Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
Forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 
Love Stories: Fiction Or Reality

Non Medical Discussion   >>  Romance and Love
 
* Noor Clinic *
khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1432  Age:  26  
Posted on:13th Sep 2009, 10:50am
 
Love Stories: Fiction Or Reality

Friends jaise k ap log jante hain,hum sab ne in stories k bare main sun rakha hai
Like

HEER................RANJHA

SASI.................PANO

ROMEO..............JULIAT

SONI.................MAHIWAL

Laila ...................Majnu

1) ap log kya samajhte hain ye sab stories kya just stories he hain ya wakaywe aisa khuch how hoga.

2)second one iz k ap logon ka kya khayal hai aj kal ke time main aisi mohobbat hai.mean aj bhi koi kisi se itna pyar kar sakta hai pure.bcoz aj kal mostly people timepass k chakar main rehte hain.

Waterr Group: Members  Joined: 15th Jul, 2009  Topic: 59  Post: 3783  Age:  27  
Posted on:13th Sep 2009, 10:56am
 
Reply..

Agar ap likhtey Zulaikhan .... Yousaf ( A.SW) tu mai maan laiti ... Har door mai sacche muhabat hoti ha husband and wife mai .. Sirf ...
insan Group: Members  Joined: 31st Jul, 2009  Topic: 12  Post: 463  Age:   
Posted on:13th Sep 2009, 12:57pm
 
khayali sb

iss sari tarteeb main sheerein ---- farhaad ka naam nzr nhi aaraha hey...

waisy kia app jantey hain yeh sub ki sub stories hamarey mu'ashrey ki buraie aur badnaami ko zahir karti hain aur hamari mu'ashrti aur akhlaqi aqdaar ko pamaal karti hain .........  

WATER

Agar ap likhtey Zulaikhan .... Yousaf ( A.SW) tu mai maan laiti ..

waisey yeh bi koi muhabbat ki dastaan nhi thi bulkey khuda taala ny apni mahlooq ko aik haas mujza aur ibrat ka muqaam dikhaney k liye iss waqia ko  muhabbat ki dastaan bna kr paish kia........duniya k samney....

uae_pak Group: Members  Joined: 20th Mar, 2009  Topic: 5  Post: 12  Age:  36  
Posted on:13th Sep 2009, 2:06pm
 
In sab ko Jootain par rahay hongay

In main se kisi ke bhi shadi nahi howe, aur in sab ko jootain par rahay hongay ke shadi se pahle tum logon ke kya gul khelai aur aaj tumhari waja se sari dunya tumharay naqsh-e-kadam pe chal rahe hai, 
insan Group: Members  Joined: 31st Jul, 2009  Topic: 12  Post: 463  Age:   
Posted on:13th Sep 2009, 3:16pm
 
re uaepak

theek kha hey
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  32  
Posted on:13th Sep 2009, 6:18pm
 
khayali

1) ap log kya samajhte hain ye sab stories kya just stories he hain ya wakaywe aisa khuch how hoga.

ans.g han ye sab sache aashique the ye sab srf story hi ny hy haqeeqat hy.

2)second one iz k ap logon ka kya khayal hai aj kal ke time main aisi mohobbat hai.

ans.100% me se 001% shayad ho sakti hy.

mean aj bhi koi kisi se itna pyar kar sakta hai pure.

ans.agr ye mann b len k 100% me se 001% hy b to ai sa sacha or pakiiza pyar nahi mile gaa hrgzz ny.

bcoz aj kal mostly people timepass k chakar main rehte hain.

ans.agree.

Posted on:13th Sep 2009, 6:23pm
 
waseem08 ko kuch khena hy

waterr sis, insaan, uae pak, ap sab se please mind na krna.

Agar ap likhtey Zulaikhan .... Yousaf ( A.SW) tu mai maan laiti ... Har door mai sacche muhabat hoti ha husband and wife mai .. Sirf ...

ans.yes i agree husband and wife pr inn me b koi koi hi hy sachi muhabbat me or jin logoo ka nam liya gaya hy beshak unn me sachi muhabbat thi jahan tak hzrt yousuf(alyhissalam)or hzrt zulaykha(radiyallahoanho)ka talluq hy to beshak ye b ek azeem muhabbat ki sachi dastaan hy.

waisy kia app jantey hain yeh sub ki sub stories hamarey mu'ashrey ki buraie aur badnaami ko zahir karti hain aur hamari mu'ashrti aur akhlaqi aqdaar ko pamaal karti hain .........  
 
ans.g nai i am not agree with you ye story hamare muashare ko pamaal ny krti app ko aisa kia laga hy inn ki sachi muhabbat me k apne inn ki muhabbat ko gali de de!!!!!!!! bhai jan ap ny jante k apne kia keh dia hy unn logo ne sachi pakizah muhabbat ki thi koi hawas ny thi unn ki muhabbat me or wo na mil sake.
 
waisey yeh bi koi muhabbat ki dastaan nhi thi
 
ans.insan bhai wo 100% muhabbat ki bastano me hy.
 
 bulkey khuda taala ny apni mahlooq ko aik haas mujza aur ibrat ka muqaam dikhaney k liye iss waqia ko  muhabbat ki dastaan bna kr paish kia........duniya k samney....
 
ans.to bhai muhabbat to thi na yaar or phr uss muhabbat ne apna rang b liya k hzrt yousuh(alyhissalam)or hzrt zulaikha(radiyallahoanho)ki shadi b hoi.
 
In sab ko Jootain par rahay hongay
 
ans.han pr iss muhabbat ki bina pr ny unn k ghuna ki bina ab ap ye sochen gen k shadi se phele muhabbat b ghuna hy to g ny q k shadi se phele kisi ko jis se shadi ka erada hy 100% usse pasand krne ki ejazat islaam me hy to jb pasand hy to muhabbat hy or ye sab logo ne b sachi muhabbat thi pr zalim dunia ne na milne dia to jote parrehe honge unko jo jo kafir the to unn ki kufer ki bina pr or jo mushrik the unn k shirk ki bina pr.
 
In main se kisi ke bhi shadi nahi howe,
 
ans.ny hoi yaa hone ny dee bhai hone ny dee.
 
 aur in sab ko jootain par rahay hongay ke shadi se pahle tum logon ke kya gul khelai aur aaj tumhari waja se sari dunya tumharay naqsh-e-kadam pe chal rahe hai, 
 
ans.shadi se phele unhone wesa kuch ny kia tah jis ka apne apne zehan me socha howa hy agr chaho to muhabbat ki dastano me dekhlo unn k qisse or wese b yaar phele k log zehni tor pr aise ny the dekhen phele k logon ko or aaj k logoon ko.
Waterr Group: Members  Joined: 15th Jul, 2009  Topic: 59  Post: 3783  Age:  27  
Posted on:13th Sep 2009, 9:21pm
 
Waseem08brother

Nothing wrong in my answer , why should i mind :-) .. Apne khudhe kaha k maine theek kaha .. Baqe ye stories honge true bt my problem is i have no faith/belief in love before marriage ... Most ppl dnt agree bt i m very staunch in ths matter
insan Group: Members  Joined: 31st Jul, 2009  Topic: 12  Post: 463  Age:   
Posted on:13th Sep 2009, 9:49pm
 
waseem08 Aslam-o-Alaikum

bhai jaan......yeh baat theek hey k islam ny shadi sy pehly aurt aur mard ko apni apni pasand ki ijazat dey rakhi hey laiken masla yeh hey k hum islaam ko apney mu'ashrey ki nazr sy daikhtey howey uss pr apney rhn shn k dhang sy amal karney ki koshish kartey hain ..bus wahien pr hum islam sy bhatak jatey hain....hum kabi b in masloon ko islaam ki haqeeqi nzr sy daikhney ki aur uss pr islami tareeqy sy amal karney ki koshish nhi kartey....bulkey sitam to yeh hey k hum jaisa  amal kartey hain ussi ko islami rang dainey ki koshish kartey hain.......ab iss muhabbat ko hi ley lijeye..hum iss ka tarjma jub apni mu'ashrti nzr ya mu'asharti feham sy kartey hain to hamarey zhn main fouran iss muhabbat ka matlab ."hawas","lalich","ghunah" waghaira aa jata hey... ab jo ahley nzr hotey hain wo foran hi keh uthtey hain k oho oho bhai yeh to gunah hey aisa mat karoo ...wo b apney lihaz sy theek hi kehtey hain ....q k hum islami akhkamat ko daikhtey hi apney mu'ashrey ki nzr sy hain to gunah ki soort to khum-mo-khwa paida hoo jati hey...iss mu'shery k jis main hum zinda hain iss main yeh "piyar",ishaq","muhabbat"  sirf aur sirf katabi baatein hain aur sirf kehney sy hi taluq rakhti hain laiken amli shakle main inn ki pasdari intehaie mushkil...bulkey namumkin hey...issi tenazur main main ny arz ki thi k yeh muhabbat waghaira hamarey mu'ashrey ki badnami aur buraie ka sba'bb banti hain......aur phir doosri baat yeh hai k hum muhabbat ko sirf maadi maano main hi kio laitey hain yani muhabbat (love) ka matlub hamarey zhnoo main fouran aik larrki aur larrkey k dermiyaan ban'ney waley dunyavi rishtey k barey main hi kio ubrta hey ....hum muhabbat(love)ko haqeeqi maano main bi to ley saktey hain na jaisy bhn,bhai ki muhabbat...jaisy maan,baap  sy aoulad ki muhabbat...waghaira waghaira....merey hiyal main yeh is liye hi hey k hum mu'ashrti buraioon k isqader ghulaam bn chukey hain k koi ab sedhi baat bi karna chahey to humy wo mu'ashrey ki ainak sy ghalt hi nzr aye gi
khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1432  Age:  26  
Posted on:14th Sep 2009, 10:03am
 
waterr

Agar ap likhtey Zulaikhan .... Yousaf ( A.SW) tu mai maan laiti ...

wo may ny is liye nahi likha ki un ki Mohabbat sachi thi or us ko ham Mohabbat nahi balki eshq kehsty hai,,Eshq or Mohabbat may farq hai,,

un k bad ki jo stories hm ny pary or sunay hai un k bary may maine pucha hai,,,,

insan Group: Members  Joined: 31st Jul, 2009  Topic: 12  Post: 463  Age:   
Posted on:14th Sep 2009, 10:06am
 
Re khayali

Eshq or Mohabbat may farq hai,,

kia app bata saktey hain k inn main kia farq hey...?
khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1432  Age:  26  
Posted on:14th Sep 2009, 10:12am
 
issan

i mean ki unki Mohabbat or hamari Mohabbat jo aj kal ki jati/horahi hai is may farq hai,,,,

un ki Mohabbat ko eshq ka naam dysakty hai lakin aj kal ki Mohabbat ko nahi,,,,,,,

khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1432  Age:  26  
Posted on:14th Sep 2009, 10:13am
 
farq

by the way Mohabbat ki intiha ko Eshq kaha jata hai
Bhimji Group: Members  Joined: 07th May, 2008  Topic: 13  Post: 1868  Age:  31  
Posted on:14th Sep 2009, 11:50pm
 
Heer-Ranjha

Heer Ranjhay ke mutallaq tou sab halaat Zila Jhang main ja kar hi pta chalte hain. Wahan par Heer ka mazaar hai aur Aqeedat mand har sal wahan Mela lagaate hain. Wahan Heer ko Amman Heer ke name se yad kia jata hai. Wahan ke logoon ke man'na hai ke Heer aik intehaai Naik seerat aur parhezgaar aurat thi. Waris Shah ne apne nafs ke haathun majboor ho kar ussay ghalat tareeeqe se expose kia hai. Ab aagey Khuda jaane iss main kitni haqeeqat hai aur kitna afsaana.     

insan Group: Members  Joined: 31st Jul, 2009  Topic: 12  Post: 463  Age:   
Posted on:14th Sep 2009, 12:16pm
 
khayali sb

by the way Mohabbat ki intiha ko Eshq kaha jata hai..

aur agr muhabbat maan sy aik baitey ko ho to..?
aur woo muhabat inteha tak puhnch jaye to....?

iss barey main app ka kia hiyal hey kia aya iss type ki muhabbat ki inteha b ishaq hi hoga...?
khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1432  Age:  26  
Posted on:14th Sep 2009, 6:13pm
 
insan

mary nazdeek ager aisa ho tu kehsakty hain,,,

mujy nahi pata ki ap Eshq ko kaisy define karty ho,,,,,,,,,,

For Detail Click On Page No: 1
 
Pakistan Day Celebration In Malaysia  How to find job with no work experience  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014