Geo aur Geenay Do... talibaan k tamam baray leader (Mulla Omer & Osama Bin Laden) ye keh chukay hain k bomb blasts waghaira mai unka koi hath nai hai,, even jo world trade center par plane strikes kiye they wo bi talibaan apnay zimay nahi leitay....
america, talibaan par ilzaam lagata hai, to mai personally american kafiro ki baat ko jhoot manta hon aur muslim talibaan agar kehtay hain k unho nay plane crash wala kaam america mai nai kia to mai talibaan ki baat ko sach maanta hon....
american army nay pura afghanistaan ko tabah kar dia, itni khatarnaak bombing ki jiskay nateejay mai hazaaron lakhon begunah afghani shaheed ho gaye,, ab agar wo americans say badla letay hain to ye natural hai.. TIT for TAT , ab apni baari americans ko rona nai chahiye...
kafiron k zehan mai talibaan ka kia image hai muje is say koi garz nai, , lekin majority of muslims k zehno mai talibaan ka image bohat acha hai , wo peaceful log hain,, bohat achay aur islamic tareekay say apnay country ko chala rhaay they jo america say dekha na gaya.... talibaan k daur mai afghanistan mai chori , dakaiti, zana , katal-o-gharat nai hoti thi...... aur agar koi karta tha to usko aisi saza milti thi k uski ainda naslain bi waisa kaam karnay ka soch kar dar jati thin.......
mere bhai agar apka topic Geo Aur Geney Do , America aur Kafiron k havalay say hotay to mai appreciate karta ,, lekin ap to muslims ko hi badnaam kar rahay ho... ye achi baat nai hai.....
Kafiron ko chahiye k muslims ko sakoon say zindagi guzarnay dain, har jaga muslims k sath ziadti ki ja rahi hai,, afghanistan , bosnia, kashmir, palestine, india aur dunia k be-shumar countries mai muslims k sath bura salook kia jata hai,, taanay bazi ki jati hai, mentally torture kia jata hai, physically nuksan pohnchaya jata hai, izzaton ko pamaal kia jata hai,,,,,,, aur jab kafiron ko zara si thokar lagti hai to cheekh-o-pukaar karnay lagtay hain.... is liye non-muslims ko mera paighaam hai k khud bi sakoon say zindagi guzaro aur muslims ko bi sakoon say rehnay do....... Thanks. |