Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
Forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Mera Taaluq Kis Islami Firqay Se Hai?

Religion and Culture   >>  Maslak and Firqa
 
 
* Noor Clinic *
multani sh Group: Members  Joined: 20th Aug, 2009  Topic: 11  Post: 24  Age:  27  
Posted on:24th Aug 2009, 11:04pm
 

Mera Taaluq Kis Islami Firqay Se Hai?

mera ame asma marium khan hy main ais forum ki new user hon daer mjhy btain koi skas hum sy pocta hy ki ap kon ho hum khty hain muslman to who khta hy kon sy muslman mean baravli deobndi shea .mjhy nhn pta main kon hon ap batin main kia khon.kon sa ferqa khon.aghr main khti hon main muslamn hon to who khty hain ki hath chor kr nemaz prhny vali ya hath bandh ker plz mjhy guide krin.

mera id yeh hy agher kesy ky pass ais ka solid reason ho to mjhy e mail ker dy

--

waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  32  
Posted on:24th Aug 2009, 11:15pm
 

MULTANI SH

01.app kaho k me ALHAMDULILAH musalman hon.

02.agr wo khe k kon se firqe se to kahen k ALHAMDULILAH AEHLE SUNNAT WA ALJAMAAAT SE.

03.agr wo kahe k hath chor kr ya bandh kr to kahen k hatah banh kr.

ye to hogay apke jwab ab ap usse poche k wo kon hy agr wo b apki catagiri ka ho to phr hi baat aageh barhahiye gaa.

sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4204  Age:   
Posted on:24th Aug 2009, 11:21pm
 

multani

agar koi aap se pooche k tum kon ho, to yahi best answer hai k tum musalman ho....

agar sect k baare main phir poochte hain to ulta aap un se pooche k kia koi sect ka rehnuma mujhe guarantie de sakta hai k us sect ko join karne se koi jannati ho sakta hai.................

shortly kahoonga k itna kaafi hai k banda musalman hai, aur musalman k lie laazmi hai k woh kalima-e-tawheed aur baqi 5 kalimaat par emaan rakhta ho... (Allah par emaan, paighambaron par emaan, asmani kitabon par emaan, es baat par emaan k Hazrat Muhammad SAW Allah ka akhiri nabi hai aur us k baad aakhirat tak koi bhi nabi nahi aaiega, farishton par emaan, ghaib par emaan ie. qayamat aur mout k baad doosri zindagi par emaan. etc)

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:24th Aug 2009, 11:38pm
 

re: musalman ya deobandi/barelvi

ji haa os ne sahi sawal kiya hai, kio keh yaha koi musalman nahi hai. woh deobandi, barelvi, shia, sunni hai.

agar aap deobandi, barelvi, shia, sunni waghaira per believe nahi kerti tu phir aap musalman hai aur ose keh de keh aap deobandi ya barelvi waghaira nahi hai. warna aap jo bhi hai woh bata de.

generally insaan ka mazhab wahi hota hai jo keh os ke waldain ka hai. kia aap bata sakti hai keh aap ke waldain sunni hai ya shia, agar sunni hai tu batai ke woh deobandi hai ya barelvi. aap ke waldain jo honge wahi aap ka mazhab ho ga.

isi tarah hindu sirf iss liye hote hai keh os ke maa baap hindu hai, christian iss liye hote hai keh os ke maa bap christian hai. agar hamare maa baap bhi hindu ya christian hote tu ham log bhi iss waqt hindu ya christian hote. agar ham log hindu ya christian hote tu koi bhi ham logo se yeh nahi poochta keh ham log deobandi hai ya barelvi.

agar aap ke waldain deobandi, barelvi ki bajaye musalman hai tu phir aap bhi musalman huyee. deobandi ya barelvi nahi.

ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:24th Aug 2009, 11:43pm
 

zabardast

Good reply by Sunny

very funny reply by waseem08...khas tor pe ye lines

ye to hogay apke jwab ab ap usse poche k wo kon hy agr wo b apki catagiri ka ho to phr hi baat aageh barhahiye gaa.

sahi baat hae is tarah k sal o jawab se firqay ka bhi pata chal sakta hae aor apni pasnad ka rishta bhi mil sakta hae. ye to depend karta hae baat kis had tak aagay barrh sakti hae.

multani sh Group: Members  Joined: 20th Aug, 2009  Topic: 11  Post: 24  Age:  27  
Posted on:24th Aug 2009, 3:38pm
 

take care

thanks dear alfaz main dum tha mukmal satisfy nhn hovi
multani sh Group: Members  Joined: 20th Aug, 2009  Topic: 11  Post: 24  Age:  27  
Posted on:24th Aug 2009, 3:40pm
 

take care

bhot hi payri answer dia ap ny meri bhot bri muskil solve kr di tahnks
sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4204  Age:   
Posted on:24th Aug 2009, 3:45pm
 

multani

baat yeh k musalman k liie firqa koi maani nahi rakhti...... musalman k lie sab se buniadi cheez hai emaan............ aur emaan tab tak mustahkam rehta hai jab tak un cheezon par emaan na laya jaie jo main ne pichle post main bayan ki hain....... emaan k baad amaal aur ibadat aate hian, jitna behtar tareeqe se aap apne amaal ko aur ibadaat ko saranjaam degi utna hi aap ki mout k baad wali zindagi sawar jaaiegi....

yaad rahe k qabar main aur aakhirat main insan se yeh nahi poocha jaaiega k tum kon se firqe se taluq rakhte ho......................

ab agr kisi point main confusion hain to bila jhajak pooch sakti hain

waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  32  
Posted on:24th Aug 2009, 4:37pm
 

multani sh&ch; baber bhai

multani sh:you are well come always.

ch baber:

very funny reply by waseem08.

kia ap waseem08 k jwab ko mazaq me lerahe ho? i am sorry to say waseem08 ne mazaq ya funny reply ny kia.

 

khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1432  Age:  26  
Posted on:24th Aug 2009, 8:19pm
 

waseem08

ch Baber ny bilkul sahi kaha hai,,ap ny jo reply dia hai wo bilkul funny or hai ,ap apni is poni ko dekhain

02.agr wo khe k kon se firqe se to kahen k ALHAMDULILAH AEHLE SUNNAT WA ALJAMAAAT SE,,

mary bahi ager us ka talq AHLE SUNNAT sy nahi hai tu wo ye kaisy kahy gi???

03.agr wo kahe k hath chor kr ya bandh kr to kahen k hatah banh kr

wo aisa q kahy gi ager wo haath khol kr nimaz parti hai tu????

ye ap k 2 points tu bilkul funny or bachoun jaisi batain hain

ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:25th Aug 2009, 4:11am
 

Khayali

Jo baat Waseem08 na samjh sakay woh aap samjh gay hain aor waseem ko aap ne achay tareeqay se samjha diya hae:) Allah kare abb baat un ki samjh main aa jaye.
goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 62  Post: 7602  Age:  33  
Posted on:25th Aug 2009, 6:49am
 

ok multani sheikh sahib

multani sheikh sahib ap yeah kahoo kay ham muslman ha aur hamara DEEN AIK,EMAN AIK,QURAN AIK.....................isliya sab muslim hee ha...........
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  32  
Posted on:25th Aug 2009, 10:24am
 

ch baber&khayali;

ch baber&khayali:jo bat waseem08 janta hy wo ap log ny jante or jo janta hon uss k tehat hi jwab dia hy and excuseme mr ch baber kia samjha or kia ny samjha wo khoob janta hon aplogo k reply waseem08 pr bhut barey funny hy waseem08 ko ap dono pr hansi k elawa or kuch nai aata reply me kis ko kese jwab dena hy ye sekho agr ap logo ko kuch samajh me ny aaya tah to waseem08 se direct pochte na k apne dimagh se hi atkale banate.

and thak you for entertainment(:

arey kuch samajh me ny aaya chchchcho pochlo.

khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1432  Age:  26  
Posted on:25th Aug 2009, 6:31pm
 

waseem08

ap sy baat karna hi ek funny hai,,

ap khod apny reply may dekhy ki ap ny kia likha hai bilkul bachoun wali batain,,,

phely socho phir bolo,,,,,,,,,,,

 

System Group: Members  Joined: 03rd Jun, 2008  Topic: 40  Post: 2274  Age:  33  
Posted on:25th Aug 2009, 9:52pm
 

multani sheikh

app jawab den keh app musalman hain...  yeah firqa bandi is lea ban gai hai ke hum ne islam ko samjhne ke kaam molvion per chor dya hai.. aur khud mojen kerte hain pakori khate hain...  ager hum khud quran aur hadees ko samjhe aur deen ki soch rakhen aur aur sache dil se islam ki history ko achi trah parkhen aur pore shoq se quran o hadees ko samjhe ge to inshallah firqa bandi main nahee paren ge... depend yeah karta hai ke hum deen ko samjhne ke lea kitne honest hain...
ozone Group: Members  Joined: 19th Jun, 2008  Topic: 26  Post: 1412  Age:   
Posted on:26th Aug 2009, 12:22am
 

agreed to system

well said ...:)
ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:26th Aug 2009, 5:02am
 

Multani

Deen Islam pe chalna bohat asaan hae. Pakistan main aisa koi mahol nahi hae k aap nimaz k liye niklain to log aap ko majboor karain k un k tareeqay aor maslik k mutabiq nimaz parrhain, ye koi excuse nahi hae. Quran aor Sunnat har dor main behtreen rah e amal hae, aor Pakistan ki wazeh akseriyat firqa bandi main parray beghair Deen pe amal kar rahi hae. aap aaj bhi survey kar k dekh lain logon ko barelviyat aor Deobandiyat k baray main pata nahi ho ga. ziada se ziada Sunni Shia ki baat ho sakti hae magar us main bhi log larraie har giz pasand nahi kartay. Aap bachpan se kisi na kisi tareeqa se to nimaz parrh rahi ho gi, eik Muslim honay k natay aap apnay Islami aqeedon se bhi waqif hon gi so is pe amal karti rahain. maslik batana ya akhtayar karna har giz zaroori nahi hae.

sunny007 Group: Members  Joined: 22nd Dec, 2007  Topic: 44  Post: 4204  Age:   
Posted on:26th Aug 2009, 9:31am
 

re

wellsaid system and babar bhai.....
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  32  
Posted on:26th Aug 2009, 10:19am
 

khayali&system;&sunny;&ch; baber salamnn

khayali:thank you for reply k liye ap ny samjhe kuch b.

system&sunny&ch baber:ap log ek bat pr mutafique ho ok agr ap ka kehna hy k srf musalman hy to jb bat aati hy shia ya sunny to phr ap log q khete ho k shia ya sunni or bralvi ya dio bandii ya ahle hadees ye sab b to firqe hy bas bat ye hy k jo apko behtr lagta hy ap uss ko folow karo bas yaar bhai logo ye khena k ye khena ya firqa batana ki zaroort ny hy it is not fear phr bat ghoom phir kr wapis wahin aajaygii or hadeess me phele hi bataya gaya hy k ye sab hogaa na to phr aaitraz ny chahiye or sab ko ignor ny krna chahiye ye waseem08 ka point hy or kuch ny.

salaam.

Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 27  Post: 4679  Age:  30  
Posted on:26th Aug 2009, 10:49am
 

islam ki base kiya hae?

jahan tak sects ki baat hae to sab sects ki base to aik hi hae aik Allah aur Us k Rasool sallalaho alaihay wasallam ki ata,at . Allah pak qiamat k roz yeh nahi poochaingay k kis imam k peechay nimaz parhi haath khol kar parhi ya bandh k . sawal sirf nimaz ka hoga k parhi ya nahi? hum sirf nimaz roza ko lekar mazhabi ban bethay hain jab k nimaz base hae aik sign hae Allah ko obay karnay ka . koi bhi sect insaan ko akhlaq ki taleem nahi deta jo k islam ki chatt hae to jab tak insaan apnay akhlaq hi nahi sanwaray ga us ka islam comp nahi chahay woh kisi bhi sect ka jhanda utha lay woh comp nahi hoga. isliye momin hona zaroori hae na k deobandi ya ahle hadees .

Waseem bhai aap se itna kehna chahongi k aap ki deeni knowledge beshak bohat ziada ho lekin is pe Allah ka shukar karain na k fakhar . insaan har jaga hi thek nahi hota isliye jahan koi point out karay to accept bhi karna chahiye . 

For Detail Click On Page No: 1 2  >>
 
 
 
 
Pakistani Cricket Team Best Catches  How to apply UK student visa  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014