Marriage: Are Parents The Only Decision Makers?
SALLAM TO ALL FRIENDS Yai married members zyada samaj sakaingai.Main nai shadi nahin ki lakin insaan par khabi bi waqt asakta hai.So,maira sawal yai hai kai agar koyee shadi karain yani larka.To is main kis had tak maa baap ki raza honi chahiyai?? Kya jo maa baap kahain wahi karna chahiyai? Kahi apni sooch bi honi chahiyai? Maa baap ki baat yahan talna kya nafarmani hai? Zindagi ka yai ihem faisla Maa baap ka karna zaroori hota hai? Umeed rakta hoon kai sarai members ISLAMI osoolon kai mutabiq jawab daingai. NOTE:-sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ
|