Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Nikah Without Parents Consent: Please Help Me

Social Problem   >>  Family and Love
 
 
 
intimation Group: Members  Joined: 23rd Oct, 2008  Topic: 2  Post: 9  Age:  32  
Posted on:23rd Oct 2008, 9:32am
 

Nikah Without Parents Consent: Please Help Me

Dear all, please answer Girls or experts or dr. dai pls don't take it for laughing pls ap say kuch share karna chta ho, mera aik dost nai aik larki say nikah without parents ki marzi say kar lia hai, 3months back ghar main dono nai nahi bataya ab kuch din pehle larke k mere dost  wife nai ghar bata diya hai, kiun ka mere dost ka rishty aa rahy hai, wo Lahore main multinational company main hai both high post pe, magar us kai parents is rishty k liye nahi maan rahy who ab kisa

kakry us larki say 6 year say pyar karta hai ab parents kahty hain TALAQ dae do us ko, agar wo us ko

talaq deta hai to us ka husband us ko kabi maaf nahi kary gaa jis say us k shdi ho gi, main b us ko chorna nhi chata kisi b larki kayl liye both tuff hota hai kisi larky say court marriage kar le,mera dost both tens hai pls meri help karo,

Kia us ko talaaaq dye dye chor dye yaa phir parents ki marzi kay baghir us kay sath zindgi guzary kia kar

pls pls pls help him thanx

zamu Group: Members  Joined: 06th Oct, 2008  Topic: 5  Post: 78  Age:  26  
Blocked
Posted on:23rd Oct 2008, 9:52am
 

jab payar kiya toh darna kya

perents nahi mante toh na mane us larki ke sath perents ne zindgi toh nahi guzrni ager wo larka kisi high post pe hai to phir apna home challa sakta hai,, phir bhi usko chahiye ke aik bar apne perents se mafi mange aur neyi zindgi shuro kare us larki ke sath ager perents maaf nahi karte toh na karen...

aik baat toh apne batyai hi nahi aisa bhi kya tha us chokri mein jo usne apne maa baap se puche bina shaadi karli us ke sath
Raja Taqi Group: Members  Joined: 17th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1940  Age:  47  
Posted on:23rd Oct 2008, 11:33pm
 

intimation .sb

pehli baat to ye he k jin waldein ne uss lurhky,aur uss lurhki ko kaein burss tuk unn ki kifalat ki unn ko na jany kiss kiss turah se takleefein utha ker purhaya likhaya aur unn ki her tura ki jaiz khawaish ,poori ki..

to kiya waldein apni aulad k liye koi bura sochty hein ,her waldein ki ye hi khawaish hoti he k moashry mein meri aulad ka acha muqam ho aur meri aulad ko koi takleef na ho aur waldein ye hi soch soch ker burhy ho jaty hein aur aik ass lugay rukhty hein k ub humari aulad humary borhapy ka sahara bunein gay........

aur uger waldein k sath aissa salook iss stage per aa ker kiya jay to kiya pehly unnoon ne thorha zindgi nein bohj utha rukha hota he jo unn ko iss umar mein aa ker aulad aissay inham se nawazti he k ub wo bichary apni buqaia zindgi logoon k tahny sun sun ker sisak sisak ker mer jaein .

kiya aap log iss umar mein nahi aein gay aur uger aap k saath aisa salook ho jay to aap apni aulad ko kiya kerein gay unnein iss herkat per kiya inham dein gay......

rah musla qanoon qaiday ka to wo aap ko rok nahi sukta  iss musla se aap k apny ikhtiar mein he k aap apny liye kiya sochty hein.......

aur aik baat yaad rukhein k aissi herktein zindgi ko bohat bhianak ker deti hein phir na to insan  apny liye rehta he na waldein k liye aur na hi jiss k liye sub kuch chorha.

 

 

uger koi baat achi na lugi ho to mazrat chaoon ga................ 

Beastboy Group: Members  Joined: 26th Jun, 2008  Topic: 15  Post: 39  Age:  23  
Posted on:23rd Oct 2008, 12:16pm
 

Thats not possible

Assalam o alaikum!

sab say pehlay to ye bata du k wali ki marzi k khilaf nikah mukammal nahi hota ha. wali say murad larki k waliden hein. Jis nikah ki aap bat ker rahe hein ye court k mutabiq thik ha lekin shariah k mutabiq ghalat ha. Mulk k qanun k mutabiq dono miya biwi hein or mulk ka qanun aap ko hifazat faraham keray ga lekin sheriat k mutabiq ye namukammal nikah ha. Ya to lerki k waliden ki marzi k sath dubara nikah kiya jaye ya phir talaq de di jaye.

Beastboy Group: Members  Joined: 26th Jun, 2008  Topic: 15  Post: 39  Age:  23  
Posted on:23rd Oct 2008, 12:32pm
 

SOme more explanations

The rulings stated in our fatawa are based on the Hanafi mazhab, unless otherwise mentioned. Hereunder are the conditions for validity of nikah according to the Hanafii mazhab:

1. Offer and acceptance should take place.
2. It should be witnessed by two sane Muslims who have reached the age of maturity

However, some of the other mazahib do state that nikah will not be valid without the presence of a Wali (guardian), and the nikah be conducted with the words of the wali

The ruling regarding a secret marriage is as follows:

* If the woman has married such a man who is not "equal" to her in Shariah, then the contract of nikah is not valid

* If the women got married to her equal and the other requirements of nikah mentioned above are found, the nikah will be valid.

Overall, Islam does not encourage secret nikahs and Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) had ordered the Sahaba (R.A) to announce their nikahs

1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012