Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:29th Apr 2008, 7:30am |
|
|
Indian Film And Pakistani Cinama Hall
kia indian film Pakistan ki bari screen per dekhani chahiye? yes or no wajoohat bhi batai
|
saima arif
|
Group: Members Joined: 26th Mar, 2008 Topic: 10 Post: 401 Age:
36
|
|
Posted on:29th Apr 2008, 7:52am |
|
|
bewaqoof appney gharoon par bhi to sab indain movies dekhtey hay to theater may dekhney mey kiya hey.agar theater par nahi lagey gi to log appney gahroon paer dekhey gay magar dekhay gay zaroor |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:29th Apr 2008, 8:27am |
|
|
mere khayal se filhal to pakistan me achi indian movies dikhayi ja rahi hain..jaise awarapan /race/ Tare zameen parr..agar is tarh ki achi Filmain dikhate rahain to is me koi harj nahi hai.
lekin wahiyat type ki filmain pakistan me nahi dikhani chahyen.... |
Seemi
|
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3817 Age:
28
|
|
Posted on:29th Apr 2008, 8:36am |
|
|
Meray Mutabiq Jab Pakistan mein already Hollywood movies dikhayi ja rahi hein cinema mein tu Indian movies ko kya masla hai. Or waisay bhi sab loug already Cable, DVD ya Internet pe Indan movis dekh hi chukay hotay hien. Agar cinema ja kar kuch time acha guzar jaye or apni family ke saath entertain ho jaayein tu kya bura hai. Aaj ke dour mein, jahan har taraf tention hi tention hai, agar loug kisi waja se kuch time acha guzar jata hia tu achi baat hia.
But imporant baat yeh hai k selectivs movies hi dikhani chahiye.. Ab Malaika sharawat ya is qisam ki fazool actresses ko na hi dikhayein tu behtar hai. |
zeb
|
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13607 Age:
33
|
|
Posted on:29th Apr 2008, 9:45am |
|
|
movies in cinema agreed to allllllllll |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:29th Apr 2008, 10:35am |
|
|
"NO" Iss mulq ka pora naam hai "Islamic Republic of Pakistan" so iss tarha ka kaam iss mulq k naam per suit nahi karta.
Apna maall iss ALLAH k reward ki niyyat se kharch karna sawab hai magar in Cinema Hall per kharch karna gunnah hai...
Mere khayal ma jiss ko Film ka shauq hai woh ghar baith kar Privacy ma dekhey tou zayadah behtar hai... na k apni Family ko laey kar jaey aur Cinema Hall ma 100 logon k bech-o-bech dekhey...
Agar koi Romantic-Scnene aajey tou wahan app k pass remote nahi hoga Channel Change karne aur na hi app uss ko forward kar sakte hain...
Yah eak tarha se paisoon ka zayah
hai.. jo cheez app ghar baithey approximately Rs.250/month per dekh
sakte hain uss k liyah Rs.100 - 250 / 3hours kharch karne ki kiya
zaroorat hai...?
Ajj kal tou amm indian filmein lagaein ja rahein hain kal ko "Murder" or "Jism" jaisey wahiyaat filmein lagaein jaey gee... so Buraey ko surooh ma hi khatam kardena chaiyah.. iss se pehley k Buraey app ko khatam kardey...
Mere khayal ma tou Pakistan ma Cinemal-Hall ka koi concept hi nahi hona chaiyah tha...
yah tou hamarey mulq ka naam change hona chahiyah ya phir Cinemal Hall ko khatam hona chaiyah.
|
pappumelon
|
Group: Members Joined: 22nd Apr, 2008 Topic: 2 Post: 31 Age:
33
|
|
Posted on:29th Apr 2008, 11:39pm |
|
|
Koi Harj nahen! perrrrr her koi apnay ghar main indian movies dekhtay hain tu cinema main dekh li tu kya hua! agreed! main cinemas k khilaf nahen hon per jo kuch hamari movies or dramon main females ka dress jo dikhaya jatta hay wo hamari society main kitnay % log i mean females pehenti hain 1% or 2%, darama or movies tu pori society ka mirror hota hay, hamara apna movies or drama or theater hona chahiye per aisa nahen k hum apni hi maan baiti bahu or behan ko is libas main dekhain jis main dikhaya ja raha hay! is say acha tu indian movies dekh lu behtar hay |
|
For Detail Click On Page No: 1 |
|