sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:5th Apr 2008, 9:16pm |
|
|
Urdu Poem: Muhabbat Marr Nahi Sakti
this is my fav shair from wasi shah... i hope you also like it Hazaron Dukh paren sehna,Muhabbat marr nahi sakti hai tumse bas yehi kehna,Muhabbat marr nahi sakti
Tera har baar mere khat ko parhna aur ro dena mera har baar likh dena,Muhabbat marr nahi sakti
Kiya tha hum ne campus ki nadi pe ek Haseen wada Bhalle hum ko pade marna,Muhabbat marr nahi sakti
Jahan me jab talak panchi chehakte urte phirte hain hai jab tak phool ka khilna,Muhabbat marr nahi sakti
Puraane ehad ko jab zinda karne ka khayal aaye Mujhe bas itna likh dena,Muhabbat marr nahi sakti
Agar hum Hasraton ki qabar me hi dafan ho jaen To kutboon per ye likh dena,Muhabbat marr nahi sakti
Purane raabton ko phir naye wade ki khwahish hai Zara ek baar to kehna,Muhabbat marr nahi sakti....
|
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4259 Age:
29
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 7:51am |
|
|
sunehri hm , good shairs ..........
|
josh
|
Group: Members Joined: 30th Jul, 2007 Topic: 47 Post: 2285 Age:
37
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 8:14am |
|
|
mohabbat mar nahi saktiiii by sunehri... bohat achi poetry hai.....
mohabbat mar nahi sakti, mohabbat mar nahi sakti |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 12:16pm |
|
|
Wah.. Sunehri Sister... (Great Ghazal) Sister....very true!!!
"Love is Everlasting" or "Muhabbat Mar Nahi Sakte"
Mujhey bhi buhat pasand aaye yah Ghazal, 1st time sune hai.
|
Red Chilli
|
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4962 Age:
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 3:47pm |
|
|
Waah Waah Mujhe bhi aik shair nahi ghazal pata nahi shaed song yaad aa raha hai main likh deti hoon.
Bhulne walon se koi keh de zara is tarag yaad aane se kia faida jab mere dil ki duniya basate nahi phir khialon mein aane se kia faida....lol
|
nelish
|
Group: Members Joined: 13th Jan, 2008 Topic: 25 Post: 1147 Age:
25
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 3:56pm |
|
|
Good poetry |
Red Chilli
|
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4962 Age:
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 9:42pm |
|
|
Nelish Thank you soooo much aap ko meri poetry achi lagi hai.....lol
|
Veer
|
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4723 Age:
31
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 11:18pm |
|
|
wah bhut khoob |
Red Chilli
|
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4962 Age:
|
|
Posted on:6th Apr 2008, 11:25pm |
|
|
Veer uncle aap abhi so ke uthe ho...jo aap is waqt forum per nazar aa rehe hain...
|
nelish
|
Group: Members Joined: 13th Jan, 2008 Topic: 25 Post: 1147 Age:
25
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 4:46am |
|
|
Red Chilli hehehehheh |
Veer
|
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4723 Age:
31
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 5:22pm |
|
|
Red chili main os waqt so kar nehi utha balke sone laga tha..kal main zara late soya :-( |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 6:45pm |
|
|
thanks to all Hitman&Josh&Nehlish&Beauty Star & Red Chilli& veer
pasand karne ka shukriyaaa...
Red chilli
apne jo shair likhe hain wo maine muni begum ki voice me sune hue hain... |
Veer
|
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4723 Age:
31
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 7:34pm |
|
|
my sher saber ka talab gaar hon main Rab-e-Azeem se
Koi mujko sekha de aanson ko chupana
(Veer) |
Veer
|
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4723 Age:
31
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 7:55pm |
|
|
more sher Shab-e-gum mein es tarha soba hoi
ke sham-o-sehar tak ab gum he rahe ga (Veer)
--------------------------------------------------
na jane hum se kya ghustakhi ho gayi
es tarha mujhe ekela choor kar
yeh duniya khudgarz ho gayi
marne ka irada to na tha mager
ab marne ki tamana ho gayi (Veer)
----------------------------------------------------
dard-e-dil kya sonaon main tumko?
mere aanson se poch lo
yeh kitney teri yaad mein behye hain (Veer)
-----------------------------------------------------
meri aakhon mein jo teri tasveer hai
wohi mere khawaab ki tabeer hai
to mujhe door sehi mager
tere jism ki khoshbo mere kareeb hai
ab tere hatho mein meri takdeer hai
ab hath mein dekh kar batao zara
kya too he mera naseeb hai? (Veer)
-----------------------------------------------------
waqt ki es shazish ke hatho lot gaye hum
aaj udas hain kabhi khosh bhi thay hum
ab yeh aalam hai tanayi ka ke rote hain hum (Veer)
--------------------------------------------------------------------
kat pulti ki tarha naach nachata hai yeh zamana mujhe
kis ghunaa ki saza deta hai har koi mujhe
zakham dekhon to kis ko dekhon?
namak lagata hai zakhmo pe kyun har koi mujhe? (Veer) |
builder
|
Group: Members Joined: 07th Apr, 2008 Topic: 5 Post: 213 Age:
32
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 8:01pm |
|
|
meri shairy aray dosto meri shairy kahaan gaib ho gayi? owaaan owaaaaaan |
Red Chilli
|
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4962 Age:
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 8:04pm |
|
|
Waah waah waah Veer uncle Kia shayari likhi hai aap ne...bohat khoob....bhai aap to her roz dher se sote hain....kal ki baat na karien aap...lol... Sunehri:Pehle mujhe ye ghazal achi lagti thi...abhi thori thori achi lagti hai.kuch din taak bilkul achi nahi lage gi..lol
|
shizi
|
Group: Members Joined: 23rd Mar, 2008 Topic: 13 Post: 288 Age:
28
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 8:06pm |
|
|
*~sHiZi~* Faraz Abb Koi Souda Koi Junoon Bhi Nahin Magar Qaraar Say Din Kat Rahey Hon Yoon Bhi Nahin
Na Jaaney Kyun Mairi Aankhein Barasney Lagti Hain Jo Sach Kahoon To Kuch Aisa Udaas Hoon Bhi Nahin
Dukhon Ke Dhair Lagey Hain Ke Log Baitthey Hain Issi Diyar Ka Main Bhi Hoon Aur Hoon Bhi Nahin
Lab-o-Dahan Bhii Milaa Guftaguu Kaa Fan Bhi Mila Magar Jo Dil Pey Guzarati Hai Ke Sakoon Bhi Nahin
Mairi Zabaan Ki Luknat Say Bad-Gumaan Na Ho Jo Tu Kahey To Tujhey Umr Bhar Miloon Bhi Nahin
'Faraz' Jaisey Koi Diya Turbat-e-Hawa Chaahey Hai Tu Paas Aaye To Mumkin Hai Main Rahoon Bhi Nahin |

Sooth
|
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1937 Age:
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 9:09pm |
|
|
sunehri sis nice sharing
0 |
Sooth
|
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1937 Age:
|
|
Posted on:7th Apr 2008, 9:11pm |
|
|
oooho yahaan tu sarey nc poets jamma hotay ja rahay hen... |
|
For Detail Click On Page No: 1 2 >> |
|