myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:1st Nov 2009, 1:52am |
|
|
House Wives Vs Home Makers And Dr.Zakir Naik maroof islami scholar Dr. Zakir Naik kahtay hain k jo khawateen bahar job nahi karteen balkay ghar main rahti hain woh khud ko 'house-wife' nah kaha karain...kia onki shadi 'house' say howi hoti hai jo woh khud ko 'house-wife' kahti haiN... iskay moqaablay main woh khud ko 'home-maker' kahal.wayain k woh ghar banaati haiN.
apka kia khayaal hai...bil.khasoos 'house-wives' ops i mean k 'home-makers' ka........
|
ladybird |
Group: Members Joined: 28th Oct, 2009 Topic: 7 Post: 25 Age:
33
|
|
Posted on:1st Nov 2009, 3:49am |
|
|
yeah off course im 100% agree with u.is term ko ab change ho jana chaey.jo lady bhi yeh kahti hay k i m just house wife,un k baray main logon ka impression ajeeb sa ho jaata hay k they r doing nothing.jub k wo sara din ghar k take care kerti hain kids ka khyal rekhti hain aur sub se bari baat jo well educated women ghar main rahti hain wo apnay career ko sacrifice ker k ghar bana rahi hoti hain which is exactly according to our relion so every body should appriciate them. |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:1st Nov 2009, 4:19am |
|
|
masha Allah well said ladybird... iss naik kaam ka aghaaz ap hi say kiyouN nah hojaa.ay. zara apnay profile pay nazar DaalaiN aur issay filfoor tabdeel kar dalaiN.
User Name |
ladybird |
|
Age |
29 years |
Gender |
Female |
Marital Status |
Married |
Qualification |
b pharm |
Occupation |
house wife |
City & Country |
uae | |
eagle fly |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2010 Topic: 74 Post: 2115 Age:
|
|
Posted on:1st Nov 2009, 8:19am |
|
|
Ladybird ladybird to phir ap is naik kaam ka aghaaz kardain dair na lagaen. |
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 184 Post: 6346 Age:
35
|
|
Posted on:1st Nov 2009, 10:13pm |
|
|
agree with dr zakir nayik yes women gur bnati be hen or gur torti b hen
so hum keh sukty hen some women are house wife and hous breaker |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:20th Mar 2010, 1:25am |
|
|
house-breaker :) ghar banaanaa sirf aur sirf khawateen hi ko aataa hai....... mard kabhi ghar nahi banaa saktaa........ albattah ghar toRna dounouN ko ataa hai...... mard bhi ghar toR saktaa hai aur khawateen bhi aisaa karsakti haiN... onhain to yeh zoam bhi hota hogaa k hum nay banayaa thaa, hum nay hi toR diaa lol |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 249 Post: 4259 Age:
38
|
|
Posted on:20th Mar 2010, 4:30pm |
|
|
House wife Generally shaadi shuda khawateen apne aap ko housewife kehti hai jabkeh ghair shaadi shuda khawateen apne aap ko house wife nahi kehti.
Housewife se aik aisi aurat ka tasawar banta hai jaise keh woh iss ghar ka hissa hai, yani lazim o malzoom hai. jab keh home maker se aisa lgta hai keh woh tankhah daar hai.
lehaza mera khayal hai keh house wife hi sahi lafz hai, iss ka matlab hai house mai rehne wali wife.
Note: waise mera zaati khayal hai keh yeh aik fazool topic hai. mai ne iss topic ko sirf myrizvi ki wajah se open kia tha, kio keh mera zaati khayal hai keh woh koi fazool topic start nahi kerte. lekin afsos ke yeh topic myrizvi ke meaar ka nahi hai. ab agar mai Dr. Zakir Naik ke reference se kuch kaha tu ch sahib ka lamba sa jawab aa jaaye ga. lehaza mera Dr. Zakir Naik per koi comments nahi hai. mai ne jo kuch bhi kaha hai myrizvi ko kaha hai. myrizvi tu iss forum ka hiss hai, ose tu kuch kaha jaa sakta hai aur os se kuch suna bhi jaa sakta hai. |
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3217 Age:
36
|
|
Posted on:20th Mar 2010, 10:59pm |
|
|
House Wife vs Home Maker RE:"Generally shaadi shuda khawateen apne aap ko housewife kehti hai jabkeh ghair shaadi shuda khawateen apne aap ko house wife nahi kehti.
wife hony ka taluq shadi sy hi hey bhaghair shadi k to kisi b aurat k liye yeh "istelah" istemaal hi nahi ki jaskti yani aurat shadi k baad hi wife banati hey kia shadi sy pehly b kisi aurat ko wife kaha jata hey
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:20th Mar 2010, 11:02pm |
|
|
adab arz hai topic to waqe'ee fazool saa hai lekin yahaan hum kabhi bhi fazool aur bewaqoofi wali bataiN bhi to kartay hi rahtay haiN lol apka kahaa ser aankhouN par aakhir ko ap hamari suntay bhi to haiN :) |
Bhimji |
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1837 Age:
30
|
|
Posted on:21st Mar 2010, 12:13am |
|
|
House wife v/s Home maker Mere nazdeek b house wife hi theek hae. Home Maker mere dimagh main click nahin kr raha. Mard b aakhir Home maker hi hotay hain aur agar English terminologies ka raam raam sattay hi krna hae tou kal ko koi kahega ke ghar ki construction krne walay contractor ko b home maker kaho. Aakhir ANGRAIJOOON ne b bht soch smjh kr hi lafz bnaya hae yeh. |
saim1 |
Group: Members Joined: 23rd May, 2008 Topic: 43 Post: 2155 Age:
35
|
|
Posted on:22nd Mar 2010, 2:12pm |
|
|
house wife v/s home maker jo bhi kaha jai sanu ki
heeee heeee
just kidding
wase tu i think ke yeh aik awien ka issue he
par mera appna khyal yeh he ke home maker sahi he |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:22nd Mar 2010, 10:49pm |
|
|
it's NOT issue at all zaroori to nahi k sirf 'issue' par hi baat ki jaa.ay.... guftagoo deger hawaloun say bhi ki jasakti hai.... married khawateen khud ko jo chahay kahalwaa.aiN ... house-wife, home-maker yaa kuch aur... jaisay urdu maiN aik behtareen lufz hai ... khatoonay-khanaa....:) |
Stalker |
Group: Members Joined: 21st Dec, 2009 Topic: 14 Post: 356 Age:
33
|
|
Posted on:23rd Mar 2010, 1:26am |
|
|
Rizvi bhai Khatoon e khana tou house wife ko kehte hein , lekin aapke nazdeek home maker kehna chahye ..
Tou urdu mein Khatoon e Khana ki bajaye "Khana e Khatoon" behtar rahey ga (lol)
Ghar hee khatoon ka hai ... :)))) |
hasna |
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 39 Post: 1836 Age:
26
|
|
Posted on:25th Mar 2010, 11:55pm |
|
|
rizvi bhai house wife ko home maker kehna meaning k lihaz se acha hai...........baqi home maker aur house maker me b frq hai kio k ghr aurat bnati hai makan mrd bnata.................lehaza home maker only wife nhi husband b hota wo paise daita to aurat ghr sanwarti bnati haina...................ehehhehehhe |
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 184 Post: 6346 Age:
35
|
|
Posted on:26th Mar 2010, 12:04am |
|
|
house wife or house maker
house wife he achi hy house maker or house breker wo apny ap ko sabut kurti ho y ye bhad ki bat hy lakin sub House maker ni howa kurti , ap ny dekha sonaa hogaa apky apny ghur ki bat hoghi ek family joind united hoti hy lakin jub baty ko shadi kuraa d jati hy bahooooo ghur ati hy wo husband ko yaa tu lay k no du 11 ho jati hy yaa pher ghur meah esi un bun pyda kurti hy k pher wo ghur ghur ni rehta medaan a jung bun jata hy meah house maker la lufz use kurna hur kisi k leye monasib ni sumajta,
|
hasna |
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 39 Post: 1836 Age:
26
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 4:01am |
|
|
yes im agree with dr qasim............house wife hi theek hai aur home maker sabit krne k liye bht time lgta hai aur home breaker k liye kuch pal........... |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 5:06am |
|
|
house aur home maiN faraq hota hai ghaleban hum log 'house-wife' kahtay howay yeh faraq bhool rahay haiN :)
asal maiN 'house-wife' ki istelaah etni common hogayee hai k hum iss lufz ki 'qabahatouN' ki taraf tawajjah hi nahi day parahay....
house-wife say to behtar lufz hai home-wife yani wife-at-home :) |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 249 Post: 4259 Age:
38
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 5:15am |
|
|
Housewife ki istelah re: "asal maiN 'house-wife' ki istelaah etni common hogayee hai k hum iss
lufz ki 'qabahatouN' ki taraf tawajjah hi nahi day parahay...."
ji haa ab tu yeh qabahat hi hogi kio keh yeh istelah janab Zakir Naik Sahib ko pasand nahi.
|
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 111 Post: 6481 Age:
54
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 6:06am |
|
|
haa haaaaa ......ji haa ab tu yeh qabahat hi hogi kio keh yeh istelah janab Zakir Naik Sahib ko pasand nahi......
bahoot khoob... it's true k maiN zakir naik ka fan houN lekin onka 'moreed' nahi nah hi onsay 'bait' houN k onpar ki janay wali tanqeed ka boraa maanoun... maiN khud onkai kai batoun say 'ittefaaq' nahi kartaa ... iskay bawajood onki bahoot see khoobiyouN ka 'motarif' bhi houN... balkay aik tarah say onka fan bhi houN... he is a great islamic scholar of present world. |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 249 Post: 4259 Age:
38
|
|
Posted on:28th Mar 2010, 6:09am |
|
|
zakir naik se ikhtelaf re: "zakir naik ........ maiN khud onkai kai batoun say 'ittefaaq' nahi kartaa ... "
ma-sha-allah! lekin zara aahista bolain, deewaro.n ke bhi kaan hote hai.
|
|