Sooth
|
Group: Members Joined: 18th Jul, 2007 Topic: 303 Post: 1937 Age:
|
|
Posted on:15th May 2009, 2:52am |
|
|
Why Females Wear Short And Tight Dresses?
WHY our female more interest to wear short & tight dress? I feel very shame and sorry to say those female especially belongs to young age no matter belong to which class eager to wear shortest dress plus tight stitching to expose entire body to attract the attention of especially youths.
Why these females prefer to wear such dress which do not cover their body but expose larger as they feel pleasure to expose their body and figures.
I understand womens those wear short dress is not their problem due to very cost cloth cost and stitching charges they have to comprise for one thing which they reduce the length of cloth but pay the full price to tailors.
Such dress never appreciation or reward according to Islam point of view which display much but cover lesser as Indian actress ( TV and Films ) dresses are the best example which our young ladies blindly copy and feel proud to re-produce at the high cost of stitching to proof that we Pakistani women's are too modern and not narrow minded.
Tell how Iranian females observe HIJAB, more interesting wear jeans or skirts but not matter cover their entire body which does not allow any one opportunity to look with SINFUL eyes.
I am very regret and sorry to say called ourselves as Muslims but never follow the Islamic teaching and always eager how ahead with West or India regarding modern fashions. When all this madness will end God knows?
For what reasons elder women's do not play their due role and stop their young females wearing this ugly and short dress only for display their own figures and body and very shameful their male members never dis-courage them to wear such dresses.
Thanking You.
COPIED FROM: http://paktribune.com/pforums/posts.php?t=40277&start=1
NOTE FOR SOOTH:
You Have Been Continuously breaking the rules of the forum by pasting
from other sites without giving their references or by in some other way.It is advising you that please behave like a mod not a newbie.For
Instance the above material was someone's reply and topic in other site
and you paste it here as you own material.Hope You Will Not Repeat It
Again.
|
zeb
|
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13607 Age:
33
|
|
Posted on:15th May 2009, 7:15am |
|
|
media media ka asar hai sara |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:15th May 2009, 10:08am |
|
|
re shaitan ham par dominant ho chuka hai............... |
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:15th May 2009, 12:19pm |
|
|
re: tight and short dress
- Dress insaan ko aisa pehenna chahiye jo dekhne mai achcha lagta hai. khawateen ka tight aur short dress dekhne mai bahut achcha lagta hai, isi liye tamam khawateen ki khahish hoti hai keh woh tight aur short libas pehne.
- dekhne mai yahi aaya hai keh tight aur short libas sirf woh khawateen istemal nahi kerti jin ke ghar wale ijazat nahi dete, matlab yeh keh beshumar khawateen tight aur short libas majboori mai nahi pehenti.
- isi liye jis ghar ke log khawateen per tight aur short libas ki pabandi nahi lagate wo khawateen tight aur short libas pehente hai.
- khawateen ko tight aur short libas mai dekhne ki khahish sab ki hi hoti hai. isi liye showbiz ki khawateen tight aur short libas pehenti hai.
- iss forum per mojood members ki aksariat bhi khawateen ko tight aur short dress mai dekhna chahti hai. mai aik link post ker raha hoo, aur jaanta hoo keh forum ke beshtar member ise click kare ge. agar aap khawateen ko tight aur short dress mai dekhna nahi chahte tu iss link ko click na kare Miss Pakistan World 2007
- jo log khawateen ke tight aur short dress per tanqeed kerte hai darasal yeh woh log hote hai jo keh khawateen ke tight aur short dress ki shadeed khahish rakhte hai. isi liye on ke tanqeed ko Angoor Khatte Hai kehna ziadah sahi rahe ga.
|
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:15th May 2009, 12:28pm |
|
|
bewaqoof dear brother..
yaar aap kon si dress ki baat kar rahe hain, wahan par to kisi ne b dress nahi pehna... |
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:15th May 2009, 12:47pm |
|
|
tanqeed kerne wali khawateen dar asal on se jalti hai sunny007: agree with you, mai tu sirf yeh batana chahta tha keh tight aur short dress dekhne ka har aik khahishmand hota hai aur aap ne bhi intezar kiye beghir click ker ke dekha. aap ne sahi kaha keh waha tight aur short dress nahi, balkeh dress hi nahi hai.
Haqeeqat yeh hai keh beshtar larkia tight aur short dress pehenna chahti hai, aur mardo ki aksariat tight aur short libas mai larkio ke dekhna chahte hai. isi liye pakistani nojawano ki aksariat aise website ko visit kerte hai jis mai khawateen tight aur short dress pehenti hai.
fashionable khawateen ke tight aur short dress per sirf wahi khawateen tanqeed kerti hai jo darasal on khawateen se jalti hai. kio keh on ke ghar walo ki taraf se onhai aise libas ki ijazat nahi hoti, isi liye on ki tanqeed ko aap Angoor Khatte Hai keh sakte hai.
|
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:15th May 2009, 3:13pm |
|
|
bewaqoof may b u are true...
sach baat to yeh hai k sabhi loog short aur tight dress pasand karte hain, lekin zaroori nahi k jo koi tanqeed karta hai wo us se jalta hai... shaied wo kuch ziada islamic behaviour wala hoga jo aise dresses par tanqeed karta hai.
ab islamic behaviour rakhne wala zaroori nahi k wo short dresses ko pasand nahi karta, wo bilkul pasand karta hoga lekin tanqeed es lie karta hoga q k Allah ko ye sab pasand nahi, sirf Allah ki khushnoodi k lie aisa karta hoga.. |
koyal
|
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
27
|
|
Posted on:15th May 2009, 4:13pm |
|
|
aik baat batayen main is baray main sirf aik bat kahungi ke short dresses ko encourage karney walay bhi male hain jo tanqeed ka nishana bana rahay hain
aik bat mujhe apne imaan se batayen, yahan kitney log hain jo aik larki ko skirt main dekhain gey tu uspe se nazrain nahi hatayen gey jab tak wo nazron se ojhal na hojaye, koi hay jo dekhey aur apni nazrain jhuka lay aur koi tawajjo na day, buhut kam aise hongey chalain short skirt tu buhut door ki baat hay choti sleeve hi ki bat kar lain. Dil main sochain ya yahan beth ke bolain ke ye fahashi hay bla bla lekin isko pazerayi dene walay bhi khud hay. Aaj kal zamaney aur media influence ki waja se har koi attention chahta hay apni bat express karna chahta hay apne aapko manwana chahta hay aur attention panay ke liye aj kal larkion ko sabse asaan tarika yehi mila hay mana ke ye ghalat hay lekin ghalat ye bhi hay ke is sab ko dekh ke unko tawajjo di jaye, jab apko itna hi bura lag raha hay tu lanat bhejen aur na dekhain. aisa ho tu koi larki aise kapre nahi pehne gi |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:15th May 2009, 4:37pm |
|
|
lets see in the islamic point of view koyal ji aap ki baat apni jaga drust hai, lekin Islamic point of view se dekhie aur society main males ki nature b dekhie.
Allah ne aadmi ki nature aisi banaie hai jis ki waja se wo females ki figure structure ki taraf attract hota hai, jab wo aisi aurat ko dekhta hai jis ki dress us ki body ko expose karti hai, aadmi us ki taraf attract ho jata hai, es lie Allah ne females ko aise dresses pehnne se mana kia hai jis main aurat ki body expose hoti hai, ta k fitna na bane......
es lie hame chahie k aise fashions ko avoid kare... |
dom_man
|
Group: Members Joined: 13th Mar, 2009 Topic: 76 Post: 1346 Age:
35
|
|
Posted on:15th May 2009, 4:46pm |
|
|
koyal and bewakoof bewakoof mian, aap ko kis ne kaha ke ye topic attraction ke baaray mein hai. Obviously when islam forbids certain act there is reason of its being creating some evil desire.We are discussing islamic POV here.zaahir hai maana kena ka matlab yehi hai ke mard attract hon gai aur aurat aur mard istrah na sirf gunahgaar hin gai bulkay kisee ghair ikhlaaqi kaam kee taraf bhee jaye gai.
agar aurat naked ho ke mard ke saamnay aaye gee tau zaahir mard ko controle kerna mushkal ho ga aur isee wajah se isay mana kiya gaya hai. agar is mein attraction na hoti aur insaan ka kisee ghalat rastay kee taraf jaanay ka imkaan na hota tau phir mana kernay kee zaroorat hee kiya tha.
plz dont mix up two different things.aap ye be maqsad see logic la ker khamkha loagon ko confuse na karain.insaan ka act mein is ka imkaan hota hai tau ossay mana kiya jaata hai.aur generaly mard aik poora libaass pehnay huay aurat kee ziyada izat kertay hain. |
koyal
|
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
27
|
|
Posted on:15th May 2009, 5:52pm |
|
|
dom dom maine attraction ki bat nahi ki maine attention ki bat ki hay mujhe pata hay ke aurat aur mard magnet ki tereh hain aur unke beech attraction hoti hi hay lekin ajkal kuch media influence aur kuch foreign influence ki waja se fashion aik tereh ki majboori ban gayi hay. Main personal experience ke tehet keh rahi hun ke kayi dafa halaat aise hojatay hain ke fashion zaroori hojata hay mard ki adat ahay ke chamakti cheez ke peechay jata hay aur aurat ko apna ghar bachanay keliye kabhi kabhi napasandida cheez apnani parti hay
ye cheez apko manni paregi ke agar mard ki teref se encouragement na ho tu koi larki expose kabhi na karay
ab hamari films ki hi example le lain aik dhaki chupi heroin ko dekhne koi nahi jayega, jahan masala hoga waheen majma hoga, mard apne ghar ki aurat ko pardon main rekhey ga lekin jaye ke usi ke peechay jo kuch dikhaye kuch chupaye. zaroori nahi ke aap meri bat se ittefaq aren lekin mujhe aisa hi lagta hay
ail aur example le lain ke offices main ya stores main larkian jo job karti hain unhain fashion ke mutabik fitted kapre pehen ke jana hota hay, kyunke unki isi numaish ki waja se sales berhti hain aur unhain encourage kartey hain yehi mard
in sab main ghalti sirf mardon ki nahi hay agar aik aurat apne aap ko mazboot bana lay aur is sab se inkar karay phir chahay kese bhi halaat hon tu hamara muashra badal sakta hay lekin aisi aurtain gini chuni hongeen jo aasaan rastey ke bajaye mushkilon se lernay ka hosla rekhain. |
waseem08
|
Group: Members Joined: 27th Apr, 2009 Topic: 13 Post: 1304 Age:
32
|
|
Posted on:15th May 2009, 5:54pm |
|
|
salaam aise khwateen k liye jo kapron k pahente wqt allah ka khuf ny rakhti un k liye lamhay fiqr hy k miraaj ki rat rahmate aalam nore mujassam shahe bani aadam<sallallahoalyhiwasallam>ne aise auratoun ko dekha jnko brhana thi or un k balo se unhen latkaya howa tha or frishten aag ki kenchi se un k jsm kat rahe the aaqa k poch ne pr bataya gaya k ye wo auraten hen jo dunia me apne jsm ki numaish kia krti thi....krle tuba rab ki rahmat hy bari wrna qbr me saza hogy kari salaam. |
misha_ch
|
Group: Members Joined: 06th May, 2009 Topic: 1 Post: 482 Age:
26
|
|
Posted on:15th May 2009, 7:51pm |
|
|
dont forget....We r muslims ham muslim hain ...hamain kisi ki pasand napasand nahi dekhni k apni ya kisi ki khuahish kiya ha hamain wohi karna chahiay jo Allah ka hukam .....keon k muslim wohi ha jo poori tarha submit karay
Quran main best dress libaas ut taqwaa ko kaha giya |
|
For Detail Click On Page No: 1 |
|