Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Kegel Exercises - Kegel Mushq 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
27472
 
Kegel Exercises

 PC muscles ko bhee'nchein phir foran chor dein phir bhee'nchein aur foran chor dein yah mushq din mein teen baar karein aur ek mushq mein 10 baar PC muscles ko bhee'nchein shuru mein yeh mushq ahista ahista karein phir taezi kay sath. 

 

Mushq no.2

    Aap bathroom mein rafa'a hajat kay waqt neechey ko zor lagatey hain ta kay aap jald farigh ho jaein iss mushq mein isi tarah neechey ko karna hai magar maq'ad ki bajaey faraj mein tasawwur karein kay faraj kay bilkul aakhir mein ruee ka ek phaha hai, aapney usey neechey dhakael kar baher nikalna hai ek push teen char second tak jari rahey yeh mushq bhi din mein 3 bar karni hai aur ek mushq mein 10 bar push karein.

    Yeh teenon mushqein din mein teen auqaat subah, dopahar aur sham mein karein har mushq 10, 10 bar dohraei'n ahista ahista ta'adaad barhatey jae'in hutta kay ek waqt mein 20 bar dohraein agar mushq kay doran paet ya naaf kay neechey baalon wali jagah khinchau aur tana'u mehsoos karein to mushq ki ta'adaad ko kam kardein magar din mein karni teen bar hi hai. Inn mushqon ko brush karney ki tarah apni zindagi ka hissa bana lein yeh mushqein aapki azdawaji zindagi ko bohut khushgawar bana deingi. PC muscles ki mushq kay istaemal ka zikr peechey bhi guzar chuka hai.

    7.  Iss masley kay hal kay liye mubashrat kay doran bazer ko mushta'il karna bey hudd mufeed hai mazeed aurat ghaer fa'aal (inactive) honay ki bajaey fa'aal (active) ho aur mubashrat mein bhi purjosh jhatkey lagaey apney sareen ko mukhtalif andaz sey harkat dey sareen ki

 
 
<< Next       Prev >>
164165166167168169170171172173174
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012