Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
Forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Namaz-E-Janaza Pe Drone Attack

Politics   >>  War and Terrorism
 
 
* Noor Clinic *
ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1873  Age:  40  
Posted on:26th Jun 2009, 3:03am
 

Namaz-E-Janaza Pe Drone Attack

2 din pehlay USA ki tarf se eik drone attack main jo be gunah log shaheed howey un ki nimaz e jinaza pe bhi drone attack kiya gaya , in attacks main kam az kam 100 afraad shaheed ho gay (in ko shaheed likhnay pe kisi ko eitraz hae to ma'azrat chahta hon) poori dunya main koi kitna barra mujrim bhi maara jaye to kam az kam us ki akhri rasoomat poori azadi k sath adaa karnay di jati hain, laikin pata nahi in logon ne kon sa jurm kiya hae k na in ko zinda rehnay ka koi haq hae aor na in ki nimaz e jinaza pe aanay walon ko zinda rehnay ka koi haq hae,jo log Taliban ki burayan ginwatay howe ye kehtay hai k unho ne mukhalifeen k jinaza pe bhi hamlay kiye who USA ki is tarah ki karwaie pe bilkul khamosh hain, Allah aisi munafiqat se bachaye.

 

Abb tak jitney bhi drone attacks kiye gay hain un main khawateen, bachay , aor aam log maaray gay hain laikin is zulm pe hakoomat, roshan khayal tabqa , insani haqooq ki champion NGOs sab khamosh hain. Pakistan kitna azad mulk hae in attacks pe hakoomat k reaction se is ka andaza lagaya ja sakta hae. Beherhaal  ye eik intehaayee wehshyana karwaie hae  aor Allah un tamam be gunah logon k darajaat buland farmaye jo is main shaheed ho gay hain. Aameen.  

Shaajar_99 Group: Members  Joined: 07th Jul, 2009  Topic: 3  Post: 177  Age:   
Posted on:12th Jul 2009, 4:35pm
 

Namaz-E-Janaza Pe Drone Attack

Drone attack par hakoomat hamesha khamosh rehti hai kuch bolti he nahi America ka aik banda mar jaye to wo log hangama macha detey hain.Aor drone attack se Pakistanio ko aise martay hain jaise Insaan nahi kirey makory hain.. :-(

Aik hamari hakumat mil kar drone attack karwati hai..Main ne sona hai jasoosi tayaray Drone Attack kay liye Pakistani se Parwazey kartay hain:Afghanistan se drone attack karnay nahi atay.Pakistani mein he wo jasoosi tayaray mojood hain..

Allah Tallah un beguna logon kai darjaat buland farmaye.Ameen

For Detail Click On Page No: 1
 
 
 
 
Pakistani Student In Michigan University Usa  How to apply UK student visa  Anita Dongre Fashion Designer In Dubai

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014