Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Social Problem: My father Not Allow For Marriage

Social Problem   >>  Me and My Family
 
 
 
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:18th Dec 2007, 4:21am
 

Social Problem: My father Not Allow For Marriage

khan_80 main 23 years kaye ho gayee hon lakin mere baba mere shadi nahi kerte aur mere bare behan 27 years kayee hai asee kayee bai shadi nahi kerte hai. mere half life guzar gayee hai abh tak toa kayee girls kayee shadi ho jate hai woai toa mujhe ya bai nahi batate hai ka woai mere shadi kitni saal baad keraye gaye.

na mujhe kahe ghomane laye ker jatye hai na mujhe kisai ka ghar jane dayite hai, aur mere paisee bai layee jatee hain phir wapis nahi kerte sirf 300 rs mahina dayite hain itni mai toa koee cheez bai nahi atye. Aap sub logyon mai sai kisai ka baba asee kere hai

mai anhai sai kisia pouchwo ka mere shadi kub kerwo gaye mujhe sharam bai atye hai aur dar bai lagta hai Ammi sai toa mai pouch hai nahi sakti kyon ka baba anhai kayee koye baat mante haai nahi hain werna mere ammi toa kahte hain ka shadi kerwo. Khan_80 mujhe aik larka pasand toa hai lakin shaid mere baba mere shadi kerna haee nahi cahte. mastrubation kayee waja sai mujhe lagta hai mai bimar ho gaee ho lakin mai toa 1 month mai 1 ya 2 bar hai kerte thai jub mujhe pata nahi tha ka ya mastrubation hoti hai aur ya gunah hai abh nahi kerte lakin clitoris mai pain toa hota hai aur jub larki kaee age ziyada ho toa koye larka shadi bai nahi kerta mere skin bai kharab ho gayee hai rinkles perh gaye hai lakin mere baba batate hai nahi hai ka mere behan kaye aur mere shadi kub keraye gaye

noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:18th Dec 2007, 4:28am
 

doctor khan kia mai pagal hon

khan_80 kia mai pagal ho gaye ho jub kisia kayee shadi hoti hai toa mera dil cahta hai ka mere bai shadi ho jaye aur jitni din shadi khatam nahi hoti mujhe ajeeb sa hota hai khawa mai shadi mai na bai jawo tub bai asee hota hai

mere baba ammi kayee toa kabhi bai nahi soynte na anhai kayee care kerte hai aur jub guza atya hai toa phir hum sub ko dantate hai aur khamosh kerwa dayite hai koyee fayida nahi hota anhyon ko koyee baat kahne ka abh mai kisia kahwo ka mere shadi ker do mai sara din ghar mai bore hoti rahte ho

noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:18th Dec 2007, 9:50am
 

doctor khan josh zeb beauty star faisee aag hitman

Doc khan, hitman, aag, zeb, josh, faisee, sunehri, beauty star aur baki loog mujhe bataye mai kia kerwo.

 

nikama Group: Members  Joined: 15th Oct, 2007  Topic: 47  Post: 1808  Age:  34  
Posted on:18th Dec 2007, 10:53am
 

replyyy...

Sr Khan..pls reply to noor..she is in mental tension....
Bili_miau Group: Members  Joined: 20th Oct, 2007  Topic: 17  Post: 871  Age:  26  
Posted on:18th Dec 2007, 4:01pm
 

well

noor all i can say to u is do dua,...and never forget to read namaz in these days..as u knw namaz is really important to deliver messaget to Allah!! namaz keh bad agar charon kul kuch deer kelie pardho to dua karo  Allah woh dua bhi sunta he..

besides that if u like someone than tell him to send propssl..

pinky7861 Group: Members  Joined: 06th Oct, 2007  Topic: 44  Post: 1348  Age:   
Posted on:18th Dec 2007, 6:15pm
 

re

  Noor,

  App aik kaam kerian.  Raat ko sonay say pahlay achhi tara wudoo ker kay 41 baar soorat IKHLAAS perhain aur phir jo bhi dua kerni hay allah say kerain.  Sath main 1 ya 3 baar darood-shareef bhi iss soorat kay pernay say pahlay aur baad main perhain.  $1 din hi iss ko perhna hay.  Jab per lain tu jo bhi aap ki duaain hain....1, 2,3 ya jitni bhi roze wohi dua kerain. phir allah say dua mangti mangti so jain.  Koshish kerain kay kisi say baat na kerni peray, albatta majboori main koi herj nahi hay.  Main aap ko yah iss liay batta rahi hoon kay main bohat si duaon kay liay aazma chuki hoon aur allah zaroor qabool fermata hay.  Bas aap ka iimaan mazboot ho aur yah na sochain kay aalah pata nahi qabool keray ga ya nahi, balkay yah soch ker dua kerain kay allah jo bhi mairay haq main bahter baat hay uss ko ker daina. 

  Inshallah aap kay liay koi na koi soorat zaroor achi paida ho jay gi.  Yaqeen rakhain.

ashy Group: Members  Joined: 18th Aug, 2007  Topic: 51  Post: 384  Age:  32  
Posted on:18th Dec 2007, 7:33pm
 

to noor with sorry

If you are HOT… then scroll down to enjoy…
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
Scroll more…
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-

``` ``` ```

plz fan on kar lo

ahhhhhhhh

i think and

Hope you are feeling better !!!

khan_80 Group: Members  Joined: 09th Mar, 2007  Topic: 8  Post: 2604  Age:  33  
Posted on:19th Dec 2007, 12:51am
 

marriage problem

noor,

There is a sincere advise to u. donot think too excessively about sex and marriage. leave it for the right time. marriage is not the only thing in life. and believe me 23years is not the age when u loose hopes. Its the beginning of ur mature life. Think positive. The girls who are career oriented even marry at the age of more than 30s. Its not a big issue. just concentrate on ur life and the positive aspects of ur life. u are too depressed but think with cool mind.

zeb Group: Members  Joined: 18th Aug, 2007  Topic: 114  Post: 13610  Age:  32  
Posted on:19th Dec 2007, 1:48am
 

......

agreed to pinky and Dr khan

ap ko jo pinky ne cheezen batai hain, wo perhen, is k ilawa ap roz Allah se her namaz mein apni achi kismat ki dua kia keryen....and just hope for the best

jub ap ye sochen gi k Allah ap k sath hai to ap k zehen mein ye ulti seedhi baten nai ayen gi...ek na ek din to ap ki shadi honi hi hai na...bus us right time k liye dua keryen aur khud ko itna ziada besabra na banayen...jitna ziada is barey mein sochen gi, utni hi der ho gi aur utna hi tima mushkil se guzrey ga...

aur rahi bat ye k ap k baba ap k paise ley jatey hain aur sirf 300/ detey hain...to sweet sis, ap ne paison ka kia kerna hai, ap ki sub zaroriat poori kerney k liye ap k parents hain na...ap un se mangeyn...apni mama ko kaheyn...

ek bat bataun ap ko, ap ko to phir bi 300 mil jatey hain, main ne to apni unmarried life mein kabhi bi apni parents se pocket money nahi li....mujhey jub bi ksi cheez ki zarurat hoti thi to main apne parents se keh deta tha...wo mujhey ya to khud ley detey they ya phir paise dey detey they....lekin aisa kabhi nai hua k koi her month koi formal tareekey se pocket money li ho main ne......jub k merey parents mujhey kehtey they k kuch paise rakh liya kero.....kisi waqt bi zarorat pr skti hai....bt main nai rakhta tha, mujhey ye sub acha hi nai lagta tha bcoz main shuru se bht simple rha hun, mujh mein koi showbazi nahi hai.....haan jub main university janey laga tub main rakhta tha bcoz tab mujhey zarorat bi perti thi...

merey khyal se paisa kuch nai hota, sub se ziada ehem parents ka pyar or unki care hoti hai

BeautyStar Group: Members  Joined: 16th May, 2007  Topic: 52  Post: 3598  Age:  26  
Posted on:19th Dec 2007, 6:01am
 

Re: Noor123

As'salam - O - Aluikum ,

Well Dear sister , Maiyn zayadah tou kuch nahi kahoon ga but itna zaroor kahon ga kah Shadi Insaan ki jab hi hotey hain Jab ALLAH ne kismat ma likhey hotey hai ... Chahey hum kitney hi haath paaon mar lein jatan karlein magar hogee ussi waqt jab ALLAH chahey ga ...... Aur ALLAH kab chahey ga yah tou wohi behtar jaantah hai .... Waisey ALLAH apney bandoon se buhat pyar karta hai tou woh jantah hai sab kuch kah kis ki shadi k liyah kaun sa waqt munasib ..... So wait for the right time ok :)

Take care,
ALLAH Hafiz
noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:19th Dec 2007, 11:16pm
 

zeb

zeb mere baba na mere ammi ko kabhi pocket money nahi daye aur na anhai paise dayite hai bus mere nani mere ammi ko jo paisee dayite hai mere mama asee jama ker layite hai aur mere ammi ka pass paisee hon gaye toa mai mangwo na.

mere baba aap ka baba jisai nahi hai woai her cheez ka paisee nahi dayite bus pocket money dayite hai woai bai kabhi nahi dayite aur mere saving bai kabhi kabhi laye layite hai.

mere ammi toa mujhe achi hai lakin mere baba humisha anhai sai lare kerte hai lakin woai kuch agar kahe toa zoor sai bolte hai aur sub ko chup kera dayite hai aur phir galiya bai nikalte hai mere baba bahat ajeeb hai

noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:19th Dec 2007, 11:24pm
 

doctor khan kia mai pagal hon

doctor khan mai job nahi kerte na mere baba mujhe kerne daye gaye mai ghar mai sara din galte sarte rehte ho aur tv dekhte ho ya so jate ho

wase doctor khan mujhe kisia kaye shadi per ja ker asee kyon dil chata hai ka mere bai shadi ho kia mai pagal ho gaye hon mera bai toa dil chata hai ka koye mujhe sai batye keraye aur mere care bai keraye

ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1869  Age:  39  
Posted on:19th Dec 2007, 12:51pm
 

BeautyStar

Pata nahi kyun  har baar muje aisa lagta ke BeatyStar female hae ... phir jab main BeautyStar ke post read karta hoon tab yaad aata hae ke male hae....aaj main ne 10 baar kaha hae ke "beautystar male hae female nahi" umeed hae  abb yaad rahe ga.....dont mind it plz :)

Noor jis larke ko aap like karti ho woh kya karta hae ???? kya woh is position main hae ke apne ghar waloon ko aap ke parents ke paas bejh sake??? agar woh achi family se hae to aap us se kahain ke woh apne parents se keh ke shadi ki baat kare.... aor aap ki age 23 saal hae aap ka ye kehna munasib nahi hae ke aap apni adhi age guzar chuki hain lagta hae aap ne shadi ko bohat zida zehen pe sawar kiya howa hae mere khyal main 23 saal aisi age nahi hae ke larrki apna ye haal kar le .Allah aap ki har mushkil aasan kare.

noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:20th Dec 2007, 7:03am
 

ch babar

ch babar woai larka aik company mai job kerta hai woai mujhe sai amir hai agar mai asee ko kahwo gaye ka mujhe woai acha lagta hai toa woai mujhe bora samajhe ga asee laye mai nahi kahte lakin woai toa kahta tha ka tumhare bare behan kaye shadi ho gaye tub tumhare ho gaye

mere baba ko agar ya pata chal giya ka mujhe aik larka pasand hai toa woai mujhe goli mar daye gaye aur mere bare behan kah gaye ka pehle noor kaye shadi na kerwo

mai na shadi ko toa sawar nahi kia howa mere baba na toa mujhe kahe gumate hai na kisai ka ghar jane dayite hai 3 4 months baad mai kahe jate ho sara din mai ghar mai galte sarte rehte ho

noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:20th Dec 2007, 7:05am
 

doctor khan kia mai pagal hon

doctor khan aap mujhe batye na ka mere asee dil kyon cahta hai ka mere bai shadi ho jub kisia kaye shadi hote hai mujhe kaye kaye din ba chaini rehte hai ka mere shadi bai ho

kahe mai apne love kaye waja sai pagal toa nahi ho gaye

Bili_miau Group: Members  Joined: 20th Oct, 2007  Topic: 17  Post: 871  Age:  26  
Posted on:20th Dec 2007, 12:47pm
 

i think..

i think apko koi pyar nai hua..its not love..its an escape from ur house..dad family...bad situation and everything else...u have just affection for this guy...
goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 59  Post: 7344  Age:  32  
Blocked
Posted on:20th Dec 2007, 1:10pm
 

Everyone have wish in Life

You must face the all situation.And you must do marriage according to your parents advice.Because it is better for your future.

If you will do marriage with your own wishes and your parents opinion will not include then this marriage will also not run properly.You have right to do marriage yourself but you must include your parents opinon also.Then you will sucess.

One more thing i think your parents do  not need to stress so much because this stress will also destory your parents expects.

Waiting for your comments.

Thanks

noor123 Group: Members  Joined: 16th Apr, 2007  Topic: 83  Post: 804  Age:  28  
Posted on:21st Dec 2007, 11:02pm
 

goodman

goodman lakin baba shadi keraye tub na woai toa shadi kerte hai nahi hai mai toa 23 years kaye ho gaye ho shadi toa baba kaye pasand sai na kaye toa woai mujhe goli mar daye gaye lakin woai mujhe fashion ka paise bai nahi dayite aur bahat strick hai 300 rs mai koyn sa fashion hota hai khud soucho na mere sub dost naye lipsticks nail polishes jewellery layite hai lakin mere pass jisia paise hote hai utne months baad hai cheezye layite ho kam az kam baba ko mujhe outing ka laye toa laye jana cahye mai sara din ghar mai bore hotye hon
goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 59  Post: 7344  Age:  32  
Blocked
Posted on:21st Dec 2007, 12:29pm
 

Outing is Right but Simplicity has also innocent

Salam ,

Noor if you are not studying in any college and universty and you stay at home then your parents must do marriage as soon as possible.Because 23 years old is not a childhood age.This is the best age of your marriage and your parents must think seriously .Why they are wasting the time of their childerens.

If your father is not considering about your future life then of course you must negotiate with your mother to solve this problem .

Regarding your fashion issue i only can say that your father does not like fashion that is why he wants to stay simple of his childeren.And may be his income short and he does not want to increase expenditures.You pls consider on this situation.

Regarding your issue to visit outside it problems of some vogues houses and parents.That run on the one and same path or DAGER.I also face this problem in my life many time.

If you take outside with your childrens and give the company then children will also happy and they will also get confidence.It is right children also.

But i think the problem you are facing, may be your  next genration will not face these problems because you wish better bring up to your childrens.

Waiting for your comments.

Thanks

mariaum Group: Members  Joined: 26th Aug, 2007  Topic: 32  Post: 89  Age:  23  
Posted on:21st Dec 2007, 12:33pm
 

mmm

  aap ke mouther ha
1 2 3 4 5  >>
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012