Nikkah: Important Aspect Of Muslim Society
PLEASE ISKOO PORA PARHNA HAI PHIR SAMAJH MAIN AYEE GAA. 1) Nabi (Sallalaho Alehe Wasalm) nay farmaya: - Nikha karna say aadha (1/2) eman comlete hoo gata hai. (Mashakat 268) 2) Nabi (Sallalaho Alehe Wasalm) nay farmaya: - Jiss nay maree sunnat pay amal kia wo marey sath jannat main hoo ga. 3) Shadi Shuda ka aik Rakaat namaz pharna or Ghair Shadi Shuda ka 70 Rakaat namaz pharna brabar hai. (Hawal Mazkoora) 4) Shadi Shuda kee Ghair Shadi Shuda per asee fazeelat hai jaisay Jahad-e-Fesabeel Allah karnay walay kee ghar par baithnay wale per hai. (Ahya Alsoom 24 Jild 2) 5) Shadi Shuda naik olad choor kar mara too Sawab hee sawab ho ga yee sadqa-e-Jarya hai "yee bohat bara Inam hai nikha karnay kaa" 6) Syedna Abdul Malik ka kool hai: - Jahad say ziada Afzal amal hai kay " Aik Baap raat kee meethi neened choor kar apnay bachay koo cloth say dhanpta hai. 7) Nikha kay bad insaan Badkari/Badnighai say bach gata hai. 8) Jab mard apni BV or BV apnay mard koo dekhtey hai too Allah Tala dono par Rehmat kee nazar farmata hai. 8) Jab mard apni BV kaa haat pakarta hai too Allah Tala dono kay Ghunah haoton kay zarey jhar deta hai. NOTE:- Musalman koo chahey kay jab bhee nikah karay too yee sochee/neyaat kare kay woo sunnat-e-rasool par amal karnay ja raha hai phir aap koo barkatian milain gee warna Shadi too Hindo/Sikh/Esai saab hee kartain hain.
|