Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
Forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Pakistan: Which Way We Are Going?

Politics   >>  General News
 
 
* Noor Clinic *
Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:3rd Apr 2008, 1:24pm
 

Pakistan: Which Way We Are Going?

Maloom nhi hum kha ja rhe he dosto meri is post ka matlab srif dunya ko jagana he dosto aap log ec jwab de is society me besharmi kitni aam hogai he log kya kya kar rhe he.

 larkiya shadi se pehle na meharmo se jansi taloq istawar kar rhi he hum media ko azadi ke name par khulli chut dedi ho media is choot ka najaize faida utha rha he muje btao dost pakistan ko azad huwe kitne saal hogay dosto is door me ab hum jange border par ja kar nhi lare gay ab ECONIMICAL WAR  hogi ab Technology ki war hogi.

dosto dunya ki jo super economy banne ja rhe he un ke name ye he.

CHINA
INDIA
BARAZIL

dosto heran na ho is me pakistan ka name aap ko nhi mile ga pichle 5-years me China me 9000 DAM bane he aur hum ab tak ye Decission nhi le sake ke DAM banna he aur kha banna he jab bhi hakomat koi DAM bananay ka Decission leti he to SIYASSI MULLAY aray aa jate he doso hum PAKISTAN ko badal sakte he dosto hume srif ec ache Leader ki zrorat he hmaray passs kisi chiz ki kami nhi he Leader ki zrorat he Syasi Ullooo  ki nhi

Please Think We can Change Read this and Make Decission

Yours Friends

pinky7861 Group: Members  Joined: 06th Oct, 2007  Topic: 44  Post: 1348  Age:   
Posted on:3rd Apr 2008, 2:14pm
 

well mr. question

   I have the same concerns but there is not a single answer for this.  Only answer is CABLE CABLE CABLE & more CABLE. 
Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:3rd Apr 2008, 2:40pm
 

TO Pinky

NO pinky chize ghalat ya shi nhi huwa karti un ka istamal unhe shi ya ghalat banata he sainsdano nay bombto pharo ka sine chir kar us me se zmin ki dolat nikalne k liye bnaya tha lekin hum use insano ka sina chirne k liye istamal karte he.

muje btao dosto hum hartal kiyo kartay he our wo bhi karachi jese baray city me jo pakistan ki ECONOMY ka 70% hme deta he kiya in logo ko pta he ke ec din ki hartal se kitna nuqsan hota he. kya kabi hum ne is k liye hartal ki kay aao 5 5 rupe chanda kar k pure mulak se poor logo ki madad karte he kya humne kabi is liye hartal ki ka hum aaje school, hospital banay ge kiya hum ne kabi is liye hartal ki kay hum masjid banay gay..................jwab he nhi.

in siyasat dano ka jab koi matlab hal nhi hotra to jo bhi kam ho be shaq usse Pakistan ko Faida hi kiyo na ho Opposition  me bathe jatay he

Pinky Hum Nojwan is Country ko shi kar saktay he ye un chand logo ka Country nhi he jo last 11-years se siyasat me he aur hmare nasibo kay Faslay Kartay he.

Come Make The PAKISTAN POWER Which can Destroy The Wester BLOCKS

PKISTAN ZINDABAD

Waiting for Your Comment Friends and Yours openin

sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4204  Age:   
Posted on:4th Apr 2008, 4:07am
 

re question

question ji

aap ne real main ek acha post lik dia hai. jahan tak main ne note kia hai aap ne pakistanion ko pakistan k lie qurbani aur apne madad aap k lie kuch kaha hai. lekin kab tak

jab se pakistan bana hai pakistan k shehri qurbani pe qurbani karte aa rahe hain es se pata chalta hai ki pakistanion ko pakistan se kitna pyar hai. i appriciate pakistani for this act. lekin hamare siasi ullo jo hote hai on qurbanion ko sirf apne peet k nazar kar dete hain.

aap ye sooche k NWFP main petrolium use karne se pakistan k wifaq ko 64800000/. per month income hoti hai. es k elawa arab mumalik pakistan ko zakat main b wafer miqdar main petrol faraham karta hai os ki b incom add karle to soche kia banta hai. aur ye sab pakistaion k laho se banta hai.

petrols k elawa bijli, factories, waghaira. agar aap calculate karle to pakistan dunia ka ameer tareen mulk hai.

lekin kia faida?

pakistan k shehri jahan tak jan nisar aur bahadur hai utni hi bewaqoof jo bar bar ek hi siasat dan k behkawe main aa jate hain. nawaz sharif, benazir, aur doosre siasat dan hamare/ pakistan k shehrion k dawlat se forign countries main business karte hain jis ka faida sirf forign countries aur hamare sisat danon ko hota hai.

hamara ek provential vazeer jab officially 10 kilo meter tak kisi kam ki lie jata hai os ka kharcha 600000/. banta hai. to soche ham kase taraqi kar sakte hain.

hamara provential vazeer jab wazarat se pehle khan aur nawab se mangta pirta hai aur wazarat k baad os ke personal 4 CNG filling station aur 2007 2OD corrola hote hain to socho hamara kia hoga?

ham bewaqoof hain aur hamesha rahenge jab 60 years tak hamare aqal tikane nahi aaye hai to kabi nahi aayegi. aur ham aise hi siasi ullos ko apna leader muntakhab karenge.

sorry if my words hurt some one

khush raho

sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4204  Age:   
Posted on:4th Apr 2008, 4:11am
 

re

*648000000. sorry mistyping ho gaie thi asal figure yahi hai.
~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4259  Age:  29  
Posted on:4th Apr 2008, 1:37pm
 

QUESTION 1 THINK AGAIN

tumhari batain wohi jazbaati soch hai jo sab nojawano k zehno main hoti hai ............hamsay sawalaat mat karo balkay unka hal bataoo k hum kya karay ....



sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4204  Age:   
Posted on:5th Apr 2008, 3:02pm
 

sorry hitman brothr

hitman bhai

yar es ka koi solution nahi hai. jab tak ye party bazi khatam nahi hoti es ka solution dhoondna mumkin nahi.

PPP, Pakistan Muslim League, MMA, MQM etc

jab ye tamam parties ek nahi hogi, tab tak ham aise hi khwar rahenge

~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4259  Age:  29  
Posted on:5th Apr 2008, 7:09pm
 

Sunny

tumnay batain tou bilkul durust hain ............par kis baat ka sorry.........
wo upper main nay question 1 ko kaha hai ............ app apni baat jaari rakho........
Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:6th Apr 2008, 5:38am
 

TO ALL

aap logo ne kha k me is ka solution btao k hme kya karna chayiye to suno is forum par majood kitne hi ase member hoge jo k hartal me srif maze k liye tor phor karte he kitne hi ase member hoge jo shokya bazar jalate he srif entertainment k liye ec dosre ko marte he aap muje hum is tra pakistan ko powerful bana sakte he k hum jha bhi he jis jaga bhi he apni Zimadarya imandari se nibhaye i.e student he to study par twajja de kisi idare me kam kar rhe he to us idare k sath sincere rhe btae our apne giraban me jhanke k kitne log ec dosre se sincer he apne aap me bardasht peda karo dost.

~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4259  Age:  29  
Posted on:6th Apr 2008, 7:40am
 

question 1

shukriya app k solution batanay ka...............likin app say guzarish hai k main is par app k kehnay say pehley hi amal karta rehta hon ............. koi aur solutions ?
Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:6th Apr 2008, 8:01am
 

T HITMAN

aap in par amal kar rhe ho muje nhi pata aap ka taloq pakistan k kis city se he agar aap ka taloq karachi se he to aap muje btao kya aap ne kabi un logo ko mana kya he jo log stricke karte he yhi to masla he hitman k hum log me me me me me karte he aap ne b yhi kha k "ME IN BATO PAR AMAL KARTA HO" kya aesa nhi ho sakta ko "HUM SAB IS BATO PAR AMAL KARE" aap jin logo ko b decho k wo Wronng way ja rha he un ki islah karo me aap ko btata ho k PAKISRAN ME SARGARAM TARRORIST PARTIES.

MQM 12 May

Sunni Teheriq(is me ab HAQIQI kay log shamil ho gay he)

ANP(in ka manshor parhe to pata chalta he kay in ko tariqi se koi matlab nhi)

MNA( Dehshat gard party to nhi he lekin in kay 100% srif pesa banana mafad he)

MNA wo jamat he jis ne karachi jese baray City may stricke ki sab se ziyada call ki he apnay matlab ko awami rang de kar

Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:6th Apr 2008, 8:03am
 

T hitman

aap in par amal kar rhe ho muje nhi pata aap ka taloq pakistan k kis city se he agar aap ka taloq karachi se he to aap muje btao kya aap ne kabi un logo ko mana kya he jo log stricke karte he yhi to masla he hitman k hum log me me me me me karte he aap ne b yhi kha k "ME IN BATO PAR AMAL KARTA HO" kya aesa nhi ho sakta ko "HUM SAB IS BATO PAR AMAL KARE" aap jin logo ko b decho k wo Wronng way ja rha he un ki islah karo me aap ko btata ho k PAKISRAN ME SARGARAM TARRORIST PARTIES.

MQM 12 May

Sunni Teheriq(is me ab HAQIQI kay log shamil ho gay he)

ANP(in ka manshor parhe to pata chalta he kay in ko tariqi se koi matlab nhi)

MNA( Dehshat gard party to nhi he lekin in kay 100% srif pesa banana mafad he)

MNA wo jamat he jis ne karachi jese baray City may stricke ki sab se ziyada call ki he apnay matlab ko awami rang de kar

~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4259  Age:  29  
Posted on:6th Apr 2008, 8:14am
 

question 1

hum jesi aam awaam sirf main main nahi karay tou aur kya karay ............jab tak sab ko equal rights nahi mil jatay us wakt tak hum kuch nahi karsaktay ........
karachi ho ya lahore yahan sirf power walay/ameeron ko hi sab kuch samjha jaata hai .....

app ko pata hai wrong way main kon loag jatay hain ..........jin kay peechay support hoti hai ........mujhe kisi aesay k baray main bata dain jo baghair kisi back support k wrong way main jaraha hai............

ab app khud batao kon himmat karay ga inko roknay ki ........ sab ko apni jaan pyari hai..........kya app say koi mobile chenay ga tou app usko rok lo gay????,,,,,,,,,haan agar app ko mout pyary hai tou app zaroor rokoy gay ........warna usko mobile dedoga..........kya khayaal hai??????

Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:6th Apr 2008, 8:34am
 

HITMAN

hitman me tumari bat se 100% agree hoon lekin yar socho pakistan banne kay liye kisi ec insan ne hi mehnat start ki thi phir diye se diya jalta giya aur awam me bedari hoi bhai ab waqt aa giya he kay inqlab aa jana chaiye aur inqlab aese nhi aay ga is ke liye mehnat karni hogi aap HITMAN BHAI jha ho srif apnay muhallay ki hifazat karo may apnay muhallay ki hifazat karoga aur jitne bhi aur member he apnay muhallay me bura hone se rokay.

ec aur baat muje btay ke kitne YOUNGSTER aese he jin logo ne VOTE hotay howe vote ka istimal kiya he

me btata ho k may khud vote dalnay nhi ja rha tha lekin mera cousin ne muje kha k wrong person ko vote dalnay say khi ziyad bura he k vote ko bilkul bhi use na karna aap use vote de jo sab se kam bura he aur lazmi de is forum par kitne hi memebers aese he jino ne vote ka istimal nhi kiya

~~HITMAN~~ Group: Members  Joined: 09th May, 2011  Topic: 122  Post: 4259  Age:  29  
Posted on:6th Apr 2008, 8:50am
 

question-1

inqilaab ki baat apnay durust kahi ........... baki jahan tak mohallay ki baat hai tou mujhe baaki shahroon ka nahi pata albatta karachi main tou har mohallay main siyasaat ghusi hoye hai (mqm aur kuch dosri jamatoon ki soorat main)......is liyain usmain parhna bhi khatray say khali nahi hai..........

app nay vote ki baat ki tou vote hum daal tou dain par kis ko dalain , hamain tou pata hi nahi k kon zyada bura hai aur kon kam bura...........kal jo acha hota hai ,ajj wo bura hojata hai ........is liyain ye andaza lagana bhi muchkil hai k kon kam bura hai aur kon zyada.......

main us wakt apne vote ka istemaal karta jab imraan khan nay bhi hissa liya hota........uski wajah ye hai k is banday ko abhi tak azmaya nahi gaya ........chalo ab isko bhi azmaletay ........likin imran khan nay hissa hi nahi liya..........
shaki Group: Members  Joined: 24th Mar, 2007  Topic: 13  Post: 41  Age:  39  
Posted on:6th Apr 2008, 10:11am
 

Pakistan & india in same Boat

Aby Question-1

bat karny say pahly soch lia karo.

If you don’t have enough Info don’t say any thing about that OK? For your kind info

China: is going to be supper power & economic power there is no duouht about it.

Brazil: may be able to be good in economy in future. But

India: they are very good in economy only in media I mean in TV News.

agar bharia bhar ki khal pahn la to wo bhar nahi ban jata 

1) According to new survey report Mumbai is worlds dirties

2) Worlds biggest hut camp (jonmpar Busti) is in Mumbai.

3) Mumbai international airport Rats are bigger then Lahore railway station Rats.

4) In HIV infection India is # 1.

  1. 5) In children’s trafficking & kidnapping India calls land of miss children
  2. & many more if you want  send me your E mail I can send you okkkkkkkkkkkk

Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:6th Apr 2008, 10:33am
 

T SHAKI

Shaki bhai aap nay ani ID ki tra mujh meri information par shakh kiya to sunye mene SUPER ECONOMY KI Bat ki HE SUPER MORAL ki nhi mene kha he kay in da 2nd number par china kay bad super economy nannay ja rha he aap ko i think super economy kay meaning hi nhi maloom super economy ka malab hota he kay aap Hakomat ka economy kay lihaz se mazboot hona is ka Kidnaping ya HIV AIDS se koi relation nhi he no duobt kay hmare country me ye sub kuch bohat kam he lekin hmar GOvt bohat kamzor he.

India ne pichle saal jo satelite khala me bhejne ka tajarba kiya tha jo nakam huwa us par india ki jo lagat aai thi us raqam se Pakistan jesa Country kai saal tak Grow kar sakta tha

PAKISTAN ZINDABAD

shaki Group: Members  Joined: 24th Mar, 2007  Topic: 13  Post: 41  Age:  39  
Posted on:6th Apr 2008, 10:48am
 

you dont know real

i work with indian i know how they are dont tell me. because you read only books & see news & i work with them you dont know real
Question-1 Group: Members  Joined: 03rd Apr, 2008  Topic: 1  Post: 24  Age:  27  
Posted on:6th Apr 2008, 11:21pm
 

SHAKI

Mr Shaki me Bohat practical insan hoon mene jo kuch observe kiya wo mene likh diya hum logo me yhi khami he hum log apni khamyo ko admit hi nhi karte aur jab tak hum lg apni khamyon ko admit nhi kare ge to btao hum log kis tra taraqi kar saktay he isi liye me yhi kho ga kay hume is karwe sath ko man na chaiye kay PAKISTAN ki economy week he aur india hum se ziada power me he har lihaz se agar us k pas kuch nhi he to wo un ki awwam ka aetmad he agar Mr SHAKI aap ab bhi nhi mantay to KHUDA HI AAP ko HIDAYAT DE aur beshak"khuda behtar hidayat dene wala he"

PAKISTA ZINDABAD

hussain ja Group: Members  Joined: 06th Dec, 2007  Topic: 8  Post: 222  Age:  27  
Posted on:6th Apr 2008, 1:57pm
 

re

mary khayal may sub problems ka hal ye hai ki pakistani seyasat may young logoun ko moqa deyna chaye,,ye jo 12 ,13 sal say siyasat may hai unhoun nay kuch b nahi kia or abi tak hum uny vote dayrahy hai,,hamy cahye ki elections may jo young candidates ho us vote karna chaye na ki party ko or na hi mazhab,,,ager hum mazhab or party ko vote karty rahy tu pakistan kabi tarqi nahi kar saky ga,,,,,HITMAN nay b kaha  ki IMRAN ko chance dayna chaye,,,,tu jo b new ho usy chance dayna chaye  ,

For Detail Click On Page No: 1 2  >>
 
 
 
 
Pakistani Singer In UK  How to take professional photography  Anita Dongre Fashion Designer In Dubai

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014