (son) 22 to 24 ka hoon gaya toh husband wapis pakistan aya . and us nay anay kay bad apni wife ko talaak da de . pouchoo kyun , kyun kay balance money 00000 thi and us kay batay (son) nay matric bhi nahi kiya tha . yeni in 20 , 22 saal main wife nay saray pasay apni khanay phanay per laga diya thay and apnay bachoo (son) ko education bhi nahi de thi .
|
Sooth |
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1941 Age:
|
|
Posted on:11th Jun 2008, 2:57pm |
|
|
bhai aap ki family aap ka future hai aao bachoon ko achi education dain,un ko acha ghar aur sub kuch best provide kerain.un per aaap jo kuch khaarch kerain gay qayamat k din wo aap k nakiyoon k palray per sub se pelhay rukha jaye ga. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:12th Jun 2008, 3:53am |
|
|
sami yes im agreed to sunehri...unhon ne bilkul sahi mashwara diya hai |
Sami144 |
Group: Members Joined: 10th Jun, 2008 Topic: 13 Post: 546 Age:
37
|
|
Posted on:12th Jun 2008, 10:36am |
|
|
To all members Thanks aap sab k khyalaat muj se milte hain. main zroor Parents ko b un ka hissa bejoon ga. main ye plain kar raha hon keh 10000/ month un ko deta rahon. 5000/month Wife ko baki apne pass Save karta rahon. baqi raqam taqreeban 90000 RS. bachti hay. I think ye mere Dreams k ley Enough hay.
kisi ne kaha tha keh 20 saal k baad balance 0000000 hone ki waja se Talaq ho gae. es k jawab main main sirf yahi hahon ga keh main kabi b sari raqam Pakistan nahi bejon ga.
main sab apne pass save rakhon ga. |
sparrow |
Group: Members Joined: 04th Apr, 2008 Topic: 3 Post: 31 Age:
32
|
|
Posted on:12th Jun 2008, 1:09pm |
|
|
Future Future is more important now days kyonki "buray wakt mein saya b sath choor deta hai"
|
|