Aap ko aor aap ke ghar walon ko meri tarf se bohat bohat Eid Mubarak, agar aap kahin mil saktay to aaj aap ko galay lagata k " Rasm-e-dunya bhi hae, moqa bhi hae dastoor bhi" :)
waise aap nahi samjhte k raat ko jo Eid ka eilan kiya gaya hae ye eik siasi faisla tha???? aor achanak chaand ko Badeen Dist k ilaqa se dhoond nikala:)
MERI DUA HAE K aLLAH AAP KO KHUSHYON BHARI AISI BOHAT SI eID NASEEB FARMAYE. KHUSH RAHAIN.
ch Babar sahib aap ka bahut bahut shukria keh aap ne espcially mere naam se eid mubarak thread shuru kia hai.
meri taraf se bhi aap ko aur aap ki family members ko eid mubarak ho.
iss thread ke zaria mai forum ke tamam members ko bhi eid mubarak kehta hoo.
re: "waise aap nahi samjhte k raat ko jo Eid ka eilan kiya gaya hae ye eik siasi faisla tha?"
ch Babar: aap yeh batai keh badeen mai chand nikla ke nahi? agar nikla hai tu phir yeh siasi faisla kaise hua? ham karachi walo ke liye tu badeen ka chand acceptable hai.
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 27 Post: 4679 Age:
30
Posted on:2nd Oct 2008, 1:07am
Bewaqoof bhai
aap ko aur aap k Ahle khana ko bohat bohat Eid mubarak:)
For Detail Click On Page No: 1
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.