Acceptance Of Namaz: I Need Islamic Point OF View?
SALLAM TO ALL FRIENDS Aik aam sa sawal app sab sai poochna chahta hoon jis main mujai confusion hai.Wo yai hai kai agar koyee molvi teeq na hoo to kya us kai peechai namar pari ja sakti hai?? Main nai kisi sai sona hai kai agar is molvi ko koyee aik bi pasand na karain to saroo ki namaz nahin hoti.Ya to agar 10 admiyoon main aik admi ko pata hoo molvi kai barain main to kya baqi 9 admiyoon ki namaz nahin hoti??? Aur kya shia muslims kehlatai hain.Halankai un kai namaz aur deeni tariqai sunni ki tarah nahin hotai.To mujai to lagta hai kai yai musalman nahin hain? NOTE:-sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ
|