aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:29th Aug 2009, 1:22am |
|
|
Clashes Between Husband And Wife Families: Should Husband Contact Wife On Phone Or Still Wait?
Salam, all of you FIrst of ALL many many Happy Ramadan to all of you ma kafi arsay bad fourm pay wapis aya hoo bus kam may busy tha.Now problem ya h husbnd wife may shadi k khuch month bad spreation ho gayi due to some minnor issues.or wo apnay ghar chali gayi ya love marriage thi then husband or uski family laynay bi gay after few months of spreation lakin lerki walo nay buhat insult ker k wapis bheej diya.Then 2ono family k khuch loog is malay ko hal kernay may lag gaya.larkay waly her lamha usay wapis lanay ko agree thay lakin lerki waly darmay kertay rahay na yes kertay thay na no kahir now after 1 year of spreation wife nay husband say milnay ki wish ki wo bi apnay ghar lakin larkay na nutural venue pay milnay ka kaha wo khuch dino bad man gayi chalo theak ha netural venue pay a gyi.2ono milay gilay sikway howay husbnad nay kha wo past ko bhool ker next chalna chhata ha,ma apki respect kero ga ,etc,,,,,,,lakin wife nay 1 aysa sentnce nahi kha end of the meeting then husband nay usay kha chalo myray sath ghar wo ready o gayi( Kya husband nay theak kiya even ya jantay howay bi k abi family clasehs hein) kahir, lakin wo jis netural venue pay milay wo un k uncle ka ghar tha lakin us k uncle nay husband say kha k abi ap k family clashes hein ap ko sath nahi lay k jana chahey hum ap k pehlay family claches khatam ker lay.then un 2ono nay apna cell number traanfer kiya husband or wife nay or achay way say see off ker k 2ono chaly gay. Now problem is should husband conatact to her wife on cell phone or just wait to resolve the family claches??????or ya k kiya wife ko bi aysay sentence bolnay chaey thay k ma bi agree ho ma rehna chhati ho ma resppect kero gi ap ki ap k parenst ki????? ab larkay nay ghar a ker sub such batay jo meeting may howa ab larkay k ghar walay criticies ker rhay heink why you said her k chalo myray sath or us nay kue tum say nahi kha k ma aynda ays akhuch nahi kero gi jo past may howa, ma achay say raho gi, etcc....... ???? kiya ap ko lagat ha ab wo or delay karein gay jaisay 1 saal pehlay kiya or ya just divorce roknay ka 1 tareeqa tha k husband wife ki meeting ho jaay 2ono razi ho jaya then usay khay gay a ker lay jao usay ghar say tak families ka amna samna he na ho???? or kiya ap ko lagat ha is meeting say husband wife k persnola issues khatam ho gay hein??????? Please reply in detail and qiuck me waiting
|
Be Happy |
Group: Members Joined: 25th Aug, 2008 Topic: 15 Post: 243 Age:
|
|
Posted on:29th Aug 2009, 2:33am |
|
|
Ali Raza bhai sab se pehle to yehi kahon gi k larrai,jhagrey ko jitni jaldi ho sake khtam kia jae. ye to acha kia k Husband ne chalo pehl ki hai.ab ager onhu ne pehl ker hi li hai to phir ab ye sawal peda hi nahi hona chahiye. k onki wife bhi onhe esa hi kuch kehti...be-shak wo sharminda hon gi dil hi dil me lekin ab is bat ka krne ka koi faida nahi....jab husband ne keh dia hai k past ko bhol jao.to bas bhol hi jaein na.wife ka man jana hi kafi hai.(wese ausoolan wife ko bhi sorry krna to chahiye tha).
ab ager ye apni familes ki waja se aik dosre se dor hain to in donu ko chahiye k mil beth ker jo bhi mis-understanding hoi ya jo bhi ab ise solve karein.aur kahein k hum donu ab aik dosre k sath rehne k lie razi hain to phir aap log kiu is trha bat ko barha rahe hain?
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:29th Aug 2009, 3:08am |
|
|
hmmm very good brief reply by behappy
me also agreed to her reply
ali husabnd ko sub se pehle family k conflict dur kerney chahiyen
us k bad jitni jaldi ho sakey wife ko gahr ley ana chahiye
aur agar is doran wo apni wife se phone per contact ker leyn to koi buri bat nahi
|
aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:31st Aug 2009, 12:31am |
|
|
NEED REPLY i need reply from seinors plz help me |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:31st Aug 2009, 12:37am |
|
|
Ali Raza bhai Zeb bhai & Be Happy ne theik hi to kaha hai.
|
aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:31st Aug 2009, 3:47am |
|
|
not satisfide i am not satisfide with above replies |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:31st Aug 2009, 5:15am |
|
|
aliraza agar ap satisfied nahi hain aur apni marzi kerna chahtay hain to hum se kuch discuss na keryen
na pana time zaya keryen na hamara
jo marzi kerna hai keryen
THREAD IS CLOSED
NO MORE DISCUSSION HERE |
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:2nd Sep 2009, 1:49am |
|
|
Zebi Bhai kher to hai na?roza to nahi lag raha?
may be koi aur member inhe tassali bakash mashwra dein.jis se ye satisfied hon. is lie thread close krna theik nahi.
Ali Raza bhai: aap bataein aapko kis kism ka mashwara chahiye?takey aapko osi trha ka mashwara dein.
|
aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:2nd Sep 2009, 3:54am |
|
|
S4U Thank you kam say kam is fourm pay ap nay myra dard to samjha warna zeb bahi nay to hud ker di or myra dil tor diya tha threat close ker k.Mujhay muhlis mashwara dein
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:3rd Sep 2009, 2:25am |
|
|
aliraza ap ko ap k reply se pehle sub ne mukhlis mashwaray hi diye they
but ap ne to mun pe maar di hamareyyyyyyyyy
ye keh ker k im not satisfied with ru answerssssssss
wah bhai wah
ap jo kuch kehtey raho
wo sahi hai
agar hum kuch kaheyn to us se ap hurt ho jatey ho
ye kahan ka insaf hai
jese ap hurt krna jantay hooooooooo....wese hi hurt ho kr bardasht kerna bhi ana chahiye ap ko |
M Asif |
Group: Members Joined: 31st Oct, 2008 Topic: 4 Post: 796 Age:
|
|
Posted on:3rd Sep 2009, 8:51pm |
|
|
ZeB Bhai Aray meri Super Express ko kia hogia hai ..?? :) Thanday hojao yar , hote ho yeh baraf wala pani dalon aap per .. :))
Khair , Aap is thread mein koi comment na post keren , Isay aisa he rehne dein .. Shayed Unhe koi aur member aisa mashwara de de jaisa woh chahte hain , Jis se woh satisfy ho jayen ..
|
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:3rd Sep 2009, 10:54pm |
|
|
Aliraza bhai aap ko bhi ramzan mubarik:) dekhain jab wife aur husband main saperation hoti hae to dobara milnay se pehlay un tamam pehluon ka jaiza lena chahiye k kis baat ki waja se baat yahan tak pohanchi k unhain alag hona para. miyan ya biwi dono k liye aik doosre se alag hona aik aziyat hi hae isliye dono ko hi apnay attitudes ka az sare nou jaiza lekar phir se new life start karni chahiye. agar husband ne biwi se apni ghalti accept kar k dobara aisa na karnay ki yakeen dehani karwai hae to phir ussay yeh nahi sochna chahiye k biwi bhi aisa kehti ya wesa kehti . ziadati dono taraf se hoti hae tabhi ghar kharab hota hae lekin aurat chun k mard k muqablay main kamzor hoti hae isliye mard ka farz banta hae k ussay har tarah se assure karwaye k us ko har tarah se protect karega . jab husband apni biwi ko mohabbat aur respect dega aur kisi ki baton main akar us ki insult nahi karega to biwi k liye bhi sab se afzal us ka shohar hojayega. abb rahi baat k larkay ne ghar akar sab ko bata diya to yeh us ne ghalat kiya kyun k agar ghar walay fair hotay to pehlay hi jhagra yahan tak na barhta isliye abb kisi ki bhi baton pe kaan na dharay. i think same case larki ka bhi hae k woh bhi apis ki baat har aik se share karti hain jsi ki waja se miyan biwi k darmiyan doosre interfare kartay hain. shohar ko chahiye k family clashes jald se jald khatam karwa k biwi ko ghar le aye abhi agar contact rakhtay hain to phir naye jhagray na start hojayen . wese bhi itna arsa aik doosre se baghair kisi sharai uzar k door rehna achi baat nahi hae . parents ki ehmiyat apni jaga lekin biwi ko ghar laya jata hae to woh tawaju aur pyaar bhi mangti hae ussay aik martba dil se muaf kar k moka dena chahiye kuch khud main changes lai jayen kuch biwi ko mold kiya jaye . dono taraf kuch narmi paida hogi tab hi ghar chal sakega . kisi ki baton main akar kabhi ghar kharab na karain . aur sab se eham baat k hoslay aur sabar se muamlat ko handle karain ghussa tamam fasadat ki jar hae. Allah pak se behtri ki dua mangi jaye shetan ka sab se pasandeeda kaam miyan biwi main judai dalwana hae k is se khandan tabah hotay hain . isliye choti choti baton ko ignore kar k nai life start karain . inshaAllah sab behtar hoga. |
aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:3rd Sep 2009, 11:51pm |
|
|
THNX what a wonderfull reply from MYRRAYM baji yahi wo reply tha jis ka ma wait ker raha tha akhir senior senior he hota ha
Zeb bahi khuch sikho ap bi ya reply ker saktya thay kahir ab ap is threat say out ho just read it.
Myrram api us meeting k bas husband contact her wife but wife again missbehave or jab k sari batein khatam ho gayi thi us nay again phone pay start ker di husband chup ker k sunta raha or bradsah ki
but next day husband ko gussah aya us nay bi same attiude diya call or 30 min bat kernay k bad phone bund ker diay.actully wife ka or uski family ka main moto husband k parenst ko cut off kerna ha tak ka na wife k parenst ko mafi mangni paray or larka khud he a ker lay jaya ghar.lakin husband k parents ki jo insult hoyi thi jab wo lynay gay thay wo nahi bhoolp a raha.so wo kabi zindgi nahi jaya ga laynay
so what should be done now???? |
aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:4th Sep 2009, 12:15am |
|
|
PLZ REPLY PLZ REPLY ME WAITING |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:4th Sep 2009, 1:57am |
|
|
Aliraza bhai i think un ki mrs to nibah karna chahti hain lekin un k ghar walay unhain yeh sab kehnay par tayar kartay hain . abhi agar dono families main itni misunderstanding hogai hae tou behtar yehi hae k families k clashes khatam kar k hi larka aur larki sath rahain agar larka khud se le bhi ayega tab bhi kuch din baad wohi jhagray start hojayengay. aise muamlat main ego ko nahi lana chahiye agar larki bhi wapis ana chahti hae husband k paas aur achi tarah ghar basana chahti hae to larki walon ko chahiye k woh achay tareeqa se larkay walon ko invite karain . aur larkay walay bhi izzat se larki ko ghar le ayen kyun k jab ghar basana maqsood ho to gillay shikway karnay ka fayeda nahi . agar larkay walay nahi jana chahtay tou woh larki ki family ko invite kar lain woh khud beti ko le ayen is main koi insult ki baat nahi hae lekin individualy larki se rabta na kiya jaye warna muamla phir se bigar jayega.
|
aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:4th Sep 2009, 2:37am |
|
|
again nice reply myrraym api ap itni samjdari ki batein kha say kerti ho kamal ha aappii. kahir as you ma is fourm ka buhat putana member ho ap kabi myray reply buhat pasand kerti thi.
jab husband ko bi gussah aya us nay next day call ker k khobb sunayi bcz wife uksi nermi ka faiyda utaha rahi thi.hala ka last meeting may ya deied howa tha k a new start then again usay selfish kha,pathar dil kah etc.... phir usay bi gussah a agay or usay khoob suna di or buhat gussahy may phone bund howa.or ab un may khuch days say koi contact nahi apas may.kiya larkay nay theak kiya?????kue lerki nay batein again reapt ki??/
2nd ya k kiya lerki nay again apnay ghar may is phone call say mutaliq batay ho ga??? or ab next kiya ho ga masla to jo ka too he he ha kjsiay one year b4 tha no contact or last meeting r phone call ka bi koi faiyda na howa |
aliraza008 |
Group: Members Joined: 28th Jul, 2008 Topic: 25 Post: 444 Age:
29
|
|
Posted on:4th Sep 2009, 2:52am |
|
|
again nice reply myrraym api ap itni samjdari ki batein kha say kerti ho kamal ha aappii. kahir as you ma is fourm ka buhat putana member ho ap kabi myray reply buhat pasand kerti thi.
jab husband ko bi gussah aya us nay next day call ker k khobb sunayi bcz wife uksi nermi ka faiyda utaha rahi thi.hala ka last meeting may ya deied howa tha k a new start then again usay selfish kha,pathar dil kah etc.... phir usay bi gussah a agay or usay khoob suna di or buhat gussahy may phone bund howa.or ab un may khuch days say koi contact nahi apas may.kiya larkay nay theak kiya?????kue lerki nay batein again reapt ki??/
2nd ya k kiya lerki nay again apnay ghar may is phone call say mutaliq batay ho ga??? or ab next kiya ho ga masla to jo ka too he he ha kjsiay one year b4 tha no contact or last meeting r phone call ka bi koi faiyda na howa |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:5th Sep 2009, 5:40am |
|
|
Aliraza bhai thanx for apriciation . ji bilkul aap yahan bohat achay replies kartay rahay hain aur i think bohat se mard hazrat k problems solve bhi kiye hain ghareloo muamlat main . agar aap is muamlay ko bhi zara narmi se handle karain to abb baat ban jaye . aik saal bohat taveel arsa hae miyan biwi ki judai ka lekin sari situation sun,nay k baad bhi yehi lagta hae k larka aur larki apni ana pe qaim hain aur doosre ko jhuka kar apni baat manwana chahtay hain . agar dono main se aik fareeq waqti tor pe baat maan lay aur thora sa jhuk jaye to us ki izzat bilkul bhi kam nahi hogi balkay doosre k dil main nidamat paida hogi k meri tamam tar kotahiyon k bawajood yeh acha salook kar raha hae . larki chun k parents k ghar main hae isliye woh unhi k nukta nazar se dekhti aur sochti hae. husband ko chahiye k jin uncle k ghar unhon ne mulaqat ki thi unhain hi bech main daal kar larki ko wapis ghar le ayen . abhi woh dono door hain isliye aik doosre ki situation nahi samajh rahay jab biwi sath hongi to shohar k pyaar se samjhanay pe maan jayengi . apni ghalti kisi k samnay tasleem karna shayad mushkil ho lekin dil main woh zaroor nadim bhi hongi. abb muamlat ko tool denay k bajay sulha karni chahiye . Nabi pak Salalaho alehai wasalam ka irshad hae k agar koi shakhs kisi doosre k paas sulha ki gharz se jata hae ya muafi mangta hae to us ki izzat bilkul kam nahi hogi balkay barh jayegi aur agar kam hogai to us ki izzat ka Main zamin hon.
jab larki ghar ajaye to pehla step yeh karna hae dono ne mil kar k apnay muamlat main kisi ko interfare na karnay dain . na hi larki k parents na larkay k. khud se muamlat ko handle karna seekhain aur choti choti baaton ko ignore karain . agar waqti kisi baat pe koi fareeq razi nahi bhi horaha to doosra us ki haan main haan mila day takay jhagra agay barhay hi na. azziyat ka aik saal bohat hota hae i think unhain abb phir se nai zindagi ka aghaz karna chahiye . jab un ki apni family start hojayegi to na to larki roz apnay ghar jasakegi aur na hi choti choti baaton ko lekar naraz hogi. |
Seemi |
Group: Members Joined: 11th Sep, 2007 Topic: 14 Post: 3829 Age:
27
|
|
Posted on:5th Sep 2009, 5:43am |
|
|
Agreed Agree with Maryam baji.
|
haideri |
Group: Members Joined: 29th Aug, 2009 Topic: 11 Post: 109 Age:
29
|
|
Posted on:5th Sep 2009, 6:13am |
|
|
Very Different q? yar is bat ka b koi jawab dedoo please in dono ka kya hoga ye dono sehi hain yeah galat?
Mera Sawal
Ek kawara larka he wo muslim he >or< EK shadi shuda larki he wo Muslim nahi he
Sawal ye He shadi shuda larki ka shor zani he bahut c orton k sath zana karta he or us ne khud b dekha he or wo us ko chorna chati he talaaq lena chati he
bat ye he jo kawara larka he us ka chakkar is shadi shuda larki se chal geya he or ye shadi shuda larki isse shadhi karna chathi he or muslim b hona chati he
bat samajne wali ye he in dono ki saza kya bane gi larka tu kawara he or muslim he or larki shadhi shuda he or muslim nahi he
is ka matlab saaaf he shadi shuda larki talaaq le or is larkay se shadi karay or muslim hojaye ? ye theek he ?
or bat rahi ye wo muslim hori jis nazar se b hori he ho tu rahi hena is duniya main hamesha turi na rena he ek din jana he ager wo us larka se shadi karke muslim hori he tu tab b acha he
bat ye he galat he yeah sehi ye dono ki love story
soch samaj kar jawab dain
Jaldi Jawab Dain Please |
|