raazdaar
|
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
25
|
|
Posted on:3rd Jan 2008, 5:36pm |
|
|
Dress For Women: What Does Islam Says?
SALLAM TO ALL FRIENDS Maira sawal yai hai kai ajj kal loog zyada tar paint shart pehantai hain.To kya ISLAM main yai pehana acha hai.Aur agar pehana teeq hai to kya ISLAM nai larkiyoon ko bi is ki ijazat di hai????? Halankai daiknai main yai araha hai kai abb larkiyaan zyada paint shirt use karti hain.To kya yai teeq hai? Aur jo bi member is sawal ka jawab haan main daita hai.To maira un sai sawal yai hai kai koyee bi bhayee apni behan ko is halat main bardast kar sakta hai??? NOTE:-sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ
|
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4259 Age:
29
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 8:14am |
|
|
RE >>>>>>>> WA/SALAAM SECRET MAN ,
Pant shart ek western libaas hai .......ab western honay ka ye matlab nahi k pant shart na pehni jaye ........... paint shart na tou haram janwar k ghost say bani hai .........na isko sharaab say wash kar k tayyar kiya gaya hai................na is main alcohol shamil hai aur na hi is ko kisi aesi cheez say tayyar kiya gaya hai jo k islaam main haraam ho ya waghera waghera..................so pant shart pehenay main koi harj nahi hai ..................
Ab jahan tak larkiyoon k pant shart pehenay ka sawaal hai tou bilkul islaam main is k ijazat nahi hai kyun k aurat ko islaam main chupanay ko kaha gaya hai na k dikhanay ko.........aur aurat k paint shirt pehenay say sab kuch dikhta hai na k chupta hai ...........is liyain jo aurtain pant shirt peheny hoye nazar ati hain wo dar asal Allah k hukum ki khilaaf warzi kar rahi hain ..........
likin agar kisi aurat ko shouk hai paint shirt ka tou sirf apne liyain pehnay na k sab ko dekha kar pehnay .............. aesi sorat main koi buri baat nahi ............likin aesa hona mushkil hai ajkal k dour main
tumhara dosra sawaal ka jawaab main nay na main diya hai ................likin jawaab chahay haan main ho ya na main ..........is type k question behen bhai ya un ki family ka personal mamla hai is liyain hamain koi hak nahi dosray say say is tarah ka sawaal karne ka..................is liyain meri nazar main ye question fozool hai .........................shukriya
|
josh
|
Group: Members Joined: 30th Jul, 2007 Topic: 47 Post: 2285 Age:
37
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 10:22am |
|
|
pent shirt pehni ja sakti hai! married females, pent shirt nikkar jeanz trouser skirt sab kuch pehan sakti hain apnay husband k samnay in separate room where no one can see her except his husband.
mainay kuch islamic webs par yehi parha hai k female pent pehan sakti hain lekin shirt ya kameez lambi honi chahiye or jisam numayan nazar nai ana chahiye.. ye mashwara un molvio nay un females ko dia tha jo western world mai rehti hain...
agar koi female pent pehnay gi or sath chhoti say shirt jisay pent mai dala hoga or jisam k khad-0-khaal numaya nazar aa rahay hongay to wo galat kar rahi hai or wo intentionally/unIntentionally fahashi phela rahi hai...
i disagree with hitman's statement "larkiyoon k pant shart pehenay ka sawaal hai tou bilkul islaam main is k ijazat nahi hai"
mard ko dekhna hai to Dr. Zakir Naik (famous islamic scholar) ko dekh lo wo hamaisha pent shirt or cot hi pehnay huay nazar atay hain..
i hope kay Hitman or raazdaar ko aik member sahi tara say samjhaingi. |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 100 Post: 4647 Age:
38
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 11:47pm |
|
|
paint shhirt for females islam ne aurat ke lye pardeh ka hukam diya hai,lekin kisi Libass ko fix nahi kiya ke ye wo nahi pehan sakti..
shart sirf itni hai ke wo jo kuch pehne wo pardeh ke daire me ho.
to jo log ye sochte hain ke ladki ka paint shirt pehan-na ghalat hai to mai is bat se itefaaq nahi karti.kyunke paint shirt pehni ja sakti hai,lekin itni tyte nahi pehanni chahye ke jisam saf nazar a raha ho,aur shirt lambi like a kurta jo hipps ke area ko chupaye to use pehan.ne me koi kharabi nahi.
aur yahan bahir ke mulkon me ladkiyan aksar upar kot pehanti hain,to agar unhon ne niche paint shirt pehni ho to is me koi burayi nahi. |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 11:57pm |
|
|
Dress Islam k mitabbiq Dress pehenney k kuch akhlaqiyaat hain which are as following:
Dress for Male :
- It should cover all the SATAR(mandatory) first and then all body parts as well.
- It should not be Skin-Fitting Tight so that it reveals your body curves.
- It should not be similar to the dress of Non-Believers which shows Label of their Religion.
- It should not me made up of Silk.
- It should not be Transparent so that whole body structure and colour can be seen.
- It should be Simple.
For Female :
- It should cover all the Satar (Mandatory) which includes all the body (except Hands after wrist , Legs below ankles and Face).
- It should not be Skin-Fitting Tight which shows your body curves.
- It should not be similar to the dress of Non-Believers which shows Label of their Religion.
- It should not be Transparent so that whole body structure and colour can be seen.
- It should not reveal the Beauty of the Woman.
- It should not be that colour or design which atrracts others' Eyes.
(Surah
Nur, Ch. No. 24, Verse No. 30) It says to the Believing Man , that… ‘He
should lower his gaze and guard his modesty’. The next Verse… (Surah Nur, Ch.
24, Verse No. 31), says... ‘Say to the believing woman, that she should
lower her gaze and guard her modesty and display not her beauty, except what is
that necessary of, and to draw a head covering over her bosom, except in front
of her father, her son, her husband’,
This aya'h shows that there are some relaxtion in case of Fathar &
Son , and Ofcourse there is no pardah between Husband & Wife.
So , According to this aya'h and dressing condition mentioned above ,
Woman can wear jeans if it fulfils all the conditions (Cover the Satar
as well as not revealing the Beauty) .... But infront of Husband ,
Father & Son Woman can wear jeans even which show her Beauty.
(Husband is the exception in this Case)
In case of Shirt it is not allowable if it reveals her Beauty and do
not fufil all the conditions..... Now-a-Days Shirts do not fulfill the
dressing conditions ..... So , It is disallowed.. Only that shirt is
allowable which fufill all the conditions.
In the conclusion, Woman can wear Jeans if it is not
skin-fitting(Revealing Curves) and conceal their Beauty. About Shirts ,
it should be long enough to hide their Beauty, and should not be
skin-fitting(Revealing Curves) and it should not transparent or inkinds
and should not be attractive which catches the eyes of Non-Mehram.
|
Bili_miau
|
Group: Members Joined: 20th Oct, 2007 Topic: 17 Post: 871 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 1:16pm |
|
|
hmmmmmmmmmmmm ever seen girls walking on street in big pak cities..liek lahore karachi etc?? ever noticed their clothes? new pak dresses r not miles away from western dresses...shalwar which r only up to knees...kameez which are sleevless...only bustsized ones....wht do these clothes represent? our culture..purity? religious clothes?? NO
then why on earth ru making so many issues on wearing pant and shirt...there r always different types and styles avaliable...u can choose the one which suits u best as well as which is more accurate to cover all parts of body in a good way.....a normal shwal or duppata can be worn with this dress....however our paki ppl think that this is the most shamless dress in the world..as ppl have a weird image in their mind!!
i belive that ppl should increase their ability and the way think!! nothing is wrong in the world unless u use it in a wrong way |
pinky7861
|
Group: Members Joined: 06th Oct, 2007 Topic: 44 Post: 1348 Age:
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 2:57pm |
|
|
razdar bhai Quran ya hadees main sirf yah WAZIAH kia gaya hay kay kiss tara say jism ko dhanpa jay. Yah nahi likha gaya kay sirf kisi haas tara kay hi kapray pahnay jay.
Iss liay iss say koi farak nahi perta kay aap nay kia pahna houa hay. balkay yah daikhna zaroori hay kay KIS tara ka pahna houa hay.
MAin aap say sawal kerti hoon. App kay samnay 2 lerkian kheri hain.
1- pahli lerki nay jeans jo kay bohat mota kapra hota hay uss ki, khuli si pant aur khuli si shirt pahni hoi hay aur sir per aur seenay per achi tara scarf lapaita houa hay.
2-doosri lerki nay bareek lawaan kay kapray ki tang si kameez pahni hoi hay jo fashion kay mutabik knees say bhi oonchi hay aur sath main ussi kapray ki shalwar hay jo kay fashion kay mutabikk tang si pajamay ki tara hay aur jis say aap uss ki tangain aur sara jism daikh saktay hain. sath main uss nay dopatta kandhay per faishion main hi latkaya houa hay.
Ab aap mujay batain kay aap kis lerki kay baray main kahain gay kay uss nay ISLAMI DRESS pahna houa hay????????
Aur ager aap ko hi choose kernay ko kaha jay kay aap sirf inn hi 2 dresses main say aik apni bahen kay liay choose ker saktay hain tu aap kis ko choose kerain gay?????
Umeed hay baat aap ki samaj main aa gai ho gi. |
Bili_miau
|
Group: Members Joined: 20th Oct, 2007 Topic: 17 Post: 871 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 3:56pm |
|
|
hmm again i will say its one of the crap post...it something which is little and ppl have made several issues of it.... |
raazdaar
|
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
25
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 4:03pm |
|
|
MAIRA MATLAB YAI NAHIN TA..... SALLAM TO ALL FRIENDS
Shahid kai kuch members ko maira yai TOPIC acha na lagta hoo.Lakin main sirf aik baat wazieh karna chahta hoon.Kai agar larka pehnai to app sab members nai kaha hai kai teeq hai.Main bi isai teeq samajta hoon.
Lakin ajj kal kai zamanai main fashion aam ho raha hai.Aur zyada tar larkiyaan hi aisa kar rahi hain.To main is baat pai hairaan hoon kai koyee family apnai auratoon ko akhir yai sab kuch karnai q daiti hai.
Yani is main konsi khass baat hai kai yai larki bi pehana shoroo kardai.ISLAM nai sab sai zyada haq aurat pai PARDAI ka raka hai.Kahi members nai mairai akhiri sawal ko mazaq samja.Halankai maira sawal ka maqsad yahi ta.Kai ham apni behnoon ko aisa kartai hoyee acha samajtai hain.
Yai sawal un bhaiyoon kai liyai ta jin ki behnain aisa karti hain.Agar chai koyee muslim hoo aur ALLAH par barosa rakta hoo to wo khabi bi aisa honai nahin daiga.
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |
nikama
|
Group: Members Joined: 15th Oct, 2007 Topic: 47 Post: 1808 Age:
35
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 4:05pm |
|
|
100 % ... 1000 % agree with billii j.. |
raazdaar
|
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
25
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 4:17pm |
|
|
re:-pinky SALLAM TO ALL FRIENDS
Yahan is forum main sab larkai maira bhaiyoon ki tarah hai aur sari larkiyaan mairi behnoon ki tarah hai.Aur main wahi kehta hoo jaisa kai main apni behnoon ko kehta hoon.Mairi app kai saat koyee dushmani nahin hai.
App nai apni jaga sawal teeq kiya aur us ka jawab bi teeq diya.Lakin agar koyee larki agar kahi bi hoo dunya kai kisi bi hisai main.Us ko kya muskil hai kai wo aisai hi kaprai pehnai jaisai kai aik ba- parda aurat pehanti hai????
Kya us kai jisam sai koyee hisa kam hota hai.Ya zyada hota hai kai wo aisa karti hain.Saaf zahir hai kai wo fashion karna chahti hai aur larkoon ko apni taraf mahil karna chahti hai.Agar har jaga sab kuch teeq ja raha hai ham q us main nahin nahin cheezain latai hai.
Bass!! wahi aisa karaingai jis kai dil chahta hai.ALLAH har insaan ko daik raha hai.Aur sab insaanon kai dil sai waqif hai.Sabi ko ALLAH ka samna karna hai.Main koyee bi baat larayee ki niyat sai nahin karta.Lakin ham sab dunya ka soch rahain hain.Aur koyee baat nahin hai.
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |
raazdaar
|
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
25
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 4:20pm |
|
|
re:-pinky SALLAM TO ALL FRIENDS
Yahan is forum main sab larkai maira bhaiyoon ki tarah hai aur sari larkiyaan mairi behnoon ki tarah hai.Aur main wahi kehta hoo jaisa kai main apni behnoon ko kehta hoon.Mairi app kai saat koyee dushmani nahin hai.
App nai apni jaga sawal teeq kiya aur us ka jawab bi teeq diya.Lakin agar koyee larki agar kahi bi hoo dunya kai kisi bi hisai main.Us ko kya muskil hai kai wo aisai hi kaprai pehnai jaisai kai aik ba- parda aurat pehanti hai????
Kya us kai jisam sai koyee hisa kam hota hai.Ya zyada hota hai kai wo aisa karti hain.Saaf zahir hai kai wo fashion karna chahti hai aur larkoon ko apni taraf mahil karna chahti hai.Agar har jaga sab kuch teeq ja raha hai ham q us main nahin nahin cheezain latai hai.
Bass!! wahi aisa karaingai jis kai dil chahta hai.ALLAH har insaan ko daik raha hai.Aur sab insaanon kai dil sai waqif hai.Sabi ko ALLAH ka samna karna hai.Main koyee bi baat larayee ki niyat sai nahin karta.Lakin ham sab dunya ka soch rahain hain.Aur koyee baat nahin hai.
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |
Bili_miau
|
Group: Members Joined: 20th Oct, 2007 Topic: 17 Post: 871 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 5:11pm |
|
|
well yeh to intehai cheap bat apne ki he keh log apne ghar ki larkion ko asia kyon karne dete hain ya larke pehnte hain to larkion ne kyon pehenna shuru kardia he....its a free world everyone has the same rights ...right...now back to women from usa and uk...than darling let me tell u..girls overthere dnt always wear these type of clothes to show off their body or to get attention from boys..more or less this is the national dress thre..is not a big issue to wear sleeveless clothes etc! and its quite random and normal for boys to see these things everyday..its not a big deal...
so u better only stick to women of ur country |
BeautyStar
|
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3586 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 7:56pm |
|
|
Simple A Baggy Jeans is better than Fitting Tranparent Shalwar
|
Hangama
|
Group: Members Joined: 02nd Dec, 2007 Topic: 39 Post: 1284 Age:
38
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 8:07pm |
|
|
Shirts and jeans Assalamualaikum
Pinky ki bat sahi hai ka dress pahana jai jo apka jisim dhaka. Laikin yah entihai jehalat wali bat hai ka agar koi larki pent shirt pahan ka ghoom rahi hai to uska ghoomna sahi hai.
Koi bhi larki except whores, yah nahi chahai gi ka woh kisi larka ko apna liya seduce karai. Fashion nai sab ko bigar ka rakh diya hai.
Aik bat ham sab muslims ko yad rakhni chahiya chahai woh pakistan mai rahtai ho yah kisi dusri country mai, jo chez ISLAM mai mana hai uska matlab mana hai, Slevee less, skin tight jeans koi larki esliy anahi pahanti ka woh larkon ko seduce karai laikin jab koi us larki ko dekh ka seduce hoga to gunnah sirf larka ko nahi larki ko bhi milaiga. Fashion karain laikin limits mai rahka, abhi bhi PAKISTAN mai aisa gharanai hai jaha pa en chezon ka bohot khayal rakha jata hai mai sirf tipical molvi type gharano ki bat nahi kar raha hon.
Yah topic cheap yah ghatiya nahi hai, agar koi chahai to bohot kuch sekh sakta hai. US yah UK ka boys larkion ko bilkul nahi ghortai hain i agree uski wajha sirf aur sirf yah hai ka waha pa fahashi haad sai ziyada hai. Jab unko baghair kapro ki larki dekhna ko aram sai milti hai to woh thora bohot kapra pahna howai ko kiyu daikhai gi.
Yah aik insani fitrat hai ka ham usko jis kam sai roktai hai woh aiyada usi ki taraf raghib hota hai ab woh chahai pakistani ho yah US yah UK ka. |
Bili_miau
|
Group: Members Joined: 20th Oct, 2007 Topic: 17 Post: 871 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 8:18pm |
|
|
hangama mujhe to lagta he yahan per aap sabse zaida jahil insaan honge jo aisi baat karahe hain... outside pak log islie larkion ko nai ghurte keh wahan fashi bard gai he blke islie keh unki general mentality aisi nai he....yeh sab unkelei eik normal si baat he..jabkeh pak me larki ne beshak naqaaab kia ho bahir chalte larke uspe fikre tak kaas jaenge..ab iski kai wajah he? kai aap yahn bhi yehi kahenge keh pk me fashi had se bard gai he islie larke aise karte hain? jee nai pk keh mardon ka kam hi aurat ko ghurna he!
islam me eik jagah per bhi nai likha keh pan shirtt larki ko nai pehnaani chaie... ya yeh koi jahil baat nai he agar koi larki pehen kar ghume gi!! jahil aur ghatiya zehniyat to aap logon ki he jo aisi batein karte hain!! |
Hangama
|
Group: Members Joined: 02nd Dec, 2007 Topic: 39 Post: 1284 Age:
38
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 8:32pm |
|
|
Beauty star and bili Beauty star: tumhari bat pa amal kar raha hon. hahahahahahahahahahahah
Well, abhi maina aik bohot hi big si post tayar karli thee aik zanatai dar chamat wali. Laikin mujhai abhi beauty star wali bat yad agai, bili ka comments paroo aur hanstai raho chalo beauty dekho mai tumhari bat per amal kar raha hon. hehehehahahhahehehehe.
Bat to apna bilkul sahi kari ka mujh sai bara jahil koi nahi hai es forum pa kiyu ka jiski choti bahan bili miau ho to phir jahil word to chota hai.
Kuch log bohot choti soch aur mentality ka hotai hai ap unmai sai aik ho. khair next time never ever answer or point out my any post. understood.
Kiyu ka batameez logo sai mujhai bat karna ka koi shok nahi hai. Essai pahla ka mai bhi batameezi pa utar aoo meri apsai request hai ka plz meri post pa reply nahi kariyaga ainda. |
Bili_miau
|
Group: Members Joined: 20th Oct, 2007 Topic: 17 Post: 871 Age:
27
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 8:36pm |
|
|
hmm agar apko batameez logon se bat karne ka shok nai to aap unko reply bhi na dia karen naa..pr shayd aapke peet me dard hota he na reply dekar..
and ur noone..to teach me whether i should reply or make any comments on anyones post or not...got it??? |
Hangama
|
Group: Members Joined: 02nd Dec, 2007 Topic: 39 Post: 1284 Age:
38
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 8:41pm |
|
|
Bili Soft reminder for u, dont reply my post, As ISLAM says respect women so i said please never ever reply my post. |
josh
|
Group: Members Joined: 30th Jul, 2007 Topic: 47 Post: 2285 Age:
37
|
|
Posted on:4th Jan 2008, 9:19pm |
|
|
everyone must read details reply of BeautyStar on this post! bili u have a negative approach... har wakt pakistanio k khilaf bolna tumhari hobby hai shaed.. lagi raho..
raazdar nay bohat acha question kia , while u are saying it is crap post. or waisay bi wo ye jan-na chahta hai k hamaray religion mai ye allow hai ya nahi... ap jahan rehti ho wahan par ziada log jeanz trousers nicker shirt skirt waghaira pehantay hain or semi nude libas bi pehantay hain , is liye apkay liye to pent shirt normal jabkay uk usa mai koi larki burka pehan lay to usay hairaan ho kar log daikhain gay,,,,,, lekin pakistan mai khas tor say SARHAD k areas mai girls pent shirt nahi pehantin is liye wahan rehnay walay logo k liye ye hairani wali baat hai k koi larki pent shirt pehan lay... |
|
For Detail Click On Page No: 1 2 3 >> |
|