Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

pakistani matrimonial
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
 
Forum new question
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Love:Parents Are Not Ready For Marriage Due To Cast Difference?

Religion and Culture   >>  Cultural Issus and Religion
 
 
* Noor Clinic *
Esha Group: Members  Joined: 28th May, 2008  Topic: 6  Post: 16  Age:  31  
Posted on:23rd Jun 2008, 7:50am
 

Love:Parents Are Not Ready For Marriage Due To Cast Difference?

main ek larky ko pasand kerti hn.we both love each other 4rm last 5 years.bt hmari shadi nei ho sakti.due to difference in cast n status.he iz siraiki n me punjabi.i belong to famly wich iz having political background.n customs r very restrict in my famly.mery ghar waly kabh nei manay ga.plz main us k bgair nei rah sakti.mery ghar waly meri kahin aur shadi krna chah rahy han.tell me what i do plz.
zeb Group: Members  Joined: 18th Aug, 2007  Topic: 114  Post: 13607  Age:  33  
Posted on:23rd Jun 2008, 8:27am
 

esha

i think ek bar ap ko koshish zaroor kerni chahiye

us larkay se kaheyn k wo ap k ghar ek bar rishta ley ker aye...

mananay ki koshish to kareyn

shayd man jayen

aur ye ap se kis ne kaha hai k saraiki logon ki shadi punjabi mein nai ho skti....merey family mein bohat se hain jinhon ne punjabi mein shadi ki hain

SOFI Group: Members  Joined: 09th Jun, 2008  Topic: 10  Post: 441  Age:  30  
Posted on:23rd Jun 2008, 8:49am
 

Esha

waysa har aek ka koena koe razdar hota hai ghar ma jis ko ap apne har baat batata hai agar nahe hai to ap sab sa pahla kese ko apna khareb kareya jis ke baat apka ghar wala nahe talanga aur pher os ko ap bateya ka ap kese ko pasand karte hai aur ose sa shadi karna chate hai.

sab sa pahla mai ya bata do ka Islam zaat wagera ko nahe manta ham sab musalman aek hai koe saat nahe hai ham ma aur ya kese Hades ma nahe ka aek zaat ka loog kese dosre zaat ma Shadi na kara ya sab hamra ijazdat hai Amer Gareb sa Shadi nahe karta Gareb Amer sa Rshta mangna darta hai ya sab Islam sa dore hai aur hamra banae howa Rasma hai Allah kherka Mamla kara ham sab ka saat.

zeb Group: Members  Joined: 18th Aug, 2007  Topic: 114  Post: 13607  Age:  33  
Posted on:23rd Jun 2008, 9:16am
 

gud

bohat achi baten kin sofi ne...

i really appreciate

Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4723  Age:  31  
Posted on:23rd Jun 2008, 3:59pm
 

Esha

agreed with sofi

mere khayal mein aap ko apni ami se baat karni chahein..kyun ke sab se naram dil maa hoti hai..aur beti ke sab se kareeb hoti hai..ager aap donu aak dosre se pyar karte ho to aap ko koi alag nehin kar sakta..

pyar cheez he esi hai asaani se nehin melti os ke liye zalil hona parta hai duniya walo ki baatein sunni parti hain..hum loog in baato se darte hain ke ke pata nehin kya ho jaye ga ghar wale mujhe kya kahe ge etc..

aap ko himat se kaam lena pare ga jab aap pyar karti ho to apni ami se khul kar baat karo aap pyar karti ho koi juram nehin kiya koi ghuna nehin kiya jo aap ke ghar wale nehin maaney ge..aap thodi dair ke liye dar khatam kar do aur yeh irada kar lo ke main shaadi osi ladke se karon gi jis se aap pyar karti ho.ager phir bhi aap ke ghar wale nehin maante to aap yahan humhe batana main aap ko mashwara don ga.

meri dua aap ke sath hai best of luck.

zeb Group: Members  Joined: 18th Aug, 2007  Topic: 114  Post: 13607  Age:  33  
Posted on:24th Jun 2008, 7:11am
 

Esha

im agreed to veer...

ap ek bar try to keryen..

then tell us k kia bana

then we will give u other suggetions

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4444  Age:  39  
Posted on:29th May 2009, 8:27pm
 

cast and marriage

Islam mai zaat baradri ki bina per rishta inkar kerne ki ijazat nahi hai.
Azfar-K Group: Members  Joined: 01st Mar, 2009  Topic: 3  Post: 767  Age:   
Posted on:29th May 2009, 9:15pm
 

Bewaqoof

I agree with u!
Islam mai zaat baradri ki bina per rishta inkar kerne ki ijazat nahi hai.

and Bahi jab jab main Islam k hawale se likhta hun apni post main jaise According to islam or Islam main likhta hun jaise ap ne likha hai to aik Sar pirah member is forum ka zaroor mujh per tanqeed karta hai jo k mujhe samaj nahi aata or us member se behais nahi karne k liay main forum pe 4,5 din tak nahi aata,Ye sirf mere saath hi hua hai ya baqi k saath bhi hota hai??plzz tell me.us ki problem to mujhe nahi pata khair

ESha:
Esha ap ko chaiye k ap us larkay se bolein apne parents ko ap k ghar bhejne ki,or apni mother se pehle baat karain or unhen apne eitmaad main lain,phir hosakta hai kuch baat ban jae.

For Detail Click On Page No: 1
 
 
 
 
Pakistani Student In Michigan University Usa  How To Fill Out A Job Application  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 30th May 2014