rash
|
Group: Members Joined: 23rd Aug, 2007 Topic: 21 Post: 22 Age:
32
|
|
Posted on:24th Oct 2008, 4:38pm |
|
|
Kia Ummat Ki Bakhshish Ho Gi?
sallam forum ke sabhi memberan ko mara sallam mera naam syed rashid hussain mai aap log se ek sawal puch na chataha hu ke maine suna hai Nabi Kareem s.a.w ne Allah se mere ummat ko baksh ne liya duva mange the kya ye kaha tak sahe hai pls tell me thanks.....
|
Tehseen
|
Group: Members Joined: 20th Feb, 2007 Topic: 53 Post: 386 Age:
31
|
|
Posted on:26th Oct 2008, 2:57pm |
|
|
replay Umaat ki bakhshish ho gii per aus sey peyley wo apney aamaal ka hisaab kitaab dey geen jab saza aur jaza pori ho jaie to tu phir hi kuch ho gaaa saza k bad mafii ho jaie gii aur janat mein jaie giii |
peace full
|
Group: Members Joined: 16th Jul, 2007 Topic: 30 Post: 436 Age:
24
|
|
Posted on:26th Oct 2008, 3:27pm |
|
|
dear RASH rash bhai sawal buhat hi acha kya hai aur me sab ko batana chahoonga k hamare musalman log ek bari galat fehmi me phase hain wo ye k ham sochte hian k hamne kalma parha hai ham musalman ho gaye hain aur marne k baaad apni saza kaat k jannat me jaain ge .. me aap se ye khena chahoonga k ham musalman to hain per kya hame ye pata hai k ham musalman hoke es dunya se ruksat honge ??? apni saza kaat k jannat me wo shaks jaaiga jo marte waqat kalma parhe !!! kya hame yakeen hai k hamko marte waqt kalma naseeb hoga??? kai musalman kafir hoke marte hain aur kai kaafir musalman hoke .. aur kalma usi ko naseeb hota hai jis k dunya me aimaal ache hon... ham apne aap ko dekhen k hamare aimaal kya hain aur hame kalma naseeb hoga k nai ??? ager Allah ne hame kalma parhna naseeb kya kiun k sakraat k waqt buhat takleef hoti hai aur shetaan sir k ooper khara hota hai .... ek hadees ka mafhoom hai k jab HUZOOR (S.A.W) es dunya se rukhsat ho rahe the to AAP(S.A.W) ne us farishte se kaha k kya meri ummat ko bhi itni takleef sehni paregi ?? to us farishte ne jawab diya jee haan HUZOOR(S.A.W) to aap ki aankh mubarak se aansoon nikal aaye .. phr us Farishte ne kaha k Allah ne farmaya hai k ager aap ki ummat har farz nimaaz k baad ek bar ayat-ul-kursi parhegi to usko mout k waqt uska ek kadam jannat me aur ek qadam dunya me hoga. (SUBHAANALLAH) to hame chahaeye k ham nimaaz parhe ache kaam karen taake ham ko emaan per mout aaye phr ham APni qabar ka hisaab den ge aur baad me qayamat ka hisaab baad me jannat.. per Allah na kare agr emaan per miut nai aati to ham kafir hoke marte hain yani hamesha jhanum ki aag me jalenge.. so plzz aisa mat sochi k ham HUZOOR (S.A.W) ki ummat hai eska matlab hame HUZOOR(S.A.W) bachaein ge es lye ham es dunya me aish aur ayaashi kar lein.. plz aisa mat sochiye ... bAs dua karen k hame phele emaan per mout aaye.. phr aage ALLAH meharbaan hai USKI rehmat se koi bhi ruswa nai hota.. wo buhat meharbaan hai .. agr kisi bache ko chot lagti hai to uski maa pareshan hoti hai Allah to apne bandoon se maa se 70 baar ziyada pyaar karta hai to wo kaise chahae ga k mera banda jhannum me jaaye.. per wo srf usi k lye jo emaan per mout paaye ga... so har baat tab hogi jab ham emaan pe mout paain ge... phr aage to HAZRAT JIBREEL (A.S) bhi pulsiraat pe HUZOOR ki ummat k lye apne dono par phela dein ge taake HUZOOR(S.A.W) ki ummat guzar sake.. per wo ummat wohi hogi jis ne eemaan pe mout paai hogi... aur eeman pe mout hame Allah k hukoom pe chalne per hi aaigi ... bas DUA karo mujhe AUR HUZOOR (S.A.W) ki saaari umaat ko eeman per mout aai . AMEEN .. hope u understand wat i mean to say.. ALLAH HAFIZ
|
|
For Detail Click On Page No: 1 |
|