afrazawan dear brother
yaar aap ne jo words use kie hain es se to main confuse ho gaia hoon, kuch samaj nahi aaia,
lekin aap nikah k bare main shaied poochna chahte hain to mere ilm k mutabiq, nikah aisa hona chahie k larka aur larki donon nikah k lie raazi ho, parents k mojoodgi main nikah ho jaie, nizdeeki rishta daaron k samane ho jaie, ya kam az kam donon atraf se (larki aur larkey) ki taraf se 2,, 2 witness mojood ho.
agar larka larki raazi ho aur un k parents raazi nahi hai, to larka larki ko court tak jaane ka haq hai, lekin sirf itna k wo court ki madad se apni baat parents se manwa sake,
muje ye baat confirm to nahi, lekin mere khyal se parents se chup kar court mariage karna sahi nahi hai.
plz other members explain if i m wrong, lekin jahan tak main ne study kia hai aur suna hai, wo yahi hai |